Chapter: 33

430 46 23
                                    

Naina: Aur kitni der Sameer ji?! Baithe baithe thak gayi hun!

Sameer: Thodi der aur.......Tum batao main kya karun jo tum entertained raho.

Naina: Gaana gaye na. Aap bahut accha gaate hai. Mujhe bahut pasand hai aapki awaaz.

Sameer: Accha! Aur kya pasand hai tumhe mujh mein?

Naina: Sab kuch! Haan ek cheez nahi pasand woh hai aapka mere mamle mein panic kar jaana. Baat itni si hoti hai aur usse itna bada bana dete hai!

Sameer: Naina, tum mere care ko baat ko bada banana nahi keh sakti ho!

He looked at her for a brief second and pointed towards the place where his heart lied before continuing.

Sameer: Tum iss dil ka ek tukda nahi ho, pura ka pura dil ho! Tumhare mamle mein fussy nahi banunga toh kya humare padosi Mathur uncle ki beti ke liye banu?

Naina: Thik hai! Aap karo fuss. Main kuch nahi bolungi! Phir aapko bhi mere instruction follow karne padenge. Main bhi nahi chodne wali aapko!

Sameer: Main toh chahta hun ki koi mujhe instructions de. Toke mujhe kuch cheezein karne se. Pyaar wali dant de. Meri bewakoofi par mujhe samjhaye. Main agar naraz ho jaun toh manaaye. Taras gaya hun inn sab ehsaason ke liye.

Naina smiled and rubbed his cheek with her thumb and replied: Main aagayi hun na! Aapko kisi bhi cheez ke liye taras na nahi padega. Main aapki saari adhuri khwaahishein puri karungi. Waada!

Sameer looked at Naina for sometime, and gave her a smile before looking at front and resuming the drive.

He cleared his throat and started singing.

O karam khudaya hai
Tujhe mujhse milaya hai
Tujhpe marke hi toh
Mujhe jeena aaya hai.

O tere sang yaara...
Khush rang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitaara

O tere sang yaara
Khush rang bahara
Main tera ho jaaun
Jo tu karde ishara

Kahin kisi bhi gali mein jaaun main
Teri khushboo se takraaun main
Har raat jo aata hai mujhe
Woh khwaab tu...

Tera mera milna dastoor hai
Tere hone se mujhme noor hai
Main hoon soona sa ek aasmaan
Mehtaab tu...

O karam Khudaya hai
Tujhe maine jo paaya hai
Tujhpe marke hi toh
Mujhe jeena aaya hai

O tere sang yara
Khushrang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitaara.

O tere sang yara
Khushrang bahara
Tere bin ab toh
Na jeena ganwara.

Maine chhode hain baaki saare raste
Bas aaya hoon tere paas re
Meri aankhon mein tera naam hai
Pehchaan le...

Sab kuch mere liye tere baad hai
Sau baaton ki ik baat hai
Main na jaunga kabhi tujhe chhod ke
Ye jaan le

O karam Khudaya hai
Tera pyar jo paaya hai
Tujhpe marke hi toh
Mujhe jeena aaya hai.

O tere sang yaara
Khush rang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitaara.

O tere sang yaara
Khush rang bahara
Main behta musafir
Tu thehra kinara.

Their drive to Udaipur got complete with Sameer's melodious voice. By the time, they entered the main market of Udaipur, Naina had dozed off once again.

Rishta Tera Mera ❤️Where stories live. Discover now