Haseena coming out from the room, while door bell ring for the second time, she found Karishma on door, with the bunch of flowers & with her warm smile, Haseena not react on that, & she walks into the room, & Karishma mumble with herself- inne kya hua..
Haseena in mind- aaj toh baat hi nahi karnge hum innke saath, jab tak humein pata nahi chalta hai, yeh kisi ke saath itni baatein kar rahi hai, tab tak hum baat hi nahi karni hai..
Karishma comes into the room after fresh up, & she look Haseena seated on chair with book, while Karishma comes near to Haseena & asked with soft tone- khaana khaane chale, while she encircle her both hand on neck from back side of Haseena..
Haseena close the book with irks & says- humein nahi khaana hai..
Karishma sigh & asked- kya hua, ammi ke saath koi jhagda hua hai..
Haseena look Karishma with anger & Karishma says with clam tone- accha toh biwi wala gussa hai, samjha sakti hai, yeh biwi wala gussa kis baat ke liye..
Haseena goes to open her mouth but Karishma's cell beep with new message notification, & Haseena says- iss phone ki wajah se, thana ka mei samjh sakti hun, lekin ghar aane ke baad bhi, aap busy rehti hai, uss phone ke saath, hum doono ne milkar yeh rule banaya tha, emergency hogi, toh hi, hum iss phone ke saath chipke rahnge, lekin pichle kuch dinno se, hum dekh rahe hai, aap iss phone par aise lagi padi hai, jaise ke..
Karishma says with smooth smile- jaise ke humein koi aur mil gaya hai..
Haseena quickly hit on Karishma's arm with irritation- coco..
Karishma smile while come in front of Haseena, & she seated on Haseena's lap & keep her both palms on Haseena's cheek & say- corny aisa kuch bhi nahi hai, waise bhi hum kisi aur ke saath phir se nayi shurwat kare, phir se kisi ko impress karne mei lag jaaye, aur sab se badi baat, phir se kon itni magazmari karega, ek se kaam chal raha hai, toh kahe chahiye humein dusra koi aur..
Haseena says with irks tone- aap dhundkar hi humein baataiye, khoon pee jaayenge..
Karishma asked with casual tone- usska..
Haseena says with firm tone- aapka peeyenge, waise bhi aapka hi khoon garam milega humein, dusron mei woh baat bhi nahi hai, jo aap mei hai..
Karishma asked with casual tone- accha..
Haseena give anger look to Karishma & says- kis ke saath itni saari baatein chal rahi hai, woh bhi messages mei..
Karishma smile & says- yeh baat aapne humse pehle kiu nahi puchi..
Haseena says with clam tone- humein laga, ammi hogi, toh..
Karishma says with clam smile- Santu hai, usse madat kar rahe hai, hum aur Pushpa amma..
Haseena says with surprise tone- kya, aur yeh kab se kar rahi hai aap..
Karishma says with soft tone- hum doono jab goa gayi thi, tab se..
Haseena says with surprise tone- accha toh tabhi hum soche Santu kiu Cheetah se aise bartav kar rahi hai..
Karishma smile & says- usse humein hi bola hai, jaada Cheetah ke piche mat pado, usse thoda dur raho, aur usse aise dikha do, ke usse koi aur mila hai, aur woh usske saath khush hai..
Haseena smile & asked- aur yeh jo kuch bhi aapne plan banaya hai, woh kaam karega..
Karishma says with confident tone- haan, bilkul hoga, aur waise bhi thoda work toh karne laga hai..
Haseena asked with doubtful smile- aur woh kaise..
Karishma says with smile- jab bhi Cheetah aas, paas hota hai, tab, tab Santu humein yaa phir Pushpa amma ko message karti hai, yaa phir call karti hai..
Haseena says with light up face- accha, toh dupehr ko jo Santu phone par baat kar rahi thi, woh phone, ek toh aapko kiya hua tha, yaa phir Pushpa ji ko..
Karishma shook her head in yes, & says- tab aapne Cheetah ko dekha..
Haseena shook her head in no & says- nahi, humara dhayan aap par tha..
Karishma look to Haseena & say- duty par the hum..
Haseena says with casual tone- haan, toh hum humari biwi ko dekh nahi sakte..
Karishma says with firm tone- dekh sakti hai, lekin thana mei, duty par kaise..
Haseena says with smile- dekhiye, hum humari duty poori shiddat ke saath karte hai, aur ussi duaran humein humari biwi ki yaad aati hai, aur tabhi mann karta hai, unnhe dekhne ka, toh bas humari aankhon ke liye, kar lete hai gustakhi, aur kuch nahi..
Karishma smile smoothly & says- ab khaana khaane chale..
Haseena asked with poor tone- bhook lagi hai..
Karishma says with puppy eyes- kya kare pet ka sawal hai, dil ka sawal hi nahi hai, woh toh bichara poori tarah se pyar se bhar chuka hai..
Haseena smile & says- ek baat bolni hai aapse..
Karishma asked with little upset layer- kya..
Haseena think for a moment & says- humein hum doono ki savings dekhi hai aaj..
Karishma shook her head in understand way & Haseena continue- aur kuch socha hai uss baat ko lekar..
Karishma asked with soft tone- thik hai, kya socha hai aapne..
Haseena says with little hesitation tone- hum IVF ke baare mei soch rahe hai..
Karishma's face expression quickly change into serious one, she says- itne jaldi kiu, aur sab se badi baat, hum kaise uss nayi zindagi ko waqt de paayege, hum doono poora din kaam mei hote hai, aur itni badi zimmedaari ke liye hum doono saksham hai bhi yaa nahi, iss baat ko humein socha bhi nahi hai, phir kaise..
Haseena says with clam tone- hum doono milkar sab kuch saath mei kar lenge..
Karishma asked with clam tone- kaise kar lenge hum, boliye, aap kar sakti hai, lekin hum kaise karnge, hum nahi kar sakte, hum mei utna sayam nahi hai, aap jaanti hai humein kitna gussa aata hai, baat, baat par, aur ek bacche ki zimmedaari, isska bas ek matlab hai, humara sayam baar, baar tootna..
Haseena think for a moment & asked- aise mei toh hum kabhi maa hi nahi ban paayegnge..
Karishma sigh & she getting up from the lap of Haseena & says- humein bas waqt chahiye, aur kuch nahi, aur aap yeh baat maane yaa naa mane lekin humein woh maa banane ka sayam nahi hai, jo aap mei hai, & she left the room..
YOU ARE READING
Maddamsir: Kabhi Pyar Kabhi Takkrar
Nouvellesit's pure imagination story, to know more, start to read, hopefully with the smile..