Finally, the time has come, after handing the Pendrive to Bakshi, Anuseena went to an empty warehouse, where they will tell Karishma the actual truth. Haseena was quite nervous and Happy as she was going, to tell the truth, and Karishma will be happy.
.
Anubhav- Haseena ji kya aap sach mai Behna ko abhi batana chahti hai. Hume uchit lagta hai ki aap dheere dheere batayen.
.
HM- Nai anubhav, humne bhut intezaar kar liya. Aur unhone ne humse bhi jayda dukh saha hai. Ab hum unko apne se dur nai rakh sakte, aap ne unko call kiya?
.
Anubhav- Ji humne kardiya hai, woh kuch smay mai aati hi hongi. Haseena ji, hum bhut kush hai.
.
HM- Hum bhi Anubhav. Hume maaf kar dijiye humne sagai ke baad aapke baare mai galat socha, hum kya hi karte, humare duniya ruk gayi thi. Par ab hum theek hai. Thank you.
.
Anubhav- Hum bhi Haseena ji. Maafi toh hume mangni chahiye aapse. Par kya kare Desh ke aagey kuch bhi nai.
.
After half an hour Karishma comes and searches for Anubhav. Anubhav hides between the cardboard boxes leaving Haseena alone.
.
KS- Anu bhaiya?
.
HM- Tajurba Kehta hai humara, bimaar ped ka illaj kabhi patte jahdne se nai hota, uske liye hamesha jad ko thik karna hota hai, tezaab se kabhi zhakham dhoye nai jaate, zhakhmo mai hamesha marham hi lagana padhta hai, Insaan woi jo path ka pakka, imaan woi jo sach ka pakka, aur sach ki hifazat karne ki shapat le tabhi jab tera irada ho pakka.
.
KS- Ama kaa abhi gyaan baat rahi ho, aur tum kaa rahi ho yahan, Anu bahiyaa kahan hai?
.
HM laughs at her innocence.
.
HM- Karishma Singh hume aap pe fakra hai, jis tarah aapne yeh thana sambhala, urmila ko sambhala, team ko sambhala. Hum samajh gaye hai ki aap kabil ban chuki hai. Aapne apni kamzori ko bhut achi tarike se tackle kiya. I am proud of you Karishma Singh.
.
KS- Tum yeh sab kya baikati kar rahi ho? Aur kyu bulaya hai tumne hume. Pta hai na kitna kaam hai hume. Chalo yahan se ab.
.
HM- Ek min KS, hum aapko ek sach batana chahte hai.
.
KS- Kaa?
.
HM- Yahi ki hum Haseena Mallik hai, aapke samne. Ekdum thik aur zinda. Humne aapko bhut tang kiya hai, par kya kare mission ke chakkar mai hume yeh kadam uthana pada. Par aaj humne iss mission ko kahtam kar liya hai. Aur ab hum yeh urmilla naam se azad hai.
.
KS- Humko topa samjhi ho? Nai matlab hum bhi maan lenge. Urmilaa ab ek aur mazak kiya na MS ke baare mai toh hum yeh chehra ka bhi lihaaz nai rakhenge. Samjh rahi ho humari baat ko.
.
Anubhav comes out the boxes
.
Anubhav- Nai behna yeh sach keh rahi hai, yeh hi Haseena Mallik hai.
.
This line shocks Karishma, she just stands there numb, and process whatever happened in a month. She realizes that HM had given her some hints. The speech she said while house help case and every time she behaved like HM unexpectedly.
.
KS looks at HM and they share a happy eye lock. This was HM patience and she comes to hug KS.
.
KS- Wahin ruk jaiye.
.
HM- KARISHMA SINGH HUM HI HAI AAPKI SHO HASEENA MALLIK, HUME MAAF KAR DIJIYE HUMNE AAPSE ITNI BADI BAAT CHUPAYI.
.
KS- HUMSE DUR HO JAIYEE (SHOUTS) (CALMS HERSELF DOWN)
AAPNE HUMSE ITNI BADI BAAT KAHE CHUPAYI.
.
Anubhav- Behna kyuki Bhakshi Sir jo ki humare chief hai unhe aap pe aur baaki ke members pe shak tha. Unhe laga ki inn sab mai aapka haath ho sakta hai. Par baad mai sab spasht ho gaya. Isliye inhone yeh baat chupayi. Inki koi galti nai hai behna.
.
KS- Aacha, toh aapne kyu nai btaya hume jab shak humare thane se uth gaya tha?
Aap toh hume bata sakte the na, hum toh aasha bhi kisse rakh rahe hai, jo apni sagai chodh ke chale gaye the.
.
HM- Karishma Singh shant. Aapko bhi pta hai isme Anubhav ki koi galti nai thi, humne unhe maaf kar diya hai uss baat ke liye, aaj hum anubhav ki haalat smajh sakte hai. Kyuki hum bhi unhi pairo pe kahde hai jahan ek baar woh the.
.
KS- Toh aap bhi dil todegi, jaise unhone toda. Humara kya? Phuspa ji, Santu, ceetah ka kya? Unki kya galti thi. Unhe itna bada dukh kyu diya aapne.
.
HM- Karishma Singh hum sarminda hai. Par humare paas koi dusra option bhi nai tha.
.
KS- Tha ki dhundha nai?
.
HM- Karishma Singh (Karishma cuts HM)
.
KS- Rehne dijiye, bhut kushi hui aapko zinda dekh kar. Acha hoga aap bakiyon ko bhi bta de. Hum chalte hai. JAI HIND.
.............
KS- HASEENA MALLIK HUMARE LIYE KUCH BHI NAI HAI, KOI DOSTI NAI, BAS HUMARI SENIOR HAI WOH SHO HASEENA MALLIK. HUM AAPKO KABHI MAAF NAI KARENGE.
आप पढ़ रहे हैं
Scarred Loyalties: A Friend's Betrayal
FanfictionThe story is about Karishma who has been betrayed by her Brother And Her Best Friend. She has lost hope and Trust is something that kills her inside. She has started hating them since that day. Will Haseena try to bring back the Karishma or they wil...