"yeh khaana thoda tikha nahi ho sakta tha kya, upar se namak kum daal ke rakha hai" Karishma says with complaining tone..
Haseena look to her & say with clam tone- khaana bilkul thik bana hai..
Karishma says with irks tone- dil behlane wali baat mat kariye..
Haseena- sach bol rahe hai hum, khaana ekdum sahi hai, bas aapka muh kharab hua hai bukhar ki wajah se..
Karishma- toh phir bas bahot hua, ab nahi khaaya jaayega humse..
Haseena says with stern tone- coco thoda aur khaana padega..
Karishma says with irks tone- arye yaar nahi..
Haseena says with soft tone, while she forward the spoon full of rice, & made her face poor that melted Karishma's heart & she open her mouth & eat, & says- bas aur nahi..
Haseena- arye lekin inta saara lekar aaye hai usska kya karnge..
Karishma- aap nahi khaane wale ho kya..
Haseena- khaa rahe hai, lekin aap ab maana kar rahe ho toh, hum kya khaayenge..
Karishma says with irks face- yeh emotional blackmail hai..
Haseena says with stern face- haan, hai toh, kya karngi aap, aapko ek toh khaana padega humare saath, yaa phir humara bhi ho gaya..
Karishma unwilling open her mouth & Haseena feed another spoon of rice, & she too eat with her & Karishma asked- waise aap Kalyani verma ke ghar gayi thi, toh kya haath laga aapke..
Haseena sip the water once & says- ghar ka hi koi hai, poora ghar thik se dekha, aur jis tarah se ghar ke security hai, uss hisab se toh chor ghar mei aakar chori kar hi nahi sakta..
Karishma- wahi baat humein report mei bhi likhi hai..
Haseena shook her head & says- haan humein padha, iss liye Billu ko bola hai nazar rakhne ke liye toh kal subhe pata chalega, aur aapne aapka network time par on kiya hai toh jo koi bhi jaayega jewellery dukan par toh pakda bhi jaayega..
Karishma- hmm, waise Rajvir kuch jaada nahi bola na..
Haseena- woh jaada sirf aapke mamle mei bolta hai, aur sach keh toh woh darrta hai humse..
Karishma shook her head in no & says with smile- aisa kuch nahi hai..
Haseena asked her with doubtful way- kya matlab hai aapka..
Karishma lightly blushed & says- jaise pehle hi din, pehli nazar mei humare saare dillon dimag ki batti gul huyi thi, waise aur kisi ki bhi huyi thi, lekin sirf shayarion ke hadd tak hi..
Haseena awestruken by Karishma's words, & Karishma says- jaada kuch nahi hai, bas crush hai, aur jaada kuch nahi, agar aisa kuch hota hai, toh hum usse samjha denge, lekin ab aisa kuch nahi hai, toh sab thik hai..
Haseena asked with little doubtful way- kis wajah se aapne humein yeh baat baata di..
Karishma- woh iss liye baata di, kiu ki aapko pata hona chahiye, aapka prbhav kya hai..
Haseena quickly hit on Karishma's arm & says- thodi si bhi jalan nahi ho rahi hai na, yeh baat pata hote huye bhi, ki koi aur bhi hai jo hum par marta hai..
Karishma says with proud tone- koi kitna bhi mare humein usse kya, pyar toh aap humse karte hai, aur hum aapse, tisra kitna bhi beech mei aane ki koshish kiu na kare, hum thodi na alag hone wale hai, aur pyar karte hai toh usse chuth dena bhi utna hi jaruri hota hai, warna hum usske irid-girid bediya bandh denge toh, pyar badhega kaise..
YOU ARE READING
Maddamsir: Kabhi Pyar Kabhi Takkrar
Short Storyit's pure imagination story, to know more, start to read, hopefully with the smile..