So let's start...
Vir was holding her tightly...and purvi was shouting...
Vir :- oye ab bas kar koi nahi aayega tujhe bachane...aur ab chillana bandh kar...mere kaan mein dard hone laga...
Purvi :- hum to chillayenge...aur sab ko bulayenge...bachao hume... mukhiji hume niche utariye.....😠😫😫
Vir enters in his room....and make her sit on bed...
Vir with rubbing his finger in his ear...kitna chillati hai...mere kaan k parde Bach gaye Varna fat jate...gale mein speaker hai kya??
Purvi :- 😡😤...aap bohot hi bura hai...
Vir :- pata hai...kuch naya bol..😁
Purvi :- 😒😒😒😒😒
Vir takes the medicines and goes near purvi :- ab chup chap dawai le le...
Purvi takes it quitely ... And makes sad face...😞😞
Vir :- chal ab muh mt bana...and he give chocolate...ye le...🍫🍫🍫
Purvi :- nahi hume nahi khani...🙁🙁
Vir give another one...but she refuses..
Vir :- to bata tujhe kya chahiye..???
Purvi :- aap nahi manenge...hume pata hai..😞😞
Vir :- dekh chal ne k liye bolegi to mein pehle hi mein mana kar raha hu...
Purvi :- nahi...hume chalna nahi hai...par aap hamare saath beth kar bate kijiye...
Vir :- k abhi time dekha hai...kitne baje hai..???
Purvi :- hume neend nahi aa rahi...aapne kaha tha...
Vir :- chal thik hai...and he was finding place to sit...
Purvi :- aap yaha pe beth jaiye...she moves little bit inside...and makes space for him..
He sits there...
Vir :- ha bol k baat karni hai...
Purvi :- woh to hume bhi nahi pata...aap hi kuch boliye..
Vir :- 😒😒...chal ib tu kuch tu apne baare bata...teri pasand na pasand...kuch to bata...tere ghar mein kon kon hai...
Purvi :- humari...hume to sab pasand hai...aur hamare ghar mein Maa...Baba...duggu...aur priyu hai...hamare ek tauji bhi hai...woh dusre gao mein rehte hai...aur aapko pata hai humare tauji na pehlwan bazi mein hoshiyaar hai...woh bas aapse kuch saal hi bade honge...🤔
(Hyyy...yo k keh diya bawari ne... mukhi ko tau se compare...mtlb 😂😂😂😂😂)Vir :- oye budha hoga tera tau....aur k kaha tanne...ki woh pehlwan hai..ek baar mila de manne tere tau se...uski hadi pasli ek na kardi to bolna...aur bhi kuch kaha tha....kya ki meri aur tere tau ki umar mein kuch zyada fark na hai...bal vivah kiya tha kya tere tau ne...??😏😏😏😏
Jo uski mere jitni umar bol rahi hai...Purvi :- aap ki umar to hogi...aap ko nahi maan na to koi baat nahi par aapki umar to hume hamare tau jitni hi lag rahi hai...😁😁
(Ab to purvi gayi...itna zyada boldiya...😂😂😂😂)Vir :- k boli mein Buddha hu hee...ruk tujhe abhi bata ta hu...waise tune dekh to liya hi k mere mein kitni takat hai...mein haathi ko uthaya..tujhe pata bhi hai k haathi ka wazan kitna hota hai...dekhi meri takat...😏😏😏
Purvi :- ha ha...woh to issi liye utha paye ki iss haathi ka wazan chiti jitna tha...aur ha hamare Tauji k baare mein agar kuch bhi bola hai na to...
आप पढ़ रहे हैं
𝐏𝐚𝐭𝐡 𝐎𝐟 𝐃𝐞𝐬𝐭𝐢𝐧𝐲 (Slow Updates - Under Editing)
Ficción GeneralLove story of Virendra Pratap Singh and Purvi Pratap Singh, his wife. A 33 year old Tough man ruling over 40 villages as a "Mukhi" fall in love with childish 21 year old girl after marrying her for the sake of his kids. How that man falls for her wh...