PAIN

2.7K 108 3
                                    

It's been a month since Haseena's death. Karishma has lost herself and is living to kill Haseena's Murderer. Meanwhile, Haseena watches everything which is going on inside Karishma but stays quiet. Even though it was painful for her but "Duty Comes First".
.
A normal day in MPT
KS - Tang aa chuke hai PJ ab hum. Aaj tak MS ke kaatil tak nai pahuch paaye. Kyu jee rahe hai hum. Kaa matlab hai humara. Koi aata hai humse humara wajood cheen leta hai aur hum usko dhudh tak nai paate. Humare saare vachan joothe ho gaye. Kaa bole the hum MS ko, ki pralay macha denge agar unhe kuch hua tha, baal bhi baaka nai hone denge. Par woh insaan humare saamne marr gaya aur hum, hum bas intezar karte reh gaye. Nai jiya jaata yahan hume, har waqt unke cabin ko dekhte hai, yeh Urmi ko dekhte hai, saari choote undar se khurek ke aati hai.
Humare zindagi mai ek insaan tha jisse hum bhut maante the uske bina hume kuch sahi nai lagta, jaise humara wajood Hi chala gaya ho, ab nai raha jaata humse PJ (hugs her) nai raha jaata.
.
PJ hugs her back, but she has no words to say, she has been consoling Karishma but till when and how much. Each day Karishma feels to either kill the Murderer or herself.
.
PJ- Karishma Shant, tum ne jitna kiya utna bhut hai, aur isme tumhari koi galti nai hai. Ek na ek din insaaf jarur hoga. Shant ho jao.
.
KS goes out of Nawab Shahab's room (that blue one) and her eyes meet Urmilla who was listening to her for a long time
Without saying anything she goes out of the station.
Urmilla goes to PJ in the room
.
U- Kya ree mhathari, Yeh chatak Chandi ko itna kya dukh hai, usko bol mere saath Mumbai chalegi mast aisa vada pav ka kholenge, uska bhi buizzness (🥲😅) khol dungi.
PJ- Ama chup, kya tumhe har waqt mazak sujhta hai, MS ke jaane ke baad humari bachi andar hi andar marr chuki hai. Tumhe jitna bola jaata hai bolne ko utna hi bolo, samjhi, aur rahi baat Karishma ko usko hum sambhal lenge, Tum apna kaam karo jaake.
PJ leaves
Urmi calls someone on phone
Urmi- Anubhav hume ab sab kuch inhe batana hoga, hum nai dekh paa rahe Karishma ko. Aap humse pen drive lijiye Bhakshi Sir ko dijiye aur yeh kissa yahi khtam kare. Hum apne apno ko har din udaas nai dekh sakte.
(Okay, guyss Anubhav is innocent in this story 🥲)
Anubhav- Haseena ji, hum samajh sakte hai aap kis stithi se guzar rahi hai, par hum aapko vachan dete hai, yeh jald se jald samapt hoga, hum aaj hi aapse PD lene aayenge.
Anu cuts the call and Haseena goes to her cabin.
...
HAAN KARISHMA SINGH HUM HI HAI AAPKI SHO HASEENA MALLIK, HUME MAAF KAR DIJIYE HUMNE AAPSE ITNI BADI BAAT CHUPAYI.
.
HUMSE DUR HO JAYIYEEE ( SHOUTS)

Scarred Loyalties: A Friend's Betrayal जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें