KPKT 42

2.4K 207 17
                                    

Karishma enters in the room, & she look Haseena packing her bag, & she comes near to Haseena & forward mug to her & says- pee kar dekhiye kaisi bani hai..

Haseena look Karishma, & then she look the coffee mug & says- humein nikalna nahi hai..

Karishma smile & says- kal subhe jaldi niklenge, ab peeyo..

Haseena take the mug in her hand & she sip once, & says- hmm, ab thik lag raha hai, & she forward coffee mug to Karishma & she sip it with close eyes..

Haseena asked look after Karishma’s relax face- ab kaisa lag raha hai..

Karishma smile smoothly & says- bahot accha aur shaant lag raha hai, & Karishma forward the mug to Haseena..

Haseena take mug with smile & says- phir kaisa laga, maa papa se milke..

Karishma look to her with smile- bahot accha..

Haseena- chalo, matlab mehnat rang layi..

Karishma quickly says, before Haseena says anything more- humein maaf kar dijiye, hum aap par bewajah gussa ho gaye, aur bahot kuch keh baithe..

Haseena quckily irrupt & says- chup bhi toh humein karwaya tha..

Karishma close her eyes & she turn her face to other side..

Haseena says with soft tone- nazre churane ki koi jarurat nahi, jo kuch bhi hai, woh sab humari taraf se hai..

Karishma not look to Haseena & says- humara gussa aisa shaant hoga, yeh baat kaise aapke mann mei aayi..

Haseena says with stern tone- aap humari feelings ka aisa mazak nahi uda sakti..

Karishma quickly look to Haseena & says- hum aapki feelings ka mazak nahi uda raha hai, balki hum khud iss soch mei hai, ke aap humse pyar kaise kar baithi..

Haseena says with straight face- kiu, nahi hona chahiye tha..

Karishma- matlab, kaise bolu, shabdh nahi mil rahe hai..

Haseena- aankhon mei khoo sakti hai aap lekin dil ki baat bolne ke shabdh nahi hai..

Karishma shrugged of her shoulder & says- ab hum hai aise hi, toh kya kar sakte hai, aur upar se aapne humein, kaise, yeh sawal hai humara, aur kiu, kya dekha..

Haseena keep everything side & asked- ek mimute, aap bhi humse pyar karti hai..

Karishma take the mug from Haseena’s hand & she keep the mug on table, & hold Haseena’s hands in her, & sigh, she says with clam tone- hum inkaar nahi kar rahe hai, lekin baat ko aage badhane se pehle, aap ko yeh baatana chahte hai, woh baat humare dil mei kab se khal rahi hai, aapko bura lag sakta hai, lekin aap khud ko waqt dijiye, kahi jaldbazi naa ho jaaye aur hum doono mei se ek ka dil aage jaa kar naa toote..

Haseena- kehna kya chahti hai aap..

Karishma take a pause, while Haseena staring her with up set mind, & Karishma says- humein aapko ek galat rishte mei jaane se bachahya hai, aur iss wajah se aapke dil mei humare liye pyar ki bhavana jagi ho toh, aur aage jaakar, kuch wajah se woh badal gayi toh, toh kisi na kisi ka toh dil tootega hi na..

Haseena asked her with stern tone- aap humse pyar karti hai yaa nahi..

Karishma gulping her throat but didn’t answer it, & Haseena asked- aapko time chahiye..

Karishma shook her head in no & says- nahi, lekin hum aapko time dena chahte hai, bas aur kuch nahi..

A tear rolled down from Haseena’s eye corner, & Karishma wipe that through thumb & says- dosti ke liye na humari galat baatein ek honi chahiye hoti hai, lekin pyar ke liye na koi bhi uljhan nahi honi chahiye, aur humein iss zindagi mei sirf ek hi insan se pyar karna hai, aur woh insan aap rahengi issye badi baat humare liye kuch bhi nahi hai..

Haseena- phir kiu yeh sab bol rahi hai aap..

Karishma- kiu ki humein lagata hai, aap thoda sa waqt le, sab ke liye, hum toh aapke saath hai hi, aur humesha rahnge, dosti se pyar ho sakta hai, lekin pyar ek baar ho gaya aur usse dil toota na toh dost rehna bhi mushkil hoga, iss liye hum dono khud ko woh waqt de toh accha hoga..

Haseena asked with little tensed tone- aap humein aapki zindagi mei nahi chahti hai..

Karishma tight her grip on Haseena’s hands & says- hum chahte hai aapko humari zindagi mei, lekin kuch waqt jaane dete hai, agar pyar hoga toh woh jaayega nahi..

Haseena shook her head in yes, & Karishma says- waise ek pal ke liye humein uss din bhagwan ka darwaja khat-khatya hai, aage se aisa kuch karna hai toh humein thoda sa hi sahi waqt jarur dijiyega..

Haseena says with stern tone- yeh sab bol rahi hai, phir bhi waqt kiu chahiye..

Karishma- naa aapke liye aur naa hi humare liye, hum doono ke liye yeh waqt chahiye, aur issye rishta gehra hi hoga..

Haseena smile & asked while giving side hugged to Karishma- humari fikar jaada ho rahi thi yaa humari yaad jaada aa rahi thi..

Karishma smile & says- yaad aane ke liye bhulna padta hai, aur vishwas itna jaada hai ke humein fikar jaada nahi huyi, waise aap thik toh hai, kahi kuch laga toh nahi..

Haseena smile smoothly & says- kuch hone se pehle hi aap aa gayi toh bach gaye..

Karishma asked her with doubtful tone- iss baat ka aphasos ho raha hai, aapko..

Haseena with smile- haan thoda sa..

Karishma- aur woh kiu..

Haseena- thode dinno ke liye sahi, hum center of attraction jo hote, aapki aankhon ka taar banke rehte..

Karishma- sirf humare hi nahi, baki sab ke bhi ho jaate aankhon ka taara..

Haseena quickly break the side hugged & asked with doubtful tone- aap kitni baar Rajvir se mili..

Karishma look up to roof & says- hey bhagwan, ab toh innye boliye, ke yeh jalti hai, Rajvir se..

Haseena widen her eyes & says- hum nahi jalte hai, unnse..

Karishma says with naughty tone- accha, aur yeh pata kaise chala aapko, & she take little back step from Haseena..

Haseena runs towards Karishma & Karishma runs to save herself from Haseena- rukiye hum aapko nahi chodne wale hai, & Karishma shows her tongue, & she runs behind the couch, & Haseena try to caught Karishma’s hand, but Karishma pulling her hand back..

Haseena says with little confident tone- humse gustakhi, ab toh pakad ke hi dikhayege..

Karishma- humein aaj tak koi pakad nahi paaya hai, & same time Haseena caught her shirt hand, & Haseena tight her grip..

Their eyes met, & Haseena says with winning tone- humein harna pasand nahi hai, phir woh kuch bhi ho, aur humein jalan nahi hoti hai, bas humein woh pasand nahi hai, aur kuch nahi..

Karishma- agar aap jeet gaye toh humein pasand bhi aayega, & they both exchange the smile..

Maddamsir: Kabhi Pyar Kabhi TakkrarWhere stories live. Discover now