Sid enter the house. As soon as he entered the house, the smell of besan laddoo entered his nose. If he saw it, all ladies and gents of the house should be making a laddu. And Kushal was somehow insisting behind grandma. He sat on the sofa
Kushal - dadi ek laddu se kaha bhagwan naraj ho jayenge. Waise aap bhog ke laddu alag rakhate ho. Do na mujhe laddu. Chalo ye Wale mat do wo chui mui bana rahe hai jinko koi shape nahi hai wo to laddu dedo.
Sid sana aur swara ke taraf dekhane laga. Wo dono alag shape ke laddu bana rahe the. Jaha baaki loag 4 laddu bana rahe the waha ye dono 1 laddu bana rahe the. Sid ne apani hasi Puri control ki thi. Jaise hi kushal ne dono ke naam liya waise dono laddu bana chod ke kushal ke taraf gusse me dekhane lage.
Dadi - kushal tu ja yaha se mera dimag mat kha. Tujhe pata hai Diwali ko besan ke laddu ka bhog lagana ye ghar ki parampara hai. Tu nahi kha sakata. Dekh tere do bhai klaise chup chap laddu bana rahe hai tu bhi jaake bana
Hiten - kushal chal aaja laddu banane
Kushal - sid bhai ko bhi lena laddu banane.
Jay - chal sidharth aaja fresh hoke
Sid - abhi aaya.
Sidharth fresh hoke laddu banane baith jata hai. Sidharath ke laddu banane ke speed ko sana dekhti rah jaati hai. 5 minutes me sid ne 4 laddu bana diye wo bhi perfect shape me. Sana apane laddu ka shape aur sid ke laddu ka shape dekh rahi thi.
Hiten - dadi ye kitne saare hai banane laddu. Hum order kyu nahi dete kisi ko banane ke
Rita ji - hiten tu bhul gaya kya. Hum hamesha ghar pe hi laddu banate hai aur humare relatives ko bhejte hai. Wo bhi tere dadi ki secrect recipe hoti hai
Hiten - ha mummy pata hai mujhe, par aisa nahi ho sakata dadi ye laddu ki recipe banye magar laddu badhane ke liye kisi ko contract de
Reema - tu itni badi family hone ka kya fayada
Rajani - aur waise bhi saal me ek baar hi to banate hai laddu hum.
Jay - kushal tu laddu nahi bana Raha hai to store room se lighting nikal. Aaj hi lighting kar dete hai banglow ko. Sab ghar me hai to. Kyu Sidharth
Sid - ha jay, kushal jaldi utha waha se.
The entire Kapoor family was preparing for Diwali. When Sid comes to his bedroom after decorating the banglow. He finds Sana alone in the balcony looking at the sky. Her face is sad. Sid goes to her
Sid - kya huwa tujhe shenaaz
Sana - kuch nahi
Sid- ankhe bhari hai teri , chehare pe udasi hai mujhe se chupa Rahi hai
Sana - Amma papa ki bhoat yaad aarahi hai
Sid was holding Sana in his arms and moving his hand around her back, tears started flowing from his eyes also. Because he also miss pummy Aunty
Sid - chup ho ja mera baccha, mat ro meri Jaan aise.
Sana - tujhe yaad hai sidhu, mujhe lighting bhoat pasand hai issliye papa har Diwali pe nayi nayi light's laya karate the kaha kaha se , different shape ke . Pura Gill house Roshani se zag maga jata. Aaj dekh wo ghar pe ek bhi lights nahi hai
Sid - kyu ki wo ab Gill house nahi hai. Aur shenaaz ye tera ghar hai. Dekh tera Ghar bhi to lighting se khil utha hai. Tujhe aur lighting chahiye to me kal tere liye leke aata hu. Hum ye puri balkani ko lightning kar dege.
Sana - sidhu , Amma Papa kyu chod ke mujhe chale gaye.
Sid -; unka saath utna hi tha meri Jaan
आप पढ़ रहे हैं
Together ( Sidnaaz)
Romancekoi bhi relationship mai ek baat hona jaruri hai wo insan ko dusre insaan ki value hona bhoat jaruri hai. jab hum wo insaan ki value nahi karate aur wo insaan hum se dur jaane lagata hai tabhi humare life mai use insaan ki value hume pata chalati ha...