❤️31❤️

777 109 16
                                    

"Sorry Jaan par main papa ke against bilkul nai ja sakta, jitni tum muj pyari ho utne he papa, par tuj aise akele bhi to nai na shod sakta. Par tune kiya bhi to galat hai na. Haan aaj nai par kal main papa se jarur baat karunga kunki teri ankhon main ansoo ache nai lagte bilkul bhi. Usse merko he takleef hoti hai bahut jyada"

Whole day passed and at the time of dinner also they didn't entertain her. After dinner she went back to her room and was crying because of getting ignorance.

"Kitni buri hun na main, sabko bas naraz he karti raheti hun. Papa bhi gussa hoke baithe hai. Baat to shodo wo to meri taraf dekh bhi nai rahe hai. Itna jyada gussa hoke baithe hai. Sidharth wo bhi mere liye baat nai kar raha ulta wo bhi ignore kar raha hai merko. Kare bhi kun na maine konsa usse ye affirmation diya hai ki main uski he hun" She was thinking and crying at the same time and slept at the same time.

From next morning she was after his father, where ever he was going. Once he was going to use washroom, she was behind him not even recognizing.

"Yahan bhi andar ana hai" he said sternly

"Ohh sorry aap jaiye"

"Shehnaaz mere piche piche ana band karo main nai baat karne wala"

"Aap pahele jaiye andar"

"Shehnaaz"

"Please"

He left to use washroom, but she was still there waiting. He after sometime came back and went to his work in study where her father too was present. She went inside without letting them know.

"Papa"

"Don't you see we are here speaking, how can you come without even knock. Where are your manners"

"Papa when you are in front me you know I don't look out for manners at that time only you matter"

"Ohho that's the reason you went like that"

"Papa, I know main galat hun, muj aisa nai karna chahiye tha par main aap sabko pareshan nai karna chahti thi ye batake ki England main meri ek construction site pe pura slab gir gaya tha"

"Shehnaaz, stop lying"

"Kya kaha Ashok jhuth, par ye jhuth kun bolegi"

"Shehnaaz Kya Ashok sach bol raha hai ki tu jhuth bol rahi hai"

"Papa"

"Shehnaaz, haan ya na"

"Haan"

This time her father too slapped her.

"Shehnaaz muj tumse ye umeed nai thi ki tu bhi aise jhuth bol sakti hai"

"Papa" She was crying.

"Kya papa, haan kya papa"

"Shehnaaz aise rone se kuch nai hone wala tum jaa sakti ho" his father speaks up.

"Aur agar main kahun main wahan hospital main thi to aap kya koroge"

Her father was shocked to hear, but his father was quiet. She went near his father and bend down in front of him.

"Papa wo mere pass bas kuch mahine he hain"

"Shehnaaz kis baar ke kuch mahine, seeda bolo" her father spoke

"Ye ki main kabi bhi mar sakti hun kuch mahino main"

"Matlab kya hai tumhara"

"Mere dil main hole hai aur uski wajh se main achanak he behosh ho jati hun kunki meri heart rates kam ho jati hai aur breathing slow jiski wajh se main faint Hui hun. Aur main aap sabko batake pareshan nai karna chahti thi. Specially Sidharth, main nai chahti usko pata chale aur mere jane ke baad wo jeena he shod de"

Both didn't reply and were going from there.

"Papa mat jao muj aise shodke, main nai rahe sakti aap sabke bina. Waise he pal pal mar rahi hun"

Finally, his father said.

"Tum hamen kuch samjti bhi ho kya ye batao pahele, kunki agar samajti to ye sab jo tune kiya wo nai karti pata hai tuj"

"Maaf kardo muj, aapko pata hai na main pagal hun. Wahi samaj ke maaf kardo"

"Nai, nai milegi maafi"

She was crying till now, "Papa jab se apne mana kiya hai tab se Sidharth ne ek baar bhi baat nai ki hai baat shodiye ek message tak nai kiya hai. Kunki apne sabko mana kiya hai"

"Aur main bolne bhi nai wala kisi ko"

"Theek hai yahi saza hai na mere liye ki apno ke bich hoke bhi anjan rahungi, to ye bhi sahe lungi jab tak aap maaf nai karte muj. Apko bahut dukh pahuchaya hai na maine"

This time she left and directly went to office and get engaged in work and after that she reached to orphanage. She was not speaking to them happily and the little Neil saw this and went to her.

"Didi kya hua apko"

"Apke Didi ke papa usse naraz hai aur baat bhi nai kar rahe"

"Apne zidd ki apke papa ke sath"

"Nai"

"To apne unki baat nai mani"

"Maine na apne papa ko na hurt kiya hai"

"Wo kaise kiya, apne unko mara"

"Nai maine unse jhuth bola"

"Ohho Didi aap to bolte ho jhuth bolna is bad manners and jo jhuth bolte hai unko punishment milti hai"

"Isliye to papa ne merko punish kiya hai aur mere se baat bhi nai kar rahe"

"Main na uncle ko bolunga meri Didi na cute hai unko sorry dedo"

"Papa nai manege"

"Uncle na mere best friend hai wo meri baat jarur manege"

"Aap na bahut he jyada cute ho apko pata hai"

"I'm born smart and cute you know"

"Ya, I know"

"Still, you have doubt on me"

"Na baba, how can I doubt on my little mischief"

"Then take me to uncle or let me call him"

"Par wo abi tak to so gaye honge, kunki na bahut late ho gaya hai isliye aap bhi so jao. Be a good boy and kal main apko leke jaungi uske pass theek hai"

"Pakka, aur ab na aap bilkul nai rona kunki jab aap rote ho na tab aap black-black lagte ho"

"Badmash yahan aa" as he ran from there.

NAZRANA MOHABBAT KAजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें