Side effects

1K 124 6
                                    

Haseena's POV -

Anubhav puts the bags down and unlock the door. We entered inside.

HM : ya allah....

(I exclaimed seeing the condition of his room.)

AS : kya hua?? (Casually)

HM : ye kya haal bana rakha hai ghar ka... Sab cheeze idhar udhar padi hui hai.. kuch bhi tareeke se nhi rakha hai

AS : ab kya kare.. subah jaldi ghar se nikal jate hai aur raat ko bhi late ghar aate hai... Time kaha milta hai in sab cheezo ka

HM : hume laga hi tha aap na bilkul bhi dhyan nhi rakhte hai khud ka...

(I said and he pulled me close to him by my waist.)

AS : agar wo bhi hum hi kar lete to aap yaha kese aati..

(He said huskily near my ear, I seriously have goosebumps when his lips touched the pinna of my ear after so long)

HM : a..anubhav...

(I finally find my voice)

AS : haseena ab hum aapko kahi bhi nhi jane denge...aap yahi rahengi humare saath...humare paas..

(He said like a cute baby I can't help but pecked his forehead and then on his cheek)

HM : hum yahi hai anubhav aapke saath...aur humesha aapke saath rahenge

(I assured him by fading away his insecurities.)

AS : aur aapke school ka kya hua

HM : chhodiye na wo sab.. ab hum saath hai na... Bss

(I just want to skip his question)

AS : kya chhupa rahi hai aap humse

HM : a...n..nhi to...kuch bhi nhi..

(I fumbled)

AS : Haseena jhooth bolna band kijiye aur sach sach bataiye kya hua hai

(Oh god this man always catches my lie)

HM : wo darasal.... humne jo contract sign kiya tha usme ye likha tha ki agar hum beech session me se hi school quit karte hai to hume 2 lakh rupees as penalty school me submit karna hoga...

AS : itne saare paise the aapke paas???

HM : Nhi... loan lena pada hume, humari savings mila kar kuch 70 hazar rupey ho rahe the aur kuch karishma ke bhi mila kar 1lakh ho gaye the utne jama karke baaki loan se poore ho gye

AS : I'm sorry haseena...

(He said with teary eyes putting me in confusion)

HM : sorry....kyu??

AS : humesha aapko humari wajah se sehna padta hai...

HM : esa kuch nhi hai anubhav...ab ye sab baate chhodiye aur chaliye kuch khate hai.. hume to bohot bhook lagi hai

AS : ji...

After having dinner, we both came in bedroom.

AS : ye kya kar Rahi hai aap..

HM : aapne jo bazaar laga rakha hai use samet rahe hai..kyuki aapke paas to "time" hi nhi hai na

(I taunted him)

AS : haseena ji aap rehne dijiye itna safar karke aayi hai thak gayi hongi.. so jaiye ye sab hum baad me samet denge

HM : humse jyada to aap thake hue lag rahe hai.. aap so jaiye hume waise bhi neend nahi aa rahi hai, ye sab jagah pe rakh kar hum bhi so jayenge.

Second LoveWhere stories live. Discover now