59

750 62 22
                                    

Before going to meet Rita Ma, Siddharth meets Nikhil and explains everything to him in the office
Sid: Nikhil mere baat acche se shun   mein Shayad kuchh Dinon ke liye vahan per ma ki pass rah jaaun to yahan per sab kuchh Sambhal lega na

N: hmmmm

Sid: main kuchh cheque per sign Kiya hai tu amount dalkar UN logon ko de dena

N: hmmm

Sid: aur han... kuchh chis ki agar jarurat pare mujhe phone karke bol dena

N:hmmmm

Sid: kya baat hai bhai bhai tu Kahan khoya hua hai

N: tune kuchh bola

Sid: han bahut kuchh Jo tune nahin suna, kahan khoye Ho Tum

N: kuchh nahin aise hi

Sid: 15 din ke liye Delhi gaya tha aunty ke pass kaisi hai woo

N: theek hai abhi mom ka operation hua tha na abhi sahi hai sab kuchh

Sid: tu aunty ko tere pass bula le tujhe achcha lagega

N: han tune theek  bola hai

Sid: Magar ek baat bhi Tera face dekh kar mujhe kuchh aur hi lag raha hai

N: keya

Sid: lag raha hai mere dost kisi mein khoye hue hain

N: isliye main tujhse itna pyar Karta Hun😜 sacchi yaar tu mere Face dekh kar sab kuchh Bata deta hun

Sid: Kaun hai ye badnaseeb ladki

N: chup kar ve badnaseeb tu mein Ho, mom ke operation ke bad mein bahut khush tha aur kuchh dosto ke  sath ek night club mein Gaya, vahan per vah mil Gayi....... Ek Raat ke liye donon

Sid:  Mera doston bare tej nikale pahle din hi sab kuchh

N: socha tha ek din mein sab kuchh khatm ho jaega per main Usko bhul nahin Paya re

Sid: theek hai main Laut ke aao FIR Delhi ja kar mil Lena usse fir se

N: bahut dhundha per vah Mili nahin..... Abhi pagal ho raha hun

Sid: main khud itna pareshan tha ki tujhse thik se baat bhi nahin kya sorry yaar

N: chhod yaar mere Naseeb mein nahin thi per Kamal ki thi

Sid: theek hai main Laut ke aaun FIR donon milkar dhundhte hain na mere dost ki Dil ki pari ko

N: acche se ja aur ma ko mera namaste kahana

Sid: jaroor  yaar

Exactly three days later they reached Sitong. SM said everything with Rita on the phone. Rita was waiting for her son, son's wife and everyone

Surrounded by luxuriant orange orchard is a new found jewel of North Bengal called Sitong. Also known as the Orange Village, Sitong is a quaint Lepcha Hamlet.


Rita ma is a writer by profession. She lives in this small village because her husband grew up in this place. Her endless love for this village. She teaches the children of the village who will be economically weak. She did her best to make the future of those children bright.

A child from Rita ma's education center came and told her that some people from Kolkata had come to meet her


SM: Rita kaisi hai tu

R: bhabhi aap a gaye andar aao na

SM: main Akela nahin hun sab aaye Hain mere sath

R: bade bhai bhi hai

The union of two souls❤️Where stories live. Discover now