they both reached temple mallika : mujhe toh laga sir ji late aayenge sumedh : me kabhi late nahi karta aap hi late karti hai chaliye andar they both went into temple they prayed god and gave the invitation cards to priest mallika : pandit ji, hum dono ka shadi ho rahi hai yeh dono cards hum dono ke taraf se bhagwan keliye hai thoda achhe rakhiye aur pooja kijiye pandit : zarur woh dijiye she gave cards the invitation is like this sumedh side :-
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
mallika side :-
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
{a/n : so yes, it's made by me only.. that radhakrishna,sitaram,flute & peacock feather and that shubh vivah templates are added by me only the background only taken from Pinterest and matter is inspired by some wedding invitation and the text written by me it's my first trial please give your reviews on this 🤧} mallika : sumedh yaad hai na pehle kisko dena hai sumedh : ha pata hai yeh kaise bhul sakta hu abhinav ko dena hai chaliye uska office chalte hai after sometime they reached abhinav office and gave him wedding invitation abhinav : so finally tum dono ki shadi ho hi rahi hai i'm so happy for you both sumedh : sirf yehi nahi aapko humare shadi me jarur aana hoga mallika : ha uss din toh koi bahana nahi chalega abhinav : aree definitely i will come once again congratulations you both sumellika : thank you! they left from there when they get outside mallika : sumedh, abhi bas 15din bachhe hai aur itna saara kaam bacha hai sab kuch hojayega na time pe sumedh : mallika ji aap tension lijiye sab hoga agar hum worry hokar karenge toh kaam aur badh jayega agar hum khushi kardenge toh sab hojayega aap chinta mat kijiye ha mallika nodded days are going on Basant and monika went to monika native monika : maa... jaya : aree monika Basant ganesh ji monika aur basant aaye hai basantika went inside jaya taken sandeep jaya : haye mera bachha! itne dino ke baad aaya hai she kissed at his cheek ganesh : itne dino ke baad aayi ho beta kaise ho monika : me thik hu papa aap dono kaise hai jaya : hum bhi bohot achhe hai beta Basant tum kaise ho Basant : bohot achha hu maaji ganesh : baitho baitho they all sat Basant : papa, yeh lijiye sumedh ke shadi ke card they taken the card ganesh : hmm..... bohot achha hai monika hume pehle hi batadiya sumedh ke shadi ke bare me Basant : actually maa baba nahi aa paaye kuch reasons ke wajah se isiliye hume aane pada ganesh : aree koi baat nahi beta tumlog aaye hai yehi bohot badi baat hai monika : maa papa aap dono shadi ko zaroor aayiye ga ganesh : ha beta zarur aayenge kyu jaya jaya : ha zarur aayenge Basant : achha papa ab hume chalna chahiye abhi bohot logo ko baatna hai jaya : aree beta abhi toh aaye hai monika : sorry maa time bohot kam hai agli baar 2,3 din tak rahungi ganesh : jaya shadi ke ghar me kitna kaam hota hai jaane do unnlogo ko jaya : achha thik hai agar agli baar nahi rahi na chodungi nahi tumhe monika smiled and nodded after a couple of days sumedh parents went to kanan house they gave the wedding invitation to kanan parents savitri : waise shadi kuch jaldi toh nahi kar rahe hai gouri : ha behen ji par kya kare pandit ji ne bola ki yehi ek maatr muhurat hai iss saal me agle saal toh bohot kam muhuratein hai kab kya hojaye kya pata isiliye itna jaldi karna pad raha hai ramesh : baat toh sahi hai kumar ji aaplog bilkul chinta mat kijiye kanan ko me boldeta hu woh waha sab sambhalega Basant akela nahi hoga kumar : aapka bolne ki zarurat hi nahi hai ramesh ji kanan toh humare teesra beta hogaya hai savitri : Ishita kuch kam hai kya woh toh bahu se zyada beti bann gayi ramesh : ha yeh toh hai kumar and gouri smiled like this sumedh family and mallika family distributed wedding invitation cards days are going on now