Happy makar Sankranti ❤️❤️❤️ to all my friends
Cholo suru karte hai
Shm: Sana Beti
Sana: momShf: are beti Sid ne phone kya tha aise kaise ho gaya. To ab kaisi hai. Sana jyada Dard to nahin hua na
Sana: papa dhire dhire main theek hun Aisa kuchh nahin hua hai
Shf: nahin hua hai hath par garam Pani gir Gaya sid ne phone kiya to ham logon ne Jana to ek bar phone Tak nahin kiyaSana: unhone bola tha tumhen phone Karega aaja Rai baith mere paas
Shm:mom papa ayo mere pass
Sana's parents and her sister went and sat beside her. Sana's mother started moving her hands on sana's head. Sana's father grabbed her hand and his eyes filled with tears.
Sana: are papa RO kyon rahe ho main theek hun
Shf: wooo mein dekhi rahi ho
Shm: bahut dard ho raha hai na BetiSana: nehi mom aap jante ho aap ke damad aur meri mummy mujhe had se jyada khyal rakh raha hai
Shm: vah to ham jante Hain
Shf:tu mere sath ajj hi ghar chalegi fir teri hath thik hone ke baad ayegi .mai teri sas sasur aur Sid se baat karta hoon
Just then Sid and his mother entered the room
Sid: kahin nahin jaegi vah. Sana mera jimmedari hai aur meri Jaan main is halat mein usko aankhon ke samne se kahin nahin jaane dunga. Yah Mera last decision hai koi kuchh nahin bolega yahan per
SM: Siiid yah kaun sa Tarika hai boro se baat karne ki maine aise Sikhaa hai tumhen itna din se
Sid: sorry mumSana: tum meri baat suno. Papa Jo bol raha hai ek bar samjho to
Sid looks at Sana angrily and walks out of the room
SM: bhai sahab uske bat Dil per mat lijiye
Shf: are nahin nahin mein damad Ji ko janti ho vah bahut achcha hai Sana uska Jaan hai Magar Sana mere bhi jindagi hai
Uski is halat mein main main usko kaise Apne se dur rakhu
Shm: aap itna socho mat sab yahan per hai ham log yahan per roj aaenge na sana se milneSM: bhai sahab Sana hamara sab kuchh hai Beti hai vah meri uska kuchh bhi hone se pahle mein Dhal ban ke uske samne khada rahungi aur Sana sid ki Dil ki Dhadkan hai vah Aisa kuchh nahin hone dega aapke beti ko
Sana: papa mum aap log itna socho mat yah Chhota sa accident Ho Gaya mere hath se hua garam pani ka patila mere hathon se fisal ke gir Gaya abhi aage se khyal rakhungi aur han mum hai Sid hai sab hai kuchh nahin hoga mujhe do din mein fit Ho jaunga FIR sid ke sath Ghar aaungi
Shf: theek hai sab bol rahe ho hai to theek hi hoga khyal rakhna apna harbari se kam mat karna, ab ham log chalte Hain Raat bhi ho gaya hai
Sid: aap log khana mere sath kha kar FIR jaenge...... Sorry papa sorry mum main aap logon se is tarah se baat Kiya Sana mujhse dur jaaye ya mujhe......
Shf: are beta main sab samajhta hun yah to hamari bahut bada Khush kismat hai ki Tum jaisa damad mila hai jo Apne patni Ko itna pyar karte Ho itna khyal rakhte ho fir bhi vah Beti hai Na Mera to sochne lag Gaye the
SM: bhai sahab chaliye niche dchalte hai khana khakar fir sid aap logon Ko pahuncha dega...... Sana Beti mein tujhko khana bhejti hoSid: mum mein Sana ki khana lekar aata hun
Sana's parents kissed her and blessed her and went downstairs with Sid. Sana calls Sid's mother
YOU ARE READING
The union of two souls❤️
Fanfiction"Love is composed of a single soul inhabiting two bodies." - Aristotle mai aj yea story start kar rahi hu kuki muje lagta hai aj best din hai kuki aj mera king ka birthday hai ❤️ cholo story ke andar jao read karo kaise lage bolo