So here we go...
Purvi :- mukhiji...hume ye nahi khana...plz...hum aapke aage haath jodte hai..🙏🙏🙁😫
Vir :- dekh bawari ab koi nautanki mt kar aur kha le....mujhe gussa mt dila...
Purvi makes sad face...☹️☹️😣
Vir :- achha chal thik hai...agar tu ye kha le gi to mein tujhe ek bohot hi badiya cheez dunga...(mere ko nahi pata ki woh kya cheez hai... mukhiji ko deni hai...mujhe nahi..😁😁😁😁)
Purvi :- hume pata hai...aap hume lalach de ne ki koshish kar rahe hai...taki hum ye khale...
Vir :- are wah tu to bohot samajdar nikli...kya baat hai...😁😁😁 Ab tujhe pata chal hi gaya hai to kha le...
Juhi and Manas laughs :- are haathi tum to humse bhi chotti ho gayi....itni zid to hum bhi nahi karte...jinti tum kar rahi ho🤣🤣🤣🤣
Purvi :- 😒😒
Vir :- dekh tujhse to bade bachhe hai kha le...
Manas :- baba lagta hai haathi aap se naraz hai...isi liye aapki baat nahi maan raha...🤔🤔
Purvi :- ha genda bhai...bilkul thik kaha...hum na is kroorsing se bohot naraz hai....😒😒
Both kids laughs as they heard kroorsing...
Juhi :- baba aapka naam kroorsing hai...🤣🤣🤣🤣
Vir :- 😳😳...he sees at purvi with 😤😤(murder kar dena hai meine iss ka...bachho k samne bhi ye shuru ho jati hai....ye mera thought hai...mukhiji ko punjabi nahi aati)
Purvi to Vir :- ab aise kya ghoor rahe hai...aap kroorsing hai to hai...isme aisa chehra bana ne ki zarurat nahi hai...
Vir :- ab to mein bhi dekh ta tu ye khichdi kaise nahi khati...😏😒... he sits near her and take a spoon and move forward towards purvi...
Purvi puts her hand on her face...
Vir puts the palte in side and holds her both hands with his strong hand...Vir :- chal ab kha le...ab bohot ho gaya...aur fir usko zabardasti khichdi khila rahe the...
Juhi Manas were laughing...both were standing near the bed...
Vir was feeding her that khichdi forcefully...
Purvi :- mukhiji aap bohot bure hai...hum aapse baat hi nahi karenge...😬😑😑
Vir :- sachhi tu mere se baat nahi karegi...??
Purvi :- nahi hum nahi karenge...
Vir :- are wahh duniya mein iss se zyada shaanti nahi hogi mere liye....😁😁
Purvi :- 😣😫😫😫
Vir :- ab aisa muh mt bana...aur chup chap so ja...
Purvi :- ignore him...bachho aap dono khana kha k so jana...aur kal school bhi to jana hai...
Juhi :- nahi haathi kal school mein chutti hai...
Manas :- aur woh bhi 4 din ki...with great smile...😊😊
Vir :- kis baat ki...koi tyohar bhi nahi hai...??
Purvi :- aur itne saare din...kyu???
Juhi :- woh haathi school mein kuch kaam chal raha hai...isi liye..
Purvi :- par padhai kaise karo ge tum log..??
Juhi :- woh school mein se hume home work aur kuch reading k liye topics diye jayenge...uss me se hi kar na hai...
आप पढ़ रहे हैं
𝐏𝐚𝐭𝐡 𝐎𝐟 𝐃𝐞𝐬𝐭𝐢𝐧𝐲 (Slow Updates - Under Editing)
Genel KurguLove story of Virendra Pratap Singh and Purvi Pratap Singh, his wife. A 33 year old Tough man ruling over 40 villages as a "Mukhi" fall in love with childish 21 year old girl after marrying her for the sake of his kids. How that man falls for her wh...