47

893 76 21
                                    

Two  arrive in front of an old house. Siddharth enters the house holding Sana's hand.

Sid: welcome Sana hamare naye ghar mein hamare naye life mein

Sana: hamare pyar ki journey to Abhi shuru hua hai exam chal raha hai jitna hai ham donon Ko

Sid:🥰 andar chale

Sana:chalo

The house is very old and no one has lived here for a long time. The house was filled with dust. But the beauty of the house was eye-catching. This is the first time Sana has come to this house. The beautiful surroundings of the house and the artistic features and perfect beauty inside the house filled the minds of both of them with joy.

Sana: Siddharth yea ghar to bahut Sundar hai
Sid: han Mera dadaji aur dadi Ji ka pyar se banaya hua Ghar hai un donon ka pahla Ghar bahut pyar se a banaya tha khubsurat to hoga hi

Sana: Apne kabhi is Ghar ki Jikar nahin kiya

Sid: is Ghar se mera bahut hi emotion juda hua hai

Sana: achcha

Sid: jab main 8 saal ka tha mere dadaji ka dehant Ho Gaya tab se main is Ghar mein nahin aya dar lagta tha bahut kuchh khone ka . Mere dadaji mere jaan the mujhe abhi bhi bahut clearly yad hai ham naye ghar jaane ke bad bhi vah roj yahan per aate the aur mujhe lekar ghumte the. Jante ho yahan bahar ek garden hai piche, unhone vah per bahut sare flowers ke plants lagaya the aur left taraf Jo jagah hai vahan per naya naya vegetables ke plants. mujhe bahut maja aata tha unke sath yahan per akar yah sab karne ko. Per ek din main unke sath nahin aaya tha ,mera School tha ,yahan se nikal kar jaane ke time unka car ka accident Ho Gaya aur sab kuchh khatm. Use din se kabhi nahin aaya main Dil bahut Karta tha Magar dadaji ke yad aata tha to man duki ho jata tha issiliae kabhi nahin aaya
Sana: yahan per tumhari dadaji aur dadi Ji ka pyar basa hua hai ham log yahan se hamara Sapna ko ab shuru karenge

Sid: par madam abhi to isko Safai karna padega

Sana: han to kya hai main abhi thoda clear Karti hun ,subah kuchh chij lagega vah lekar aaenge bad mein sab Safai kar lenge

Sid: chalo abhi donon milkar yah bedroom saf karte Hain kuchh bhi to nahin hai yahan per FIR kal mere warker ayenge woo sab kuchh clear kar denge

Sana: koi warkar jarurat nahin hai faltu ka kharcha
Main khud saaf kar lungi

Sid: are Madam ji itna socho mat, 7 years kam Kiya hai bahut sara savings hai tumhare Pati ke pass, main koi serial wala Hero nahin hun jiske paas kuch na ho to kuchh bhi nahin hoga 😂

Sana: han main jaanti hun Maine aise hi bola kya jarurat hai main khud kar leti

Sid holds Sana's hands and sits on the sofa in front of him.

Sid: Sona ek baat bolu

Sana:hmm

Sid: tumhara exam chal raha hai na
Sana:ha tooo

Sid: main tumhen kal tumhari Papa ki Ghar chhod aaunga vahan per rahakar exam  de do main tab Tak yahan per sab kuchh settle kar lo FIR tumhen le aaunga

Sid gets a tight slap from Sana at the moment even after saying it

Sid: yah kya tha,haiiiii mere gal jal raha hai kabhi socha nahin tha itna Chhota sa hath mein itna Jor hai

Sana: isko kahta hai Na jor ke jhatka Jor se lagana. Chhodane ki jaane ki baat phir se bola na far ke rakh dungi

Sid: achcha meri Sherni Abhi  chalo bedroom ki bistar thoda saaf kar le Kaan pakad ta hun kabhi nahin karunga yah baat 🤦

Next morning

The sun's rays came through the window and fell on sidnaaz face.

Sid: uth ja baby bahat sara kam hai

Sana: hmmm ak bat balu tum kal bahat rat tak jage hoae the

Sid:hmmm🥺muje sach mai bahat ghar ka yead a raha tha jada mum ka

Sana: ph karlo unko bahat chain milegi

Sid: ha karunga
Pehele chai pina hai

Sana: ha magar chai ka kuch saman nehi hai

Sid: chalo pehele  market chalte hai

Sana: thik hai mai ready ho jau

Just then the doorbell rang.Sana open the door and saw Nikhil is standing

Sana: are Nikhil bhai ayiae

Nikhil doesn't say anything. At first he was looking angrily and then goes straight into the room and sees Siddharth. Without saying a word, Nikhil punched Siddhartha first.

Sid: are Bhagwan kal se mar par rahe hai ,mai koi dhol hu jo sab baja raha hai

Nikhil: muje na tujko mar mar ke papad banana hai

Sid: bahat muskil kam.....idhar aja

He hugged him tightly

Nikhil: tujse to bat hi nehi karna magar bhabhi apne aisa kaise

Sana: magar

Nikhil :ap dono ne dil tor dia .jante hai bhabi jab class 5 mai tha tabse dost tha .yea banda itna bare ghar se  aur mere papa ka ak chota shop fir vi kavi farak nehi samja .yea bande ne apne hatho
Se khilata tha.jab 10 class pe aya mere papa ka dehant hua tab se mujko har taraf se aunty aur isne sambhala aj iska itna bara bat ho gaya isne ak bat bar muje kuch nahi bola.

Sid:chup kar . sorry yaar itna jalad sab kuch bhi hua time hi nehi mila, aj tuje ph karte

Nikhil : samj gaye,bhabi yea flask mei chai hai cholo sab milkar good morning karte hai 😀

Sid: tuje office jana hai na

Nikhil : konsa office ,mere boss yeha par hai  toh mai bhi uha par

Sid: matlab
Nikhil: tu soch bhi kaise sakte hai tere bina mai usss office jaaunga  .maine resignation mail kar chuka hu aur janta hu accept vi bahat jald hi jaiga

Sid: pagal hai uha par tera jarurat hai

Nikhil: tuje mere jarurat nahin , bhabhi mai chalta hu

Sana: kyu nehi bhai

Sid: baith sa....     Bol

Nikhil: muje apke kam mangta hai sir

Sid:😀😀 noutanki chal mil jaega
Avi chal  vah factory ka hal dekhte hai uha se hi naya safar suru hone bale hai

Nikhil: chal ..bhabi woo jo bread butter and egg hai achche se sandwich banaie ha maine induction vi laye hu avi ka kaam ho jayega aur kuch kichen ka saman hai jo mujhe samajh aya woo le aya

Sid: tu kitna khayal rakha yaar

Nikhil : tune mere liae jo kia hai  uske hisab se yea kuch vi nehi

Sid: firse suru mat kar  chal...Bac.........d

Nikhil: language  Sid .....

Sid: thik hai chal

The two of them went to see the factory together

Sid: kaise samje

Nikhil: halat bahat kharab hai  2 weeks lag jaega  sab clean karke arrange karne mai

Sid: achcha hai sab jagha add de dena employees ke liye

Nikhil: yes

Tabhi Sana ka ph ate hai

Sid: ha bolo

Sana: apse milne Mr.Das aye hai

Sid: achcha mai ata hu 

Nikhil: keya hua 

Sid: Mr.Das aye hai

Nikhil: kyu , keya hua ab






Ab keya ane bala hai 🙄

Galti maaf kar dena








Please like
Please comment
Please follow

The union of two souls❤️Where stories live. Discover now