Shifting

534 64 80
                                    

Continued

A Few Days Later

Devki Niwas (Late Evening)

Haseena's POV

'Waise sahi jaa rahi hai aap dono ki pyaar ki gaadi' Dev said teasingly

'Jaldi shaadi ki date fix ho jaye bas uske baad aap dono mere ishaan ke liye ek chhota bhai ya behan le aana' Ishi said excitedly

'Pahle vivaah ki taarikh toh aaye' my man said impatiently

'Bhai se toh ruka hi nhi jaa raha' Dev said giggling making me blush

'Voh toh accha hai Haseena hai warna iss nalayak ke bharose baithi rahti toh hogya tha' maa taunted him

'Maa' he frowned

'Kya maa' she said angrily

'Shayad aap bhool rahi hai ki inke samksh vivaah prastaav humne rakha tha na ki inhone'

'Lekin sabse pahle propose toh bhabhi ne kiya tha na' Ishi said

'Chhod na Ishi...bhai aap hume yeh batao ki bhabhi ne aapko aur aapne bhabhi ko kaise propose kiya tha?' he asked curiously

'Kaafi samay se gym nhi gaye ho na tum kab tak ghar mei rakhe basic dumbles use karoge...chalo tumhari membrship bhi renew karva denge aur vahi kasrat karte karte jo bhi puchoge sab bata denge' he said with a sugar coated smile

'M..ma..mai mai roz jogging ke liye jata hun aur upar chhat par bhi stretching kar leta hun unn dumbles ke saath hi gym jaakar kya karunga' he fumbled causing me and Ishi to chuckle

'Weight training...tum toh doctor ho tumhe toh weight training ke labh aur hani (disadvantages) pata hi honge' he said smiling

'Basic hi pata hai doctor hun bhaiya gym trainer thodi hun'

'Uttam kal hi chalte hai hume thodi jaankari hai hum sikha denge tumhe'

'aa..haan voh kal kuch kaam hai mujhe aur abhi toh aap dono ki shaadi ki taiyaariyan bhi toh karni hai na toh baad mei baat karte hai iss baare mei' he said nervously

———————————————————————————————————

15 days later

Miss Malik ka ghar

Anuseena has taken halfday because on their mother's idea Haseena can shift to his residence before marriage only...why to live alone when they are going to marry soon. She can spend time with everyone this way. She asked 15 days because first she had to give 15 days prior information of her leaving to the landlord and second she had already paid Feb month's rent...it can't be reimbursed now. She took a fully furnished home on rent so furniture and other big items were something not to be think about except for the TV which she bought. 

HM: Anubhav door rahiye thoda uss taraf wali cupboard mei se kapde nikaliye idhar hum nikal rahe hai aise chipakne ki zaroorat nhi hai (annoyed)

AS: vivaah se pahle aapka yeh haal hai vivaah ke baad toh pata nhi kya hoga (taunted)

HM: toh time toh dekhiye...itna sab pack karna hai kal subah Jayant sir ko ghar ki keys bhi deni hai sab sametna toh hoga na

AS: chinta kyu kar rahi hai...ho jayega sab (nonchalantly)

HM: aise ek dusre ko hug karne se (taunting)

AS: toh kuch aur karke dikhaye aapko (mischievously)

HM: ek baar sab samaan pack kar lete hai uske baad jo karke dikhana hoga dikha lijiyega nhi rokenge aapko theek hai...abhi humari help karva dijiye especially halfday liya hai iss kaam ke liye (requesting)

Anuseena- All togetherWhere stories live. Discover now