Part - 2

1.7K 171 7
                                    

Ra : oye rukh. Main bhi uss taraf ja raha hu. Sath chalte hai.

R : Ritwik ko acha nahi lagega. Waise hi uska mood off hai. Chala ja uske sath thora ghumne. Main chali jaungi.

Ra amused : tu pagal hai? Abhi bhi usike liye soch rahi hai? Kab akkal ayegi tujhe?

R : akkal aa gayi hai sayad isliye ghar ja rahi hu warna main kabhi khane ke liye mana karti hu?

Ra : kya ladki hai tu? Ideally iss waqt mujhe jokes crack karke tujhe hasana chahiye. Aur inha tu jokes mar Rahi hai?

R : apni khusi apni hai humesha alne haathon mein hoti hai. Aur yeh main achi tarha samajh gayi hu. Aur kal se main khus rahungi mujhe lata hai.

Ra : hmm waise you know na I am always there. You can talk to me.

R : I know bro.

Ra : chal bye. Dekh tera bus aa gya.

R : bye.

She hugged Raghav and moved from there.

Raghav called Ritwik.

Ra : bhai yeh bohot tut chuki hai.

RS : I know yaar but main kya karu? Mujhe kuch samajh nahi aa raha. Jo mujhse wo expect karti hai wo main nahi kar sakta. Aur usse main itni takleef mein bhi nahi dekh sakta. Sometimes I think hum kabhi mile hi na hote toh shayad usse wo hopes bhi na hote aur nahi abhi wo phirse usi zone mein jati jahan se wo nikli thi.

Ra : main bhi kya hi bolu. Yeh bhi nahi bol sakta ki sab thik ho jayega. Aur han I think wo humse specially tujhse distance maintain karna chahti hai.

RS : wo toh 1 saal se kar hi rahi hai. Maine apni ek special friend kho di Raghav. Main ek acha dost nahi ban paya.

Then they talked for sometime about their career and disconnect the call.

Ra in mind : Rags tu bohot achi hai. Pata nahi tere sath yeh sab kyun hua..

In Ragini's room,

Ragini got back home and direct went to her room. She cried and cried and cried.

R : bas aab bohot hua rona dhona. J need to be strong. Kyunki apni khusi ki chabi aapne haatho mein hoti hai. I don't need anyone. Pahele bhi akeli thi aur abhi bhi hu aur age bhi rahe lungi.

She removed her sim card and destroyed it. She take out a new phone and sim card. This new number is only with her family.

Days were passing. She became so rude with her family. She gave interviews to many companies. She was not getting selected.

Meanwhile a day in her home,

RM : inha pe maine kuch paise rakkhe the. Kahan gaye wo?

RD : mujhe kya pata?

They were worried because they have noticed since few days their count was not matching. So they thought their maid was stealing money (which was true but they did not have any proof so they can't accuse). They just to warn the maid, screamed to know about the money. Even they asked Ragini and Swara too if they have taken the money or not. But what RM did next just shook Ragini to core.

In a room only RM and Ragini were there.

RM whispers to Ragini : tu abhi bhi sach bata sakti hai!! Tune nahi liya na Paisa?

R : maa I thought aapne waha sabke samne isliye pucha taki maid ko pata chale hum jante hai paise gayeb ho rahe hai. Wo sabdhan ho jaye. Mujhe nahi pata tha aap yehi sochti ho ki maine paise liya hai. 🥺

RM : jo pucha sahi se batana. Agar nahi liya toh bata dena.

R screamed : kya bolu ? Han main kya bolu? Bol toh diya tha humne nahi liya paise. Toh ab aur kya bolu? U indirectly called me thief Mumma 😭

She did not say anything else only cried a lot and left from the house went to give an interview. Yes, this all happened before she was leaving for an interview.

Fortunately she cracked this interview. Ananya was with her in a restaurant. They planned to dinner together. Seeing her off she asked the matter and Ragini was adamant to not tell any one. She started thinking people will sympathize her if she will share her feelings. That's why she promised herself to not tell anyone about her suffering. Ananya could understand something has happened but still she did not push her more.

AK : thik hai chor yeh sab baatein. Kuch khatey hai.

R : hmm. Tu order kar main zara fresh hokey ati hu washroom se.

She went to washroom and silently cried. She cane back and they finished their dinner. They headed towards tgeir house.

AK : tune achanak apna number kyun change kar liya?

R : mera purana phone tut gaya tha to naya phone liya tha aur old number bohot jagah diya hua tha bohot faltu ke messages ate the isliye bandh kar diya.

They were walking.

AK : Ritwik tere baremein puch raha tha.

Ragini stopped.

R : toh?

AK : dekh aab koi hai nahi toh please tu khulke baat karna mere se.

R : nothing affect me anymore Annie. I am a changed person now. I ghink I am tired smiling and laughing around with all. Let me be myself. Main aisi hi hu. Introvert, rude, dukhi atma type. Aab iska main kuch kar nahi sakti. I am not going to change myself for anyone. And anyone means anyone. I think I am in a good space now jahan mujhe kisiki fikr nahi hai aur I know for a fact kisiko meri bhi fikr nahi hai.

AK : aisa nhi hai Ragu. We care for you.

R : we? Iss 'we' mein kaun kaun hai?

AK : me , your family.

R : family !! Ohh .. huh.. chal inha se tere aur mere raste alag.

AK : matlab?

R : are duffer inha se tu left and main right jane wale hai

AK : ohh acha. Tu pakka ghar sahi se pohoch jayegi na?

R : dekhte hai. Tu ja na. Mujhe thodi der inha rahena hai. Tu ja.

AK : acha baba ja rahi hu. Tu bhaga kyun rahi hai? Zidd mat karna ghar chali jana. Aur phoch ke call karna.

R : hmm

She sat in a bench nearby for almost 2 hours. But texted Ananya that she reached home. Here in her house her parents were worried for her. She was not picking up anyone's phone.

Kuch kahena thaWhere stories live. Discover now