I'm back guys. Thanks for being patience. I will try to update regularly from now. So here's the next part. If you forget the story, go and read the previous parts.
Continues from the last part.
Km: Kya kaha!!! Iska Matlab usse stomachache horahi hai. aab mei samjhi usse Kya hua hai.
Vid: Bhai, aap itni si cheez samjhe nehi? 🤦🤦
KK: Kya?
Km: Vidhi, usse itna kaise Pata Hoga. But abhi se adat par Jayegi. Vidhi, Tum Jao, aur Teju ke Liye water bag Leke aao.
Vid: ok mom.
Vid left from there.
Kk: mom, water bag Kyu?
Km: Sunny, beth Yaha. Mai samjhati hu.
Km and KK sit on sofa.
Km: Sunny, Teju ko Kuch nehi hua hai. Uski periods start hui hai. Issliye shayad uski tabiyat kharab hai. Bas 6-7 din ki baat hai. Woh thik hojayegi. Aur woh toh teenage hai. Issliye usse jab periods hote hai toh jyada health kharab hota hai. Dheere dheere jab Badi hojayegi toh woh iss state se adjust kar legi. Bas Tumhe uski sath deni hai. Uski take care Karna Hoga. Aaj office se aate wakt uske liye chocolate aur ice cream bhi Lana. Iss wakt bohot cravings bhi Hoti hai. Aur Haa shayad woh irritated feel kare. Uski mood swings Hogi. Tumhe yeh Saab Kuch sambhalna Hoga. Sunny, beta yeh easy nehi hota Kisi bhi ladki ke Liye. Periods mei stomachache toh Hoti hi hai. Uske sath sath full body pain jita hai. Headache, dizziness bhi Hoti hai. Har ladki ko iss cheez se guzar na padta hai. Socho Teju ki aaj halat kitni khrab hai. Har mahine usse yeh Saab hota hai. And it's not easy. Yeh cycle har mahine hona Matlab woh ladki ek baby ko Janam dene ke liye capable hai. Issliye humesha ek baat yaad rakhna, Tum jisse apna patni bana ke Leke Aaye ho usse kabhi takleef nehi hona chahiye. Uski har ek choti choti cheez o ka Tumhe dhyan rakhna hai. Uska sath Dena Hoga. Aur Sunny, iss Baat ka bhi dhyan rakhna ki woh tumse aapna sare takleef share karne mei comfortable ho.
KK: I promise you mom, Mai Teju ka har ek wakt mei sath Dunga. Uski yeh pain toh Mai nehi Le sakta but uska sath toh de sakta hu uski pain relief karne mei. But usne mujhe bataya Kyu nehi jab mei itni Baar usse pucha?
Km: I know aaj usne Tumhe nehi bataya iss baremei. Kyuki ladkiya jyada comfortable nehi Hoti hai aapne periods ke baremei kisise share karne mei. Beta, Humari iss society mei aisa hi rule hai. Girls are not comfortable about it. Woh hesitate feel karte hai iss baremei baat karne mei.
KK: but yeh Kaisi baat hui. Yeh koi paap nehi hai jo iske baremei baat karne mei darte hai.
Km: beta yeh na ladkiyo ko sikhaya jata hai ki periods ho toh Tum kisi ke sath yeh baat share nehi kar sakte. Iss liye ladkiya aapne Liye sanitary pads khareedne bhi hesitate feel Karti hai, at the same time woh kisiko bol bhi nehi pati uske liye pads lane ke baremei. abhi toh phir bhi bade bade cities mei yeh normal hai. Girls can easily talk about their periods but urban areas mei toh impossible.
KK: shayad issliye Teju bhi uncomfortable thi. But this is wrong mom. It's not a bad thing.
Km: I know beta. But society ko toh hum kaise samjhayenge. But Tum Teju ko samjhana iss baremei. Woh abhi bhi choti hai. Iss liye usse Jo sikhaya gaya hai woh toh wahi cheeze follow karegi.
Meanwhile Vidhi comes there with water bag.
Km: lo yeh water bag Teju ki stomach ke upar de ke aao. Isse uski pain kaam ho jayegi.
KK goes to room and saw teju is sleeping. He keeps the water bag on her stomach. Then he kissed on her forehead and left for office.
........................................................................
At home. Teju wakes up and saw water bag.
Teju: yeh water bag kisne rakha hai? Shayad Vidhi di Yaa mumma ne. Unhe shayad samajh aagaya hai.
Complete the target faster to get the next part.
Target: 370 votes and 60 comments.
If you don't complete the target, air if you complete only the vote target or only the comment target, you won't get the next update.
YOU ARE READING
My little bride (On Hold)
RomansaIt's a fanfiction on TejRan. There's no connection with real life. I hope you will love this story. Enjoy 😊😊😊