family friends 😳

184 9 0
                                    

varanj and siya went to kumar and gouri
varanj : kumar mere dost
Both are hugged
siya : jiji
Siya and gouri also hugged
Then they broke the hugs
gouri : kaise ho siya
siya : bilkul thik aur aap
gouri : me bhi😄
kumar : itne saal hogaye tumhe dekhkar
varanj : ha kumar aur tum toh itne saalo me rk baar bhi nahi aaya wahi reh gaye the hume toh bhul hi Gaye
kumar : aree aisa nahi hai varanj waha job ke wajah se itna busy hogaye the ki yaha aane ki samay hi nahi mila
varanj : chal koi baat nahi waise mumbai kab aaye hai
kumar : kuch dino pehle hi aaye hai me toh kuch din pehle hi soch raha tha ki ekbaar tumse milu
Siya : waise aapke bachhe hai ?
gouri : aree ha siya hum toh yaha humesha keliye aaye hai mere bada beta hai na basant woh 5saal se yehi reh raha hai teacher job hai uska aur 2saal pehle uska shadi bhi Hui thi
siya : aree .... Bhai sab basant ka shadi hogayi aur hume bulaye hi nahi
Varanj : ha kumar....
Kumar : na bulana kya varanj hum toh post wedding card bheje the
gouri : ha hume laga aaplog house shift hogaye ho
siya : nahi jiji wahi Ghar hai par hume toh kuch bhi card nahi mila
varanj : achha koi nahi shayad post hone me kuch gadbadh hua hoga
Chalo ab tum dono humare sath humare ghar aa rahe hai bas
gouri : nahi Bhai sab bura mat maaniye ga bachhe Ghar pe hai humare intzar kar rahe honge
siya : aree jiji chote bachhe thodi na hai
Gouri : nhi siya hum toh bolke aaye hai ki jaldi wapas aayenge khana bhi banayi thi me
kumar : ha varanj achha ek kaam karte hai tum dono humare Ghar aao humare sath
siya : par abhi humare sath bachhe bhi aaye hai
gouri : toh unhe bhi le jaayenge kuch kaam hai bachho ko?
varanj : aree nahi bhabhi ji koi kaam nahi .... Chalo thik hai par ha aana toh humare car me ...
Kumar : par.....
varanj : par var kuch nahi bas chalo
kumar : thik chalo
While going to car siya and gouri and siya talking Like this
gouri : achha siya tumhe toh ek hi beti na toh bachhe?
siya : nahi jiji dusri beti bhi Hui hai 7th class padh rahi hai
gouri : achha.... Toh mallika ko behen Hui hai
siya : ji
On the other side mallika sat in driving seat anushka sat besides of her
anushka : didi kab Tak aayenge mummy pappa mujhe bore ho raha hai
mallika : aajayenge thoda toh sabar rakho
then they have reached car
varanj : bachho ek baar bahar aao
then they came out of the car
Varanj : kumar yeh hai mere sherni mallika
Mallika beta yeh mere bachpan ka dost hai aur yeh uska patni
mallika (with smile) : namaste uncle
Kumar (by rubbing smoothly on her head) : namaste beta
mallika : namaste aunty
she rubbed her head smoothly with happiness
gouri (by seeing at siya) : mallika!!!!
siya : ha... aapke laadli
gouri : itni badi hogayi
Varanj : aur yeh hai mere choti mirchi anushka
anushka : namaste uncle
kumar : namste beta 😄
anushka : namaste aunty
gouri : namaste beta 😄
Varanj : achha ab chalo sab baitho
mallika beta gaadi start Karo
mallika : ji pappa
then they all are sat in car
mallika driving the car and anushka sat besides of mallika
remaining 4 are sat behind...
varanj showing city to kumar and talking all the memories
gouri and siya also talking many things
Anushka whispered to mallika
Anushka : didi
Mallika : hmm....
anushka : pappa aur uncle toh bachpan se dost hai toh woh dosti hoti hai par mummy aur aunty bhi itni pakki dost hai
siya : kya hai Anu kya fusur fusur kar rahi hai mere bare me ha
anushka : me kya fusur fusur karungi mummy
mallika : haha nahi mummy yeh surprise ho rahi hai ki pappa aur uncle ke sath sath aap aur aunty bhi itni pakki dost hai
siya : ha kyu na rahegi jabse meri shadi hui hai tabse yeh meri saheli,behen aur jo bhi naam hai woh sab kuch jab tak yeh mumbai the tab Tak issi se me apni Dil ki sare baatein batati thi samjhi meri mirchi rani
Anushka : ha ha samajh gayi mujhe specially mention karne ki jarurat nahi
gouri : siya anushka na thoda sumedh jaise baat kar rahi hai woh bhi bachpan me aise hi nagchada hota tha
Mallika : sumedh!!?
Gouri : ha mallika mere dusra beta bohot hi achha ladka hai heera matlab heera hai mere beta
