49

942 75 21
                                    

Doston bahut busy tha kuchh personal kam mein sorry

Chalo ab shuru karte hain fir se sidnaaz ki Safar


Sid:Das uncle app iss waqt yahan per, aapko to office hona chahie tha avi

Das: beta kaun sa office aur kaun sa factory,tum nehi aye sab bandh hogaya

Nikhil: app keya bol rahe hai

Das: Nikhil beta sab kuch barbad ho gaya, app hum sab keya karenge

Sid: uncle aap yahan per baithiae aur please clear boliae baat kya hai, shehnaz Pani lana please

Sana: yea lijiae

Das: thank you beti, Sir apke south ki factory jaha apke dream project chal raha tha woo unlogo ne bandh kar diya.

Sid: keya
Nikhil : kyu

Das: hum nehi jante hai .jab hum uha pouche factory mai tala tha hum sab jab ispar bate kar rahe the tab apke bare chacha aur apke vai dono bola ki yea factory bandh hogaya hai

Sid: aise kaise ho sakta hai .kuch nahi hoga
Das: nehi beta unlogo ki bat hai woh hame aur place mai dal denge par yea factory bandh ho ga.par hum logo ka ak sal ki mehenat aise khatam ho jayega yea hum nehi man sakte .bare mam ki dream apka mehenat sab end mai ake kaise barbad ho sakta hai

Sid: aap logon ne papa ke sath baat Kiya hai

Das: unse nahin mil paye per hum mam se Mila hun.uno nehi hame vejah apke pas kuch kariye pls

Sid: aise nehi ho ga mai khud papa se baat karunga

Das: hum sab apke sath hai .hum matlab uss factory mein jitna bhi employees the sab apke sath honge .beta paisa bahat jada jaruri hai par mehenat sabse badi baat ho ta hai hum sab milkar jo mehenat kia usko pura hona chahiye.paise thora kam mile fir bhi chale ga .jarurat ho toh hum firse sab kuch karenge par yea dream project complet karenge kuki yea srif apka nehi hum sab ka dream project hai

Sid: thik hai uncle ap sochna nehi mai dekhta hu
Das: thik hai avi mai chahta hu
Sid: hmmm

Nikhil: bhai ab kya hoga

Sid: pahle to papa se baat karna hoga FIR sochenge per ek baat to sure hai main ya dream project khatm jarur karunga

Sana: Tum tension mat lo sab theek ho jaega ham sab tumhare sath hai na

Nikhil: han yaar tu tension mat le

Sid: Kaun tension le raha hai Tum donon mere sath Ho isase bada mujhe kuchh nahin chahie main har kuchh kar lunga. Abhi papa ko call karna jaruri hai

Sid: hello papa

Sf: are baat kya hai abhi subah subah main yad a Gaya kya chahie

Sid: mujhe kuchh nahin chahie per Apne hua South ki factory kyon bandh kar diya

Sf: vah kuchh kam ka nahin tha isliye band kar diya

Sid: per usmein mere dream project chal raha tha khatm hone wala tha aap yah nahin kar sakte hain
Sf: ab vah factory ke Malik tumhara bhai hai vah jo sochega vahi hoga

Sid: theek hai vah mera nahin Raha per kam khatm hone main sirf 6 months baki tha aap Aisa kaise kar sakte ho, yeah dream project to mom ka hai na vah yah kab ka socha ke Rakhi thi. bhai khatm kar deta yah

Sf: uska Marji hai .ya koi dream project project nahin hai barbadi hai company ka. Bina paise ka itna expensive garments ham kisi Ko muft mein nahin de sakte. Bhad mein Jao Tum aur tumhare project

Sid: kuchh  bhad mein nahin jaega papa project to main complete karke rahunga

Sf: achcha per kaise 6 months baki hai sirf six months

Sid: main use 6 months main sab kuchh khatm karunga

Sf: challenge kar rahe ho mujhe

Sid: Apne papa ko koi challenge nahin karte hai mum nehi sikhaya hai. Main aapko wada karti ho main mere mum ki dream project time mein khatm karunga

Sf:thik hai dekhte hai

Sid cuts off the phone. At that moment a lot of thoughts came into his head . Sana understands everything. Nikhil said goodbye to them and left for home. Sana can understand the state of mind of Sid's thoughts. She just has to reduce his worries a little bit anyway

Sana: Sid chalona muje marketing par jana hai bahat kuch kharidna hai

Sid: thik hai chalte hai

Sana : aise sara hua mood bale husband nehi magta muje muje mari handsome romantic husband chahie

Sid: achcha 😀to cholo marketing cancel room mein chale
Sana: nehi nehi maine aisa kab bola tum vi na kaha se kaha chale jate ho

Sid: sweety ho tum😘

The two go out to do marketing together. They market different things all day long. On the way back, it suddenly rained on the road.

Sid: are barish shuru ho gaya

Sana: bahut maja ane wala ha

Sid: are maja kahan se aaega abhi itna Jor ki barish ho raha hai main gadi bhi nahin chala sakunga

Sana: chalao Na barish mein thoda bheeg te hai dono

Sid: nahin nahin thand lag jaega

Sana: unromantic dekhte nahin Ho jab barish hota hai filmon mein Hero aur heroine kaisa dance karta hai

Sid: 😂😂😂
Sana: haso mat mein kaun sa jokes mara hai

Sid: film mein bahut kuchh hota hai hi life mein nahin hota hai bheeg jaaoge thand lag jaega FIR doctor ke pass jana padega

Sana: theek hai per waha Chhota sa chai ke stall dekh rahe ho na vahan per chai to kha sakte hain na ,ha Mera pass chate (umbrella)bhi hai chalo na

Sid:ok madam

The two of them go to the tea stall. Siddhartha is very happy to see the Sana's smiling face. Filled with a smile on her face, he thought to himself, a girl enjoys so many small things. Sid realizes that the girl in his life is very pure, her mind is very simple but intelligent.

Sid: to ab khush hai na madam ji

Sana: han bahut chai Kitna achcha tha na

Sid:hmmm

Sana:keya hmmm thik se bolo na

Sid can't keep himself stop.Sana's face Sana's lips Sana's eyes, Siddhartha was so confident that there was nothing left to say. Siddhartha pulls her in his arms. Sid sucks the rain drops on her lips . Slowly he kissed her on the neck. Even in the cold of rain, their surroundings became hot. Sana gives proof of her love evenly on Sid's lips. When they ran out of breath, they both stop. They put their foreheads together.

Sana:avi cholo bahat kam hai ghar par

Sid: Tum magician Ho, kabhi tension mein Rahane hi nahin dete Ho tumhara ek touch mujhe sab kuchh bhula deta hai har Khushi mil jata hai tumhe dekh kar. Alag confident a jata hai khud per ki main har kam kar sakta hun

Sana: tum ho hi itna achcha ki koi bhi koshish karen tumhare pass koi dukh ruk nahin payega

Sid: chalo ab ham Apne sapne pura karenge aur bahut jald karenge






Galtiyan maaf kar dena

Please like
Please comment
Please follow






The union of two souls❤️Where stories live. Discover now