only 1week is left for marriage sumedh family ladies and mallika family ladies went for wedding shopping kumar and varanj at home (sumedh home) varanj : kumar, tumhe kabse ek baat puchna chahta hu kumar : pucho na varanj : tumhare bhaiya,bhabhi tumhare chota bhai aur uske patni aur tumhare maa yeh sab kaha hai ab aur yeh log toh Ishita ke shadi me dikhe hi nahi kyu? kumar took a breath kumar : 6saal pehle humare beech jhagda hua hai jhagda matlab hum teeno ke beech nahi mere dono bhaaiyo aur mere beech bhaaiyo ke patniya aur gouri ke beech har pariwar me jhagde aate rehte hai varanj aur woh sulajh bhi jate hai hua toh galat fehmi hi lekin baat aayi humare aatma samman par toh unlogo se rishta todna pada varanj : lekin tum toh unlogo keliye kitna pyar dete the toh tumhare bare me galat fehmi kaise ho sakti hai kumar : hua hai varanj samay ke saamne kismat ke saamne hum hai hi kya waise shayad unlogo keliye hum paraya hogaye lekin mere liye nahi isiliye card me maa aur baba ka naam likhwaya aur card bhi bheja jaise Basant ke shadi aur Ishita ke shadi ke time pe bheja tha lekin mujhe nahi lagta ki woh log aayenge varanj : aur tumhare maa unka kya hua kumar : bhaiya ne bola ki agar maa unlogo ke paas rahegi toh mujhe bhulna padega aur agar humare paas hogi toh unlogo ko bhulna padega maa keliye yeh toh na mumkin hai kisi ek ko chunna unke liye bohot mushkil hai isiliye meine usse bola ki 2beto ko khone se behtar 1beta ko khona hi achha hai woh apne dil ko patthar banakr mere baat maani varanj : 1galat fehmi ek bhai ko apne bhaiyo se dur kardiya sach me bhaaiyo ke beech ek bhi galat fehmi nahi honi chahiye agar ho bhi jaaye toh apas me sulajhni chahiye ekdusro ko samajhni chahiye warna uss bhaaiyo ka rishta hi tut jaati hai.. lekin iss vishay me tum bohot lucky ho kumar. Basant aur sumedh toh aisa bilkul bhi nahi hai jo 1galat fehmi ke wajah se apne bhai ka aatma samman par hi aajaye then Basant and sumedh entered there they both are coming being talking happily then they seen kumar and varanj sumedh : kya hua baba kumar : nahi beta kuch nahi varanj : ha ha beta hum bas aise hi baat kar rahe the sumedh : achha then again sumedh became busy in talking with Basant they both seeming very very happy kumar is seeing them kumar : uss vishay me toh me sach me bohot zyada lucky hu varanj jabse sumedh paida hua hai tabse Basant apna jaan laga leta hai sumedh keliye inn dono ke beech bohot saare jhagde hote hai lekin humare tarah kabhi alag nahi hue mujhe toh lagta hai ki Basant sumedh ke dusre baba aur sumedh Basant ke pehla beta sumedh ko jab bhi low feel hota hai woh Basant ke paas chale jaata hai kyuki uss samay par sirf Basant hi usse sambhal sakta hai aur basant ke gusse ko monika ke baad koi sambhal sakte hai toh woh sumedh hi mujhe pura yakeen hai ki inndono ka yeh rishta kabhi nahi tutegi varanj : aur monika usse tutne bhi nahi degi aur mallika bhi kumar me sach bol raha hu me mallika yehi bolke tumhare ghar bhejunga ki kabhi bhi .... kabhi bhi Basant aur sumedh ko alag hone ka apne rishita todne ka situation mat dilao agar aisa situation aata bhi toh zyadatar usse suljhane ki koshish karo kumar : tumhe kehne ki zarurat nahi hai varanj jab bhi inn dono ke beech koi jhagda aati hai toh pehle mallika hi sulajh leti hai waise jab tak monika aur mallika rahenge mujhe nahi lagta ki yeh dono apne rishta todne tak jayenge unn dono inn dono bhaaiyo ko sambhal lete hai varanj : ha yeh sach hai both are smiling laughed {a/n : this emotion is between smile and laugh and i don't know what to say that in English that's why i named it as smiling laugh 🤐😂} next day is ganesh puja
that's it for today's part first time for the first time i have published 2parts in one day 😁 so i hope you all like it stay tune for more parts Radhe Radhe 💚