Pushpa ji enters into the cabin with the file, & she look Haseena busy with the call, & their eyes met, Haseena signed to Pushpa ji for a seat & Pushpa ji seated, she waited for Haseena's call end, Haseena keep the phone side, & Pushpa ji asked- Karishma ka phone tha..
Haseena shook her head in no, & says- amma ka phone tha, yeh puchne ke liye, Karishma singh kaisi hai..
Pushpa ji asked with confusion- aapko kiu, woh toh Karishma ko bhi toh call kar sakti thi..
Haseena little smile & says- Karishma singh ek phone uthane ke liye kum se kum 15 se 20 miscall leti hai..
Pushpa ji shook her head & says- yeh baat woh jan-bujhkar kar karti hai, aur bas ussi wajah se usska aur usske pita ji ka rishta aisa hai..
Haseena says with little casual tone- Karishma singh ko unnhone band karke rakha tha, woh bhi dusri baar, uss baat ko hum an-dekha toh nahi kar sakte na..
Pushpa ji shook her head little & says- aapki baat bhi sahi hai madamsir, lekin aap kis baat ko lekar ab pareshaan hai..
Haseena- shayad Utam uncle ko hum par aur Karishma singh par shaq ho gaya hai..
Pushpa ji give confused look to Haseena & Haseena says- humre kehne ka matlab hai ke, hum dono ke rishte ke baare mei, aur bas ussi wajah se unnhone Karishma singh ko ghar mei band karne ka socha, aur pichli baar ki tarah, iss baar bhi Karishma singh waha se bhag aayi hai, ab Amma ke mutabik Utam uncle bahot jaada gussa hai, aur woh ego mei aakar kuch kar de toh baat bigad sakti hai..
Pushpa ji rise up her eyebrows & says- lekin woh aise ego par baat lenge hi kiu..
Haseena- pehli baat toh woh iss baar politics mei kismat aajma rahe hai, aur insan kitna bhi accha kiu na ho, woh ek baar politics ke baare mei sochna shuru karta hai, toh khud ke ghar ko bhi bhul jaata hai, aur usse bas ek hi jagah sab se pyari lagti hai, "khursi", aur woh khursi insan ko insan nahi rakhti hai, aur jis tarah se Utam uncle ne Karishma ko band kar ke rakha tha, uss hisab se toh itna pata hai, ke unnke dimag mei uss khursi ki haaw jaane lagi hai, aur ab uss baat se, woh ek toh mujhe yaa Karishma singh ko takleef dene ke baare mei jarur sochnge, aur Karishma singh unnki beti hai, aur unnka rishta mujhse hai, aur Karishma singh ne humein unnki kamjor kadi bana diya hai, aur iss baat ki bhanak unnhe khud Karishma singh ne karwa ke di hai..
Pushpa ji quickly says- isska matlab hai, Utam singh ka sidha nishana aap par hoga..
Haseena shook her head in yes & says- aur iss wajah se phir se Karishma singh aur Utam uncle ke beech mei phir se wahi duri bhi aa sakti hai, Utam uncle unnki beti ke liye sab kuch karnge aur Karishma singh humare liye, aur inn sab mei woh doono yeh bhul bhi sakte hai, ke doono ek-dusre ko hi takleef de rahe hai, aur aap Karishma singh ko toh jaanti hai, woh baat ko ego par leti hai, aur wahi khoobhi Utam uncle mei bhi hai..
Pushpa ji asked with little upset tone- toh ab humein kya karna chahiye..
Haseena- ab dekhte hai, waqt ke hisab se kya, kya hota hai..
Pushpa ji- madamsir inn sab mei humein Karishma madam ko sambhal na hoga, warna woh toh poori tarah se bokhala jaayegi aur baat bigad bhi sakti hai..
Haseena- aur unnko sambhalna hi badi mushkil ki baat hai..
Pushpa ji says with little smile- yeh baat aap bol rahi hai madamsir..
Haseena shook her head in yes & says- woh ghar par kuch aur hoti hai, aur wardi mei hoti hai, tab kuch aur, aur baat hum par yaa unnke aapno par aati hai, tab woh kuch aur hoti hai, aur iss baar baat aapne ke saath hi hai, toh pata nahi unnka kya reaction aata hai, aur hum bas yahi chahte hai, ke Karishma singh aapna dimag shaant rakhe aur kuch nahi..
Pushpa ji smile & says- usske liye aap unnse baat kariye, shayad baat ko samjh jaaye..
Haseena shook her head & says- woh toh karnge hi, lekin unnki jakham thik hone tak kuch bol nahi sakte, kiu ki woh thodi si garam dimag ki ho jaati hai, aur bahot saari baatein unnke dimag mei chal rahi hoti toh humein unnki taraf thoda jaada dhayan dena hota hai..
Pushpa ji smile- matlab poore hisab se aap unnki maa ban jaati hai..
Haseena smile & says- haan, aur woh bhi toh humari maa ban jaati hai, jab hum humare mushkil waqt mei hote hai..
Pushpa ji smile only..
Late evening Haseena reached to house & she surprise to look Karishma, who seated in live area with the book on couch, & she asked- kya baat hai, aaj aap kitab padh rahi hai..
Karishma look her with smile & says- baithe, baithe insan aur kar bhi kya sakta hai, waise yeh sab chodiye, aapka din kaise gaya..
Haseena look into kitchen once, & Karishma answered quickly- nahi hai rani, humein usse bhej diya, kaam khatam hone ke baad..
Haseena comes to her & gives back hugged & kissed on cheek with the sound & says- kya baat hai, waise aapko pata chala hum rani ko hi dekh rahe hai..
Karishma- waise aapke tarike humein thode pasand nahi hai..
Haseena lose the back hugged & seated beside Karishma & asked with the confusion- konse tarike..
Karishma- pyar karne ke..
Haseena questioning her- aur humein kab banaye yeh tarike..
Karishma smile & says- aapne nahi banaye, & Haseena rise up her eyebrows in gesture of please explain..
Karishma shook her head & says- pehli baat toh aap yeh darrna band kariye, ke koi humein dekh toh nahi raha hai, dusri baat aap na aapna pyar jaataye kariye..
Haseena irrupt in between & says- ek minute, ek minute yeh jo kuch bhi aap bol rahi hai na, yeh saari baatein aap karti hai, hum toh saari duniya ko bolna chahte hai, lekin aap hi hai, jo humesha pehle dekti hai, koi dekh toh na raha hai humein, humra toh ek hi manan hai, jis ko dekhna hai dekhne do, humein usse kya, pyar kar rahe hai, chori thodi..
Karishma gives her naughty smile & says- yeh kitabi baatein na aap bolna band kariye, waise bhi daatna, pyar karna ek band kamre mei ho toh woh bada pyar lagta hai humein aur poori duniya ke samne ek support karna aur saath mei respect dena yeh baat humein bahot jaada gehri lagti hai..
Haseena smile with proud way & says- hmm, iss liye aapka pyar karne ka tarika bada alag hota hai..
Karishma- waise kisi ne kaha hai..
Haseena cut her mid & says- kisi ne kaha hai, woh baad mei, lekin humein abhi ek saas rokne tak ki kiss chahiye..
Karishma little blush by Haseena's words, & Haseena caressing her thumb on Karishma's cheek & says- bhokal dikhane wali Karishma singh ko blush karna bhi aata hai..
Karishma look to her & says- aata hai humein, aisa nahi hai ke nahi aata hai..
Haseena softly touch her lips on Karishma's cheek & says near to Karishma's ear- aur humein aap aisi bahot jaada pasand hai, & she look Karishma, give lower lips bite smile, & Haseena keep her one palm on Karishma's cheek & asked through gesture a permission for a kiss, & Karishma touch her lips with Haseena, & Haseena softly catch her lips into her, with tenderness of love..
YOU ARE READING
Maddamsir: Kabhi Pyar Kabhi Takkrar
Short Storyit's pure imagination story, to know more, start to read, hopefully with the smile..