Jiya tha maine ye lamhaa kahi na kahi....
Juda tha mann unse qki is raah par chali thi main v kabhi.....
Waqt ne bhale hi lamhein kamm diye jeene ko....
Par jitna jiyaa unpe haq sirf mera aur tumhara hai.....
Sach kehte hai log.....
Loutkar yaadein aati hai log nhi.... Par wo lamhein v koi akhbaar nhi, jo dusre din raddi ke tukde bann najar aaye.....
Ye to zindagi ke wo panne hai, jinme aakar zindagi v apni haar maankar thehar jaye......
Yun to kahaniyaan kayi hongi aur aayengi v har umr me...
Par hum to wohi daastaan dohrate hai na....
Jahaa hum waqt ko rokkar un lamhon ko diary me sanjokar bewaqt likhte aur mehsus krte hai.....
Sidnaaz jisne mehsus kraya ki duniya me jajbaat ki jagah aaj v sabse upar hai....
Kehte hai aankhein kvi jhuth nhi bolti...
Aur jinke liye ye bolti hai, unhe lafjon ki jarurat nhi hoti...
Qki dil ke rishte kvi naam k mohtaaj nhi hote....
Ek kahaani jise humne witness kiya aur cherish karenge umr bhar....To be continued🥀💔🍁
Happy ending hogi kvi na kvi...
Kvi to milega raasta tumhara....
Raat ki chaadar me avi chhipa hai savera....
Sunn ve fakiraa, neend se utha dena jab tu mile dobara hume peera..... Hasna seekha de hume fir se tu.... Bas bata de milega kahaan hume tu fir se dobaara......
Kvi na kvi to milega raasta tumhara aur humara........Missing them.... Still feeling goosebumps to feel them..
🍁🥀✨♾💙❤
YOU ARE READING
Kabhi to milega raasta tera aur mera💫
PoésieJust one word SidNaaz Forever.. Just feel this emotion.. Tu yaheen hai Sidharth.. Mere dil ko pata hai... 🤍✨💫🦋♾💙