chpater 18

2.4K 263 44
                                    

To be continued

Sana was very hurt because of her marriage relationship. Sid saw the sadness on her face. He could never see her sad face. So he talks to make her laugh

Sid ,- maine tere kapade badle issliye tu udas hai

Sana - tu chup baithega.

Sid - waise tujhe maine nagu pagu dekha hai

Sana - kab😱  (She was shocked to hear this from Siddharth)

Sid - jab tu 6 saal ki thi, mai tere ghar Achar dene aaya tha. Tu tab bathroom Mai naha rahi thi. Tujhe mujhe dekhne ki itni excitement thi ki tu waise hi nagu pagu mere samane aayi thi. Tabhi aunty ne ek laga ke diya tha tujhe. Par aunty ko kya pata tha unke future son in law ko unke beti ko without cloth dikhane ki kitni jaldi hai

Sana throws her comb at Sid

Sid - Abey lagati mujhe

Sana - lagane ke liye hi mara tha.

Sid - abhi niche chal nashta karane.

Both came downstairs to the living room to have breakfast. Everyone had already sat at the dinning table to have breakfast

Swara- sana bhabi suna tune hum Panjab ja rahe hai

Sana - sacchi

Swara- ha dadi se puch le mai jhut bol rahi hu to

Sana -  dadi sachi hum gaav ja rahe hai

Dadi -  ha beta, wo sapana ki shaadi hai, abhi Ashok, Anand, alok magani ke liye Gaye the abhi hum ko shaadi ke liye Jana hai . Waise abhi mai thik hu. Mujhe bhi gaav ki bhoat yaad aarahi hai

Bobby - kab jana hai hume gaav

Dadi - swara ki exam khatam hone ke baad

Bobby - exam kab khatam hogi Teri

Swara - 30 April ko last paper hai

Kushal -  ticket ka bol do. kitne nikalna hai aur kab ke

Hiten - hum charo nahi hai. Tujhe pata hai na hum Landon ja rahe hai

Kushal - jay bhai aap

Jay - mai pakk rahunga

Dadi -  kushal tumhare chachu, chachi aur tere parents bhi nahi aane wale, abhi to wo gaav se wapas aaye hai

Kushal - phir kitni tickit nikalni hai

Bobby - abhi count kar mere 2, tere - 2, jay bhai - 3, dadi , swara, aur sana . 10 tickets book kar 2 tarikh ki 5 tarikh ko shaadi hai. Tu 10 tickets nikal

Sid - aur meri ticket ?

Kushal - aap bhi aayenge?

Sid - ha mai bhi aaraha hu.

Sana and swara was looking at each other

Swara- aap aayenge to aap ka kaam nahi ruk jaayega

Sid - karenge manage 10 din ki baat hai

Swara - sacchi aap aayenge?

Sid - ha baccha,  kushal tu tickets nikal meri

Everyone is having breakfast with chit chaat and Sid leaves after breakfast

Mahi - bhai sudhar gaye

Hiten - wo nahi sudhrega, waha bhi kisi na kisi se jhagda karega.

Together ( Sidnaaz)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें