38🌼

2.5K 324 57
                                    

Thank you for all the love fam❤️✨


.
.
.


Sidharth and sana changed their clothes and laid in The beds of separate rooms.

Sid was Very much restless. He Himself didn’t know that he can be so desperate. Maybe love is like this. We can't stay away from the person we love.

But his best friend, siya is becoming the villain of his love story.

Sid:

Ye siya ki Bacchi bhi na!!! Ek jamana tha jaab ye mujhe Shehnaaz ko impress karne ki ideas deti thi.


Aur aab jaab mai aur shehnaaz ek dusre k saaath time spend karna chahte hai, toh isko sanskar yaad aa raha hai...huh.


.

In sana's room, siya came and laid on her side of bed and saw that sana was lost.  She knew that sana was thinking about sidharth.

Siya : Mis. Laila, apni majnu k baare mein soch rahi hai?


Sana gasped...she was so lost in Her thoughts that she didn’t notice when siya came here.


Sana: siya... Tum...mai..


Siya: oh ho, mujse chupane ki koi jaroorat nahi hai. I am the cupid of your story yaar!!! Baata sidharth ko miss kar rahi hai na?

Sana: hmm...


Siya: kal subha hi toh miloge na? Ek raat bhi dur nahi reh paa rahe ho ek dusre se? Itne pagal ho chuke ho pyaar mein?

.
.

Sana started thinking...

Siya laughed...

Siya:

Itna maat soch yaar!  Jaab mai aur adi ek dusre se pyaar karne lage the na, taab hum bhi aise hi ek dusre ko miss kiya karte the, ajeeb si ek restlessness hoti thi. Ek dusre se milne ka maan karta tha.

Toh ye normal hai jo abhi tere aur Siddharth k saath ho raha hai..

Aur ye jo Duriyaan hai na, wo tumhe ek dusre ki aur kareeb le aayega!! Personal experience se bol rahi hoon. Ye duriyaan tumhe samjhayega ki kal taak jo ajnabee the, aaj wo kitna jaroori baan gye!!!

.
.
.

Sana smiled...

Siya : tujhe ek baat baatau?

Sana: hmm...

Siya :

Sid is my childhood best Friend.  Usko kabhi bhi ladkiyo mein interest nahi tha, humare school ki ladkiya uske aage piche ghoomte rehte the but usko actually koi fadak nahi parta tha, wo kisi ko bhaw bhi nahi deta tha.

Rita aunty mujhe bolte rehte the ki mai sid ko samjhau ki abhi usko shaadi kar leni chahiye.


Par wo khotteya meri baat sunta hi nahi tha. After college, hum alag alag field pe chale gye the, taab bhi mai usko samjhaya karti thi ki ek life partner ka hona kitna jaroori hai.


Par as usual, wo mujhe ignore maarta tha. Maine toh saari ummed kho di thi ki wo kabhi kisi se pyaar karega. Par jaab usne mujhe tere baare mein baataya na, I was sure that my idiot friend has finally fallen in love.


Kyun ki wo jis tarike se tere ignorance se restless ho raha tha, jis tarike se tere saath baat karna chahta tha, wo saab kuch genuine tha.


Uske baad jaab mai yaha aayi  aur tujhe dekha, I was impressed dude!  Agar mai Ladka hota na toh mai hi kar leti Tere se Shaadi.


Love By A Love Story 🌸✅जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें