HM and KS reaches at the site of the march. They along with police force try to calm the people who are very angry and heartbroken due to their leader's death. HM sees that situation is getting out of control, she takes a speaker and starts talking to the crowd,
HM: Dekhiye, suniye, shant ho jaiye. Hum pe bharosa rakhiye. HUm aap sabko insaaf dila kr rahenge. Sochiye agar Prasad madam ko ye pata chale ki aap log hinsa par utar aye hao to unhe kaisa lagega. Madam ek soch hai aur wo humesha hamare sath rehni chahiye. Unke jane ke bad unki soch ko aise hum utarkr fenk nahi sakte. Aur agar aapme se kisiko bhi kisi par shaq ho ya aap kuch bhi jante ho to please MPT aake humse baat kare. Insaaf dilane me humari madad kare. Ye aise to insaaf nahi milega. Hume apna kam krne dijiye. HUm vada krte hai jald se jald gunehgar aapke samne hoga. Please hum pe vishwas rakhe.
Crowd is listening to her now. They are calmer. KS is looking at HM proudly.
Someone from the crowd: Madam hum aapko 10 din dete hai. Uske bad hum khud krenge insaaf.
HM looks at KS, they nod to each other reassuring.
HM: Manjur hai. Ab aap ghar jaiye. Aur kisiko kuch bhi pata ho MPT, Janpad jaroor aaiye. Dhanyawad.
The situation is under control now. They both take a sigh of relief. KS takes HM's hand and they head towards the jeep. KS is looking at HM, HM feels that.
HM: Kya?
KS: Aap bhot bdhiya ho.
HM smiles and KS looks at her dimple.
Back in MPT
They all are looking what HM did in TV when HM and KS enter. They start clapping.
PJ: Waah MS hum aap pe garv hai.
SS: Haan MS kya situation sambhali hai.
CC: Haan MS, leking ab 10 dino me case solve krna pdega.
HM: Haan cheeta wo to hai. HUmare sath aap sabko bhi bhot kam krna pdega. Batayiye kya kya mila aaj.
PJ: MS unki behan kal subah thane aa rahi hai. Unke kuch sathi hai jo shayad aaj morcha me bhi the. kuch se humari baat hui, shayad aapki baat sunke wo bhi aage aa jaye.
SS: MS call records me kuch khas nahi mila. Wo apna phone jyada istemal nahi krti thi. Lekin akhiri call ki Amar ko kiya gaya hai, maut se thik 20 min pehle.
HM: Good is Amar ko bulao thane me. Aur PJ aapko ji bhi unke karibi lgte hai unko bhi bula lijiye. Sab se baat krenge to hi kuch pata chalega.
KS: Kal hume factory bhi jana hai to in sabko sham me bulaiyega.
SS PJ: Ji MS.
CC: MS wo ek bhikari aya tha. Usne bola ki use ek aur baat yad gayi, usne wo chaku dekha tha, bol raha tha ki kafi chota lekin bhot sharp chaku tha aur uske piche golden me kuch likha hua tha.
HM: Matlab custom made knife tha. aise to dhundhna bhot mushkil hai.
KS: ye kisi ameer adami ne kiya hai ya phir koi kisiko fasana chahta hai. Kafi pechida hai aur abhi tak hume kuch bhi nahi mila.
HM: Milega jaroor milega. Har gunehgar koi na koi galti krta hi hai. Hume pura yakeen hai ki hum katil tak jald hi pahunch jayenge.
It is 2 hours past their duty hourd but everyone is sincerely working.
HM comes out,
HM: Chai pine chale?
Everyone goes out.
KS: MS humare ek khabri ne bataya hai ki Prasad madam ne kisiko thappad mara tha pichle hafte. Jyada logon ko ye bat pata nahi hai kyunki ye office ke andar hua tha. Us company ke malik ke bete ko mara tha.
YOU ARE READING
Sukoon wali love story: Kareena
RomansaThis story is beyond just love. Haseena Malik and Karishma Singh has a different connection, utter respect and passion for the work and each other. The fictional romance that we crave in real life.