Sid - abhi kis ke shaadi ki date fixed kar rahe hai aap?
Everyone turns to look at Sidharath and silence spreads in the room.
Ashok K - aaja ander beta
Sid - ye family meeting chal rahi hai aur mujhe bhul kaise gaye. Aur ye shaadi kis ki fixed hogayi ghar mai. Waise to abhi kushal ki shaadi honi baaki thi wo bhi hogayi. Phir kis ki ? don't tell me aap swara ki shaadi kar rahe ho.
Hiten - sidharath kuch bhi mat bol.
Rita K - mujhe sidharth se kuch akele mai baat karani hai.
Bobby - ok badi mummy hum sab jaate hai.
Everyone left to the room
Sid - ye kya mummy aap ne sab ko jane ko kaha. Itni kya mere se aap ko personal baate karani hai.
Rita K - tu yaha baith mujhe bhoat important baat karani hai tere se.
Sid - ha boliye na mom
Rita K - sidharth tu puch raha tha na shaddi kis ki fixed kar rahe ho?
Sid - ha mummy
Rita K - shaadi teri fixed ho gayi hai aur wo bhi maine ki hai
Sid - what?
Rita K - aise surprise kyu ho raha hai, tune hi bola tha shaadi ko ha aur mujhe ladki dekhane bola tha
Sid - maine aise kab kaha
Rita K - abhi bahana mat bana? Teri shaadi maine fixed ki hai abhi tera koi excuse nahi chalega.
Sid - mujhe shaadi nahi karani hai
Rita K - tujhe shaadi karani padegi. Mai promise kar chuki hu. Abhi apane maa ko bhi uska promise nibhane nahi dega
Sidharth ke samane na jaane kyu baar baar shenaaz ka face dikhai de raha tha.
Rita K - puchega nahi kis ke saath teri shaadi fixed kardi hai maine
Sid - kis ke saath?
Rita K - shenaaz
Sidharath blank ho gaya shenaaz se shaadi wo kabhi soch bhi nahi sakata tha. Usko pata tha uski feeling uske liye change ho rahi thi magar jo shenaaz ke ankho mai uske liye nafrat dekh raha tha wo nafrat sidharth badal nahi sakta tha. Usko pata tha use hadase ke baad shenaaz use nafrat karati hai usko abhi dost bhi maane se nahi rahi
Aur sab se badi baat usko lag raha tha un dono mai 12 saal ka age difference hai. Uske nazar ke samne wo 5 saal ki ladki aagayi jo uske goad mai baitha karati thi. Use kahani sunati thi. Kitni baar Aisa huwa hai Sidharth ne shenaaz ko apane haath se khilya hai. 18 saal ki shenaaz aur 30 saal ka sidharath Ye forbidden relation ko wo kaise except karata. Uske liye wo bhoat choti thi. Shenaaz kya sochegi ye relationship ke baare mai wo except karegi mujhe pati. Mai usko kaise treat karunga
Kitne saare swal se uske mind mai traffic jaam huwa tha. Kaise bhi kar ke usko ye rishte ko na bolana tha .
Rita K - tu itni der kya soch raha hai .
Sid - mummy aap ne meri shaadi shenaaz se kaise fixed kardi.
Rita ji - dekh sidharath use waqt mujhe jo sahi laga wo maine kiya. Abhi mai promise kar chuki hu tumhe shenaaz se shaadi karani hi padegi.
Rita ji ne sidharth ko sab kuch bataya jo shenaaz ke ghar huwa tha aur usne kaise uske mama ko shenaaz ke shaadi ka promise diya
Sid - itna bada mere life ka faisala lene se pahle aap ko mujhe ek baar bhi puchna jaruri nahi samjha
आप पढ़ रहे हैं
Together ( Sidnaaz)
Romancekoi bhi relationship mai ek baat hona jaruri hai wo insan ko dusre insaan ki value hona bhoat jaruri hai. jab hum wo insaan ki value nahi karate aur wo insaan hum se dur jaane lagata hai tabhi humare life mai use insaan ki value hume pata chalati ha...