Mission- pt 2

951 101 8
                                    

Please ignore typos! Happy reading!

———————————————————-

KS is standing in front of HM, controlling her smile. HM notices it.
HM: dekhiye KS aap hume aise blackmail nahi kr sakti. Ye mission hume dsp sir se sirf humare liye mila hai. 

KS's smile vanishes. 

KS: lekin unhone kaha ki aap jise chahe involve kr sakti hai.

HM: Haan lekin abhi hume koi bhi jaankari thik se nahi mili hai. Hume nahi pata ki khatra Ho sakta hai ya phir shayad kuch na bhi Ho. Hum nahi chahte ki aap ko kuch Ho. (Pause)
Matlab kisiko bhi kuch Ho. Hum kisi ki jaan khatre me nahi dalna chahte.

KS: MS humne to apni jaan tabhi khatre me dali thi jab police me bharti hue the. 

MS: (annoyed) in mind: kaise samjhaye inhe. Aap bhale hi taiyyar Ho lekin hum aapko khone ke liye taiyyar nahi hai. Ye kya soch rahe hai hum. 

KS: MS aap abhi hume thik se janti nahi hai. Shayad aap ke kam ka speed badha sakte hai hum. Aap Jin logon ko dhundh rahi hai unmese koi actual me hai hi nahi. Farzi documents se banaye gaye accounts hai wo. 

HM is shocked listening to KS

HM: aapko kaise pata hum kise dhoondh rahe hai?

KS: (fumbles) um.. wo.. MS sources ke naam bata to unethical hai na. 

HM is staring at her with anger in her eyes but inside she's quite impressed.

HM: dekhiye KS aap aise humare kam me dakhal nahi de sakti.

KS: wahi to. Shamil kr lijiye to hume ye sab nahi krna padega. Aap ki safety hum apni jimmedari samjhte hai. Aap ko kuch hua to khud ko maaf nahi kr payenge.
(Pause)
Matlab aap senior hai aur is thane me sabki jimmedari lene ki adat hai hume. 

HM sighs. She knows KS won't stop trying until she says yes. 

HM: thik hai. Lekin aapko ek promise krna hoga ki is mission ko hum lead Karenge. Aap hume bataye Bina kuch bhi nahi krengi. Aur akele kisi ke piche nahi jayengi. Manjoor Ho to thik hai warna aap ja sakti hai.

KS: hum vada krte hai MS aapka shabd akhiri hoga humare liye. Aur pura Lucknow janta hai KS Singh apne wade de kabhi piche nahi hatati. 

HM smiles and offers her for handshake.

HM: welcome to the mission. 

KS: thank you MS

HM: (suddenly): aur ek baat, please mpt me se kisi aur ko involve mat kijiye chahe jitni bhi unki jaroorat mehsoos ho. Hum unmese kisi ko is andhe kuve me kudne ko nahi keh sakte. Aap samjh rahi hai na?

KS feels good that HM is caring for her people.

KS: Ji MS. 

HM: Abhi aap ja sakti hai. Kal subah kahi bahar milke hum is case bare me detail me bata krenge. 

KS: Jai hind.

HM: Jai hind. 

KS lingers for a few moments looking at HM and then slowly leaves. HM notices all that and smiles looking at her back. 

HM looks at her phone, duty hours are over but she still has some work. She decides to take it home and starts packing when her phone beeps. 

Texts
KS: Hi
HM: (with ear to ear smile) Hi
KS: you left?
HM: just about to.
KS: waise thank you
HM: Kis liye?
KS: hume mission me shamil krne ke liye.
HM: 😡
KS: kya?
HM: aapne koi option choda tha humare samne?
KS: aap ko pachtane ka Maula nahi denge.
HM: wo to hum jante hai, lekin
KS: lekin kya?
HM: ye koi bada racket Ho sakta hai, hum nahi chahte the ki aap ye risk le.
KS: aur hum nahi chahte the ki aap akele ye sab karen.
HM: Hmm
KS: hum sath milke bhetar kam krenge, ek dusre se chupane me jyada energy waste hoti Haseena
HM reads her name and looks at it with widened eyes but she could react KS deletes the msg.
HM (decides to tease): kya hua? Kya delete kiya?
KS: wo kuch nahi spelling mistake tha
HM: Achha to bhejiye phir se spelling thik krke.
KS: Ji hum bas keh rahe thi ki hum sath me behtar kam kr sakenge.
HM: bas itna hi tha?
KS: Ji
KS: chaliye hum bad me baat krte hai, kuch kam hai.

Sukoon wali love story: KareenaWhere stories live. Discover now