Kya aap punarjanm me "ribirth" me believe karte ho ....... ???
Mujhe aisa kyu lag raha hai ki mai iss jagah par pahle bhi aa chuki hu *Y/N said*
Tum aa hi gayi *??*
Let's see 👀
Kuch toh hai yaha ..... Jo theek hokar bhi theek sa nahi hai *Looking at everyone* Kya , kon hai pata nahi ? Par-
Y/n - Naman !
Naman - Y/n tum yaha ? ..... Kya hua ?
Y/n - Inn sab ke beech me mai tumse ek baat puchna toh bhool hi gayi .....
Naman - Hmm ?
Y/n - Tumhe..... Inn tambra patro ke baare me mujhse pahle pata tha , kaise ?
Naman - Kyuki vo....vo...mai-
LADIES & GENTLEMAN !! Aap log Surya garh me hai ....
Sab log turn karte hai aur peeche ek annoyed faced Roshni ko dekhte hai....
Roshni - Aaj last day hai..... Chalona kahi ghumne..... pleasee....*whine*
Sri ( Y/n's Mom ) - Baat toh sahi hai ..... Itni achi jagah hai .... Phir pata nahi aa payenge ya nahi ....
Hema - Aur vaise bhi shaadi ke kaamo me ulajh kar toh pata nahi time hhi milega ya nahi ....
Jeetu - Tum log kahna kya chahte ho ? *chuckle*
Dharam - Arey yeh toh batao chale kaha ??
Roshni - Naman , Yaha sabse best view point konsa hai ..... ??
Naman - vaise toh aap log ghum chuke ho sab jagah but ek place hai .... Thoda durr hai but *shrug* if u all want to go ?
Roshni - Haa.... haa... kyu nahi ! Chalo na plss
Hema - ha ha.... theek hai baba .... chalenge ....
Jeetu - Magar woh jagah hai konsi ?
Naman - SITAMGARH
Y/n - *eyes met with Naman*
(Please play the sound )
Jai - *looking at y/n*
Y/n - *in her own world*
Naman - Toh phir mai hotel ki mini bus ready karwata hu aap sab ke liye *smile & went*
Ab hotel ki mini bus ready hoti hai . Sabhi ko Sitamgarh toor par lekar jane ke liye ... Sab log hotel se nikalte hi hai ki Vidhaan waha par hota hai ....
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।