Chapter 9

42 3 1
                                    

Ashdeep left from college. In college 2nd year students also come their. Swamun and Pandit saw Ashi was not there with others.

Swati : Avu, Ashi kaha hai?

Avu : Swati di vo Aayu ko lene uske school gai hai.

Munna : tum uske saath kyu nahi gai, usse akele jaane kyu diya?

Sid : bhaiya vo akeli nahi gai hai Randeep usse ke saath hai.

Pandit : Randeep uske saath kyu gaya hai?

Avu : vo apni choti behan Deepika ko lene gaya hai vo bhi ussi school mein padhti hai toh dono saath mein hi chale gaye.

Swati : phir bhi Avu tumhe uske saath jana chaiye tha na.

Preeti : Swati tum log itna ghabra kyu rahe ho Ashi bachi nahi hai aur Randeep bhi uske saath hai.

Munna : Preeti hum log tujhe sab baad mein batayege abhi hum log ghar chalte hai.

Jai : thik hai hum log chalte hai. Par Avu tu kaise aaegi?

Avu : Jai main Sid ke saath aa rahi hu.

Jai : thik hai aur Sid meri behan ko dhyan se lana.

Sid : Bhai aap fikar mat kijiye main dhyan se hi chalaunga.

Reem : Jannat ek kaam karo tum log bhi chalo humare ghar.

Preeti : haa aur saath mein thodi baatein bhi kar lene.

Vaish : aaj nahi Preeti phir kabhi.

Abhi : haa aur aaj maa ne jaldi bulaya hai toh sid tilu jaldi aa jaa ghar par.

Sid : ok dada.

Swati : (tenesd+hurrily) yaar jaldi chalo na please.

Reem : haa Swati duchal rahe hai aap tension mat lo hum log chal rahe hai.

They all sat on their vehicals and started their journey back to home. Munna was driving at the maximum speed. All others were worried that what happened suddenly.

Meanwhile with Ashdeep.

They both reach the at school. They saw that their siblings fighting with each other. They run to them and moved them away from each other.

Ashi : kya hua lad kyu rahe ho tum dono.

Deepu : main nahi yeh lad raha hai.

Aayu : nahi main nahi lad raha yeh lad rahi hai.

Deepu : main nahi tum.

Aayu : nahi tum.

Deepu : nahi tum.

Aayu : tum

Ashdeep : chup ho jao dono. ab koi kuch nahi bolega.

Both keep their fingers on their lips.

Randeep : ab batao kyu lad rahe the tum dono.

Both keep quite.

Ashi : ab bolo bhi tum dono kyu lad rahe the?

Aayu : di aap hi ne toh mana kiya tha ki hum log kuch bhi nahi bolenge.

Randeep and Deepika giggle, Ashi glare at them and they become normal.

Aayush recognised Randeep.

Aayu : are bhaiya aap!

Randeep : yes champ main.

Deepu : bhaiya aap iss budhu ko jante hai?

Aayu : budhu kise bola?

Deepu : ofcourse tumhe.

Aayu : main nahi tum budhu.

Deepu : nahi tum ho.

Aayu : nahi tum.

Ashdeep : chuuppp.

They both keep quite.

Ashi : ab bolo kyu lad rahe the aap log.

Aayu : di mere shoe ki lace khul gai thi toh main bandh raha tha. Pata nahi yeh kaha se aai aur takra gir gai.

Deepu : nahi bhaiya yeh jhut bol raha hai isne mujhe jaan kar giraya hai kyuki maine isse thoda sa pareshan liya tha.

Aayu : nahi maine jaan kar nahi kiya hai di' aur maine sorry bola tha jhagadne lagi mujhse.

Deepu : maine jhagada kiya, tumne jhagada start kiya tha.

Aayu : nahi...

Before they could start again Randeep interapted.

Randeep : yaar tum log kitna jhagada karte ho.

Ashi : galti dono ki thi toh sorry bhi dono bologe. Chalo dono rk dusre ko sorry bolo.

Aayu : par i..

Ashi : (stermly) Aayu maine bola na.

Aayu : thik hai (to Deepika) Sorry.

Randeep : Deepu tum bhi bolo.

Deepu : sorry.

Ashi : chalo ab friends ban jao.

Aayu/Deepu : main aur iska/iski friend kabhi nahi.

Ashdeep : Aayu/Deepu.

Aayu/Deepu : acha thik hai.

They both shake hands.

Randeep : chalo abhi hum log ghar chalte hai.

Three of them nodded and went in parking area. Ashdeep sat on their respective vehicals with their siblings. In the whole journey Aayush and Deepika were teasing each other and Ashdeep were smiling at their antics. Soon they reach their colony. Four of them bid by to each other and went home. As soon as Ashi enter the house she was bombared with Questions.

Munna : Minne tum akele kyu gai?

Pandit : hum mein se kisi ek ko bula leti.

Swati : wahi na aur tu thik toh haina?

Ashi : ek min (to Aayu) bacha abhi tum jao apne room mein freshen up ho jao. (To Swamundit) main bilkul thik hu bhai, di aur aap log itna tension mat lijiye. Aur main akeli kaha thi Randeep bhi toh mere saath.

Muuna : kuch bhi ho aaj ke baad tu hum teeno mein se koi ek tere saath hoga.

Swashi : nahi.

Mundit : kyuuu!!!!!

Ashi : kyuu nahi, bhai aap dono meri baat suniye. Mujhe pata hai aapko meri chinta hai pehle jp bhi usse aap log dar gaye hai, par aise dar ke toh nahi jee sakte na hum log.

Swati : aur hum log Mumbai nai shuruwat karne aaye the toh purane dar ko bhi bhula do. Hum log Ashi ko band ke bhi toh nahi rakh sakte na. 

Pandit : haa tum dono sahi bol rahi ho, par humein badalne mein tohda time lagega.

Ashi : bhai aapko kisne bola badalnr ke liye, aap wo protective bhai hi ache hai. Bas aap log jayada tension mat lijiye. Vaise kuch khane ko milega mujhe bahut bhuk lagi hai. 

All of them smile at her cuteness. Soon Aayush also join them and all had lunch with laughter and masti.

At Nandra house.

All reemneet and Preejai were sitting in the living room after freshing up.

That's it for today.

How was the chapter?

Please vote and comment.

Co-author:- notyourclichechic

Love you all 😘😘
Riya & Mansi

Dosti hi pyar hai Where stories live. Discover now