💞 Caring n loving jodi 💞 | Part - 53

381 17 2
                                    

Later that day Karishma Singh went home and was about to sleep along with Vish...who has already laid down on the bed n was half asleep too...!!

Karishma Singh laid down beside her thinking about what Rud said to her...its her dream too...so she should start working on it...not for others but for herself only..!!

Suddenly her phone 📱 beeped with message notification...she took it to first check the notification, if important then only she will open it...n then after having a look at that, she took a long breath n she started to responde to the notification....!!!

Ek silhouette (chaya murti) hee dikh raha hai hum sab ko, hath mein phone liye aur hume sirf phone📱screen dekh raha hai👇 kuch iss tarha...


So, she basically received a text from her Patidev

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

So, she basically received a text from her Patidev....!! Let's check their convo and romance....!! 🥰😍





!! 🥰😍

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.








PATIDEV : So gaye ho kaya....??

KS : Haa...

PATIDEV : Toh phir jabab kaise de rahe ho....??

KS : App ne sone ki baat ki hai need aye ne ka nahi.....!! 😅😏

PATIDEV : Accha thik hai...pata hai raat ho chuke hai...phir bhi ek baar baat kar sakte hai kaya....??? Bahut maan ho raha hai, tumse baat karne k liye....!! 🤗🤗🤗 Aur pura din mein mujhe samay bhi toh nahi milta hai mere patni se baat karne ki...!! 😮‍💨😮‍💨😮‍💨 Sirf kaam kaam aur kaam...!! Yeh Office k log thaka hi deta hai mujhe....!! 😑😖🥴

KS : Hum thak chuke hai....abhi nahi..!! Upar se hazaro chinta aur kaam hai mere sar k upar...!! 😪😪

PATIDEV : Aur mein jo apni patni se baat karne k liye tarap raha hoon uska kaya....!!😟☹️😣

KS : Hume kaya pata....!! 🤨😐 Bahut raat ho gaya hai...sone k liye jaiye abhi app....kal apko bhi toh kaam pe jana hai aur hume bhi....!!🥱🥱

PATIDEV : Pata hai hume, jab dekho bass sab ko kaam k baat yaad dilwane ki pari raheti hai...!!

KS : Accha, toh aur kon hai jo app ko kaam k baat yaad DILATII hai, humare sewa...??? 🤨🤨🤨

PATIDEV : Lohh, hoy gaye tum phirse suru...??!! Amma nahi hai kaya...?? Abb tum dono k alawa mere zindegi mein koi aur lardki thori naa hai...!!

KS : Hona bhi nahi chahiye app k zindegi mein. Aur agar koi aya naa toh app ko hi iss duniya se dur bhej denge hum. Ekdam direct parlok sudhar denge hum, app ko...!! 😑😑😑

PATIDEV : Haa, pata hai hume, aur kar bhi kaya sakti hoon tum...!! Waise kaam k yeha, matlab mere office mein hai 2 - 4 lardkiya, abb unn k sath toh kaam karna hi pardhta hai. Waha main kuch nahi kar sakta hoon. Lekin yeh bhi sahi hai ki mera naraz sirf tum par hi hai...!! Waise bhi Head Constable Pushpa Singh naa apne lalla ko aisha siksha diya hai jiss k waje se woh sirf tumhare hi hai, aur humesha tumhara rahega. Bass tum mere sath humesha dete rahena. Kabhi alvida naa kahe naa.😬😬😬

KS : Jadya naa filmi dialogue maarne ka koi jajurat nahi hai...chup chap jaa k soo jaiye...!! Humko bhi sone dijiye. Kaam hai bahut sare, thane mein. Abb agar humko acche se kaam karna parega waha, toh yeha peh hume rest lena bhi parega.

PATIDEV : Lekin, yaar sirf kaam hee karte rahenge toh humara dil ka kaya hoga...?? 😐💖

KS : Apka dil hai app hee jano...humse kaya puch rahe hai app baat baat peh..!!?? 🤨🤔

PATIDEV : Accha thik hai baba...baat karne ki koi zarurat nahi hai...ajj kuch alag kar lete hai phir....?? Plzz...!!! 😬😬

KS : (a bit tensed) App kahena ka chah rahe hai....?? Dekhiye hum pehele hee kahe chuke hai... hume bahut thakan hai...aur ulta sulta toh app sochiye gaa bhi maat...!! Hum waisa vaisa kuch nahi karenga....!! 😖😖

PATIDEV : (in mind) Hum jante hai k tumhare upar kitna pressure hai...aur tum abhi akele sab sambhal rahe ho...amma bhi nahi hai.. 🙁🙁 issiliye tang nahi karna hai.... lekin thora karna bhi hai...!! ☺️☺️

(Outside) ulta - sulta sochna matlab...?? Waisa vaisa kuch...!! Kaya bol rahi hoon...!! Mujhe samajh mein nahi aye raha hai...!! Zara khul k batayogi...!! 😜😜  (Teasingly)

KS : App woh sab choriye...aur khud... app kaya karne ki baat kar rahe hai... pehele woh clear kijiye humko zara...!! Hume app k taraf se janna hai pahele...!! 😒😒

PATIDEV : (he laughed inside) Ek sath ek gaana sunte hai naa... plzzz KARU....!! Aur uss se faida bhi hoga ki hum dono ko sunte sunte neend bhi aye jaiga... woh kaya hai na ki hume bahut gana sunane ka maan ho raha hai.... par agar hum khud se gana suru karenge toh tumhara pura neend ka sitti pitti gul ho jaiga...jo mujhe karna nahi hai...!!! Aur ek sath gana sunnenge toh lagega ki hum pass hai ek dusre k... so plzzz KARU...maan jayo naa yaar....!! Zadya toh kuch nahi mange naa...!! 😫🥺😣

Karishma Singh after hearing him out n on focusing his tone, gave a thought to the idea given by him n accepted his offer...so he turned on the song  🎵 Agar Main Kahu 🎵  from LAKSHYA Film  🎶 n was holding the call so both can enjoy it....after the song got finished...

PATIDEV : Good night Patni ji 🌃 , acche se sona....!! Neend pura nahi huya toh kal thane mein jaa k bhaukaal dikhate phiroge tum sab ko...!! Itna sa pata hai hume....!! So, acche se soo jao 😴 ... aur sab se zaroori baat tum se kahane tha, jo hum baato baato mein bhul ne wale the, lekin bhule nahi hai....!! I L❤VE YOU.....!!


He waited for somethimes.
But when no response came from Karishma Singh's side, he understood that she has fallen asleep...so he disconnected the call n laughed at his foolishness of the love that he has for Karishma, one n only pretty wife of his, whom he love to his hearts content....!!She is everything of his....!! 😋😋😋😋







So, this is the last part am uploading before exam. N will be back in August. Till then keep loving me n supporting me. N don't forget me. Love u all guys.

DEEDAR (On HOLD)Where stories live. Discover now