lost company & house 😟

64 5 3
                                    

Sumedh : Siddharth apna phone do
He checked both messages
Sourabh : kya hua
He taken Abhishek phone
He readed and shocked
Basant : bataao bhi kya hua
Sourabh : company se message aaya ki iss company ki saare employees ko hataaya jaa raha hai
Everyone got hell shocked
Basant : kya....
Then basant and kanan checked those messages
Vidyavati : kahi koi mazak mein aisa bheje toh nahi
Kanan : ji nahi
Yeh company se hi aayi hai yeh real mail hai
Abhishek : mallika bhabhi itni achanak aisa....
Sumedh : nahi abhi
Mallika ji aisa bilkul nahi kar sakti kuch toh gadbad hai
On the other side
mallika and priyana are with shivya and bhuvana in kinshivya room
Bhuvana is in shivya lap
Mallika : bhuvana achhi bachhi ho na yeh tonic peelo
Bhuvana : nahi peena hai 😭
Mallika : beemar chali jaayegi bas thoda sa dekho zyada nahi hai
Shivya : achha jab papa aayenge na tumse hi rahenge agar tum thik hojayegi toh khub khelenge tumse
Thoda sa peelo
Mallika : achha woh dekho waha kya hai....
Bhuvana looked at other side and mallika poured tonic in her mouth and made her swallow that
Mallika : hogaya.....
Dekha bhuvana kitni achhi bachhi hai peeliya usne tu toh bahar fekegi 😒
Priyana : mai koi bahar nahi fekti aap bahar fekti hai 😾😤
Mallika : yeh gussa toh humesha aage hoti hai
Then she got call
Mallika : lo bhuvana tumhare maamu ka phone aagaya
Thoda sa bahar aaun bas aajaate hai phones
Tumhare maamu bhi na
She lifted call
Mallika : batao
Sumedh : mallika ji hume ek mail aaya ki company ke sabhi employers ko hataya jaa raha hai
Mallika : kyaaaaa.....
Nahi sumedh aisa nahi hai koi fake mail hoga thik se check kiya na
Sumedh : ha mallika ji check kiya humne yeh company ke main account se hi hai
Then kinshuk came to mallika
Kinshuk : mallika yeh kya mail bheji tumne sabhi mujhe aur managers ko phone kar rahe hai
Mallika : nahi bhaiya meine aisa kuch bhi nahi kiya
Sumedh mera vishwas karo mai aisa karungi
Sabhi employers ko