Sana: Sidhhhhaarth breakfast ready ajo jaldi
Sid: baby mai ready hu par jaldi jaldi khila de jaan nehi to aur der ho jaye ga
Sana: theek hai a jao baitho, suno Na tumhe ek baat bolna tha mje ekadam se yad nahin Raha
Sid: kya
Sana: vah tumhare liye ek letter aaya tha kal subah main vah library ki tumhara box mein Rakha hai Shayad tumhara Jo test hua tha na vah report hi dekh lenaSid: han vah bad mein dekh lunga ya abhi mein nikalte ho to mum ke sath jaldi jaldi a Jana
Today is a very important day for Sidnaaz Enterprise. It's not just Siddhartha's dream project. Siddhartha and Sana's whole life was at stake in the project. Siddhartha's all Savings was used behind this project. In these six months, various obstacles have come and gone. His own people prevented him from doing this but he has brought success to this day with his love, concentration and hard work. Everyone in the house and everyone in the office except his father and brother are present.
Siddhartha's mother and Sana are present there. All the work is complete but still there is a sadness hidden in Siddhartha's mind, his mother realized that.
SM: kya baat hai sid beta itna bada kam complete Kiya hai fir bhi itna dukhi kyon lag raha hai
Sid: mum Maine socha tha Aaj aaj papa Vishal jarur aaega
SM: dukhi Mat ho vah dono aane wala tha per ak important kam ke liye abhi ke abhi Delhi nikal gaya. Tum Mera baat manta hai na. Main nahin jaanta tere Papa ki Dil mein kya hai ,per kahin Maine dekha tha tere liye unka chhupa hua pyar hai aur Shayad vah ya man Liya tha tu ne yah dream project complete kiya hai. Unhone mujhe khud bola tha ki vah aaj jarur aaenge per subah hum sab nikalne wali thi Par ek phone call aaya to unhone Bola unhen Delhi jaruri kam se jana hai.
Sid: theek hai mum that's ok donon ne kab nikale ghar se
SM: Shayad 15 minut hoga Abhi airport jaane mein time lagega tu unse baat Karega
Sid: jarur karunga mum par pahale app Apne a Subh hatho se dream project ka shuruaat kar do dekh Lo sab theek thaak hai kya nahin
Kahin galti ho gaya ho to bolnaSM: main jaanta hun mere beta perfect hai har kam per
Sid: Nikhil ka call a raha haiSid:tu kaha hai yaar
Nikhil: main raste mein Hun tujhe ek information dena tha, do truck Jo subah nikala tha vah bypass mein kahin accident hokar pada hai aur usmein jo Mal tha vah nahin hai chhori ho gaya hai
Sid: main jaanta tha yahi hone wala hai isliye to vah do truck mein main sirf purane Jo extra clothes tha vah load karke bheja tha asali Jo dresses hai
Vah to main Raat Ko hi Mall bhej diya thaNikhil: vah to main bhi jaanta hun aur yah bhi Jaan chuka ho yah do truck kisne accident karvaya hai
Sid: mujhe bhi pata hai aur jo yah kam karvaya hai vah donon to yahan per bahut khush bhi ho raha hai
Nikhil: phone rakh mein a chuka hun tujhse mil kar baat karta hun
Sid: namaste bade chacha namaste chhote chacha achcha hai na ab sab
Chacha's: acche bhi hai bahut kush bhi hai itna Tak to kar diya Magar Mall mein agar dresses nahin pahunche to dream project final kaise karoge
Sid: aap log itna mat socho sirf enjoy karo aur mujhe Aashirwad karo mein Aisa bahut sara project complete kar do
C: theek hai dekhte hain Magar Maine Suna tumhara do loaded truck accident ho gaya hai
Sid🤦: are ek baat aap logon to bhul hi gaye, jab ham chhote the ladder and snake khal te the na to har bar main piche rah jata tha ek hi chaal mein Siri se upar jaate the aur last chaal per main jitta tha, life mein snacks bahut honge Magar UN sabko tackle karna bahut acche se aata hai Siddharth Roy ko, to abhi aap kuchh socho mat enjoy karo.....
YOU ARE READING
The union of two souls❤️
Fanfiction"Love is composed of a single soul inhabiting two bodies." - Aristotle mai aj yea story start kar rahi hu kuki muje lagta hai aj best din hai kuki aj mera king ka birthday hai ❤️ cholo story ke andar jao read karo kaise lage bolo