Sid: hmmm papa avi nikal ta hu.
Sid cuts the call and turns to Sana and said: muje avi nikalna padega vah factory mein ag laga hai mujhe jana parega
Sana: ap jao yea important hai
Sid kisses Sana's forehead. Then he left. Sana looks at him and then hides her face on the pillow and starts cryinSi
Sid:mom mujhe abhi nikalna padega Ap sana ka khyal Rakho
SM: tu Abhi kahan ja raha hai teri suhagrat hai bahut important din hai tere liye kyon ja Raha hai tu
Sid: name of mujhe abhi nikalna padega hamara xyz factory mein Aag Laga hai kya hal hai mujhe dekhna padega
SM: are tujhe kisne kaha
Sid: Papa ne abhi phone karke bola
SM:(in mind) ab unka fir se nya koi chaal hoga
SM: beta wooto itna dur hai abhi to Raat ke 12:00 chuka hai tu avi nikale ga to tujhe to pahunchne mein teen char ghante lag jayega loutne mein bhi
Sid: han mom jaanta hun isliye to bola aap sana ke pass jao main abhi nikal jaati Ho
SM: Vishal ko le ja sath
Sid: usko phone kiya tha per vo Shayad abhi bhi ghar nahin lauta
Sid arrives at the factory at exactly 4 o'clock. When he gets there, he sees that something really happened, but it's not a big deal.
Sid: kya hua hai Soham (manager ) kaise aag lagi
Soham: sir main to sab kuchh dekha tha main nahin janti ho raat ko chabi Laga kar sab check karke main yahan se nikala tha FIR aaspaas ke logon ne mujhe phone karke bola aap ki yahan per ek electric meter mei Aag lag gaya . Daud ke aaya aur main switch off kar diya aise koi bada problem to nahin hua per agar mujhe kuchh bhi der ho jata to bada problem ho sakta tha. I am sorry sir aapko Aaj yahan per aana pada
Sid: that's ok kisi ke kuchh problem nahin hua yahi sabse bada baat hai. Yah check lo jo bhi kam hai acche se kar do main abhi nikalta hun
Soham: Par sir thoda chai aur coffee kuchh to lete jaiae
Sid: no no mujhe abhi nikalna ha
Roy house meinSM: Sana Beti
Sana uske asu chupate hue: ha ma ap itna rat ko.soae nhi ap
SM: mere pyare beta our beti avi tak soa nehi main kaise so jao
Sana: koi baat nahi ma mere pass so jao aur mere Mathe par thoda hath rakh do mujhe aise hi nind a jayegi
SM: main janti hun isliye tere pass aaya
Sid ko galat mat samajhna uska koi intention nahin tha Aaj yahan se chale jaane ko tujhe dukh pahunch ne ka
Sana: main jaanta hun aap aise mat bolo
SM: ab so jao kal Tum donon ka reception hai
Sana: hmmmSid returns home at about nine o'clock. When he came home, he first saw his mother.
SM: beta tu a Gaya chal hath mein dho le aur breakfast kar le bahut jyada Journey hua hai
Sf: sahi se complete Kiya hai sab kaam yea uhi Chala aaye
SM: itna journey karke aaya hai ab chup baitho use thoda khana khane do
Sid: nahin papa sab kam khatm karke hi aya Ho. Main kabhi koi kaam adhura nahin rakhta hun
Sf:Theek hai khana kha le FIR office ke liae nikal ja main aur tere chacha sab milkar thoda dost ke ghar ja raha hun A
Sid:ok. Papa papa aaj to reception hai
Sf: han a jaunga Sahi waqt perSid talked to everyone but his mind was anxious to see Sana. His mother understood that. So she went to his ear and said softly that Sana is in the room.
Sid ran to his room and saw Sana wearing a beautiful pink sari. Seeing Sana, Sid stood there. Then he gently hugged her from behind. Sana was not a little surprised because with a little touch she realized this is her Sid
Sana: aap a gaye ho chalo dress change karo pahle
Sid:shhhhh plzzz. Mujhe kahin nahin Jana mujhe tumhen feel karna hai I miss you a lot
Sana ghumta hai FIR sid ki cheeks per Mathe per kiss karta hai bolata hai: I miss you too. Per aap abhi thoda ready ho jao FIR raat ko hamara reception bhi to hai
Sid: madam Ko yad hai hamara reception hai
Sana: sab kuchh yad hai. Pahle yah bolo vahan per Jo aapka problem tha vah theek hai
Sid:hmmm theek hai choro yea sab thodi der aise hi Rahane do please
Sana: thik hai per abhi koi bulayega aur Mera pahla kitchen aaj hi to jana padega na
Sid: mujhe bhi abhi office ke liye nikalna hai kuchh kam hai to complete karke jaldi a jaunga
Sana: Aaj bhi tum office jaaoge
Sid: sorry jaan thoda kam hai Papa ne bola hai
Sana : ok
Yah bolkar sana uha se nikalne ke koshish karta hai to sid uske hath pakad kar apni taraf leta hai aur kahta hai: gussa ho jaan
Sana: nahin nahin
Sid: aise muh le kar jaaoge to Mera din bahut kharab jayega FIR sab bolega ki reception mein Mr Siddharth itna Rondu kyon lag raha hai
Sana: Rondu kyon lagaoge
Sid: mere pyare biwi itna gussa Karega to mujhe to Rona aaega na
Sana😂😂😂😂
Sid: aise hi har waqt haste rahana agar mujhse koi galti Ho jaaye to mujhe dat dena par mujhse dur jane ka sochana bhi mat Aaj Raat hamare liye bahut kimti hai aur main ise tumhare liye ek surprise rakhna chahunga
Sana: theek hai theek hai hai sar price rakho ab Mera kam hai mere vah karke aau
Sid: ok jaanIn reception apna Sidnaaz
Cholo ab dekhte hain kaisa hota hai in dono ki reception party ya fir se koi chal chalega Siddharth ki Papa
Mujhe Na thoda Thand lag gaya hai to main thoda acchi nahin hun fir bhi likh diya tum log mere pyare readers padh lena galti hua hai to maaf kar dena
Please like please comment and please follow
YOU ARE READING
The union of two souls❤️
Fanfiction"Love is composed of a single soul inhabiting two bodies." - Aristotle mai aj yea story start kar rahi hu kuki muje lagta hai aj best din hai kuki aj mera king ka birthday hai ❤️ cholo story ke andar jao read karo kaise lage bolo