Shiva was In his room scrolling his phone , Raavi came in the room and sat on the couch...after every two minute she was checking her phone.....shiva noticed this....
Shiva: ayee chipkali kya hua...baar baar time kyu dekh rhi hei??
(Raavi looked at him and ignored)
Shiva : Ayee gadhedi bolna kiska intezaar kar rhi hei?....(Raavi didn't reply) ye kya Naya natak laga ke rakha hei? Mai tujhe ache se puch rha hu na kya baat hei??
(Raavi ignored him again and continued looking at the phone)
And that's it shiva was done with all her nakhre.....he held her from her shoulders...
Raavi: shiva kya kar rha hei chod.....
Shiva: nhi chodunga...tujhe meri awaaz sunai nhi deti kabse puch rha hu kya baat hei kyu pareshan hei par nhi tere tho alag he nakhre chal rhe hei...
Raavi: shiva please chorh dekh tere rings chub rhe hei mujhe...
Shiva: bolana nhi chodunga..pehle bata kya baat hei firh chod dunga...
(Raavi was again silent...shiva looked at her and she was almost in tears and he left her arms free)
Shiva:(tensed)ayee maami ki bhen ki beti tu rone kyu lag gyi?Tujhe meri rings jadha zor se chub gye kya?
Raavi: (while hitting him on his arms) tu bohot bura hei shiva..bohot bura , tu kabhi ek mauka nhi chodta mujhe pareshan karne ka....Mai already itni pareshan hu aur upar se tu bhi pareshan kar rha hei...
(Shiva sat on his knees and wiped her tears)
Shiva: sorry parh mei tujhe kabse puch rha tha kya baat hei tu kyu pareshan hei parh tu mujhe ignore kare Jaa rhi thi issliye mujhe gussa aagya aur meine....sorry abh bata kya hua hei ? Kyu pareshan hei tu?
Raavi: kuch nhi tu nhi samjhega..
Shiva: pehle bata tho kya baat hei tho hi samjhunga na..
Raavi : shiva chorh mei bol rhi hu na tu nhi samjhega..
Shiva: areyy pehle tu samjha tho..
Raavi: nhi samjha sakti tu samjh ja..
Shiva: areyy tu kuch batayegi nhi tho kese samjhunga?
Raavi: shiva kya hei kyu pareshan kar rha hei mujhe..
Shiva: arey mei pareshan kaha kar rha hu mei tho bss teri help karna chahta hu issliye puch rha hu..
Raavi: tu rehne de tu meri koi help nhi kar sakta...
(After 15 minutes of argument)
Raavi: mere na periods aaye hei issliye mujhe bohot irritate ho rha hei aur upar se tu lad lad ke mera sirh dhuka rha hei ...abh bata diya tho shaanth Beth...
(shiva looks at her with confused face)
Raavi: kya?
Shiva: bss itni si baat bata ne k liye itne nakhre kar rhi thi? Periods tho normal hai sabko hote hei...mera mtlb hei sari ladkiyo ko hote hei issmei chupane waali kya baat hei?
Raavi: (innocently) meine kabhi maasi maa aur Anita di se bhi share nhi Kiya tha parh tu gadheda kabse pareshan kare Jaa rha tha issliye batana pada.....
Shiva: sorry tujhe pareshan karne k liye...aur mai tera pati hu tho mujhe batane mai kaisi sharam?? Gadhedi....tu ek kaam kar thodi der aaram kar tujhe acha lagega ...mei dukan Jaa rha hu tujhe kuch chhaiye hoga tho call kardena... aur haa ,meri jhasi ki raani aaram hi karna..kaam karne math chali jaana....