mallika : achha...
Mallika(in mind): offo mallika kya tum bhi ek naam alag logo ko nahi ho sakti kya yeh woh nahi hoga
kumar : ha ha tumhare laadle ko tum hi taarif karo ... Woh uska Janam kundli thodi na puchi hai
gouri : aap Nazar mat lagayiye ga mere bete ko
siya : Bhai sab har maa aisa hi hoti hai ha woh apne saare bachho se pyar karti hai ha woh apni beti se bhi pyar karti hai par bete se thoda aur pyar karti hai jaise har baap beti ko zyada pyar karte hai
gouri : ha siya bilkul sach kaha
After sometime they have reached home
mikku : aap sab andar jao me car park karke aati hu
Then they all leaved from there
Then they all are went into the house
Kumar : bachho idhar aao
basant,monika, Ishita, shivya & sumedh went to them
Gouri : bachho uss din humne kaha tha na tumhare pappa ke ek dost hai yeh wahi hai aur yeh unki patni aur yeh unke choti beti anushka
Basant, monika, Ishita, shivya & sumedh at once : namaste aunty namaste uncle
Varanj : namaste beta
Anushka : hello all
They all : hello anushka 😊
Siya : jiji bachhe itne bade hogaye
varanj : aree kyu na ho
20saal beet gaye waise kumar itne saalo ke baad tumhare bachho ko dekhkar badi Khushi Hui hai
Kumar : mujhe bhi tumhare bachho ko dekhkar utna hi Khushi Hui hai varanj
Gouri : achha ab bas pehle baithiye chai peene ke baad aaram se baat kijiye aayiye
Then they all are sat down
Siya : jiji ab yeh toh batiye ki kon basant hai kon sumedh hai itne bade hogaye ki pehchan hi nahi paa rahi hu
Gouri : woh hai basant (pointing basant)
Woh hai sumedh (pointing sumedh)
Woh hai Ishita aur shivya (pointing Ishita & shivya)
Aur woh hai humare bahu monika (pointing monika)
sirf rishta me bahu hai par beti hi lagti hai lagta hai nahi ki hum isse 2saal se jante hai aisa lagta hai ki hum isse 20saal se jante hai
Siya : sumedh beta tumhe yaad hai tum sab humare ghar aate the aur humare beti se toh bohot khelte the yaad hai
After thinking he remembered
Sumedh (excitedly): mikku!!!!!
siya : aree wah tumhe ab bhi yaad hai
Sumedh : ha aunty woh aap logo ke sath nahi aayi
Siya : aayi hai car park kar rahi hai
Gouri : waise kafi der hogayi ab tak nahi aayi ?
Siya : wahi me bhi dekh rahi hu jiji lagta hai ki usse office se koi phone call aaya hai isiliye ab tak nahi aayi
A/N : that's only happened while she coming out from car she got important phone call so she still in the car
sumedh (in mind): woh ......
Itne saal hogaye pata nahi par woh mujhe bohot achhi lagti thi uski innocence uski smile uski sab kuch
Surprising ki baat yeh hai ki ab bhi wahi feeling hai Aaj bhi usse Milne keliye bohot Mann kar Raha hai pata nahi kaisi dikhti hogi
gouri : aree kabka aaye hai aaplog ruko me chai banake lati hu
She went to kitchen
But there is no milk
so she sent sumedh to bring milk packet {milk shop is just infront of their house}
He went to shop mallika still talking in phone sumedh has seen their car but didn't seen mallika as she is inside of the car
He took milk packets and going into house
Mallika finished her phone call but she is seeing some message while seeing message she walking to house
She is walking behind of sumedh but didn't noticed him he also didn't noticed her
Due to her concentration on phone she dashed sumedh
He turned to her
Both are shocked
{Both are once}
Sumedh : aap
Mallika : tum
Mallika (angrily) : tum yaha kya kar rahe ho
Sumedh : woh toh mujhe puchna chahiye aap yaha kyu aaye ho
Then siya has came
Siya : aree kya hua ...
Mallika itni der kyu hogayi kya hua
Sumedh : aunty aap isse jante hai?
Siya : sumedh beta.... Yehi mikku hai
Then he is seen at mallika stunned
{Cannot express his feelings in words}
Mallika : mummy yeh yaha kya kar raha hai
Siya : mallika .... Iska Ghar hai yaha nahi toh aur kaha hoga
Gouri aunty batayi thi na sumedh.... Yeh wahi hai beta
Mallika : kya.... Matlab woh aur yeh ....
Siya : ha ....
He is just staring her
That's it for this part
What happens next
?
how they will behave with eachother after knowing this ?
To know this wait for next part
Till then stay tune
Radhe Radhe 💛

aapke bin hum honge adhure {COMPLETED} ✅Where stories live. Discover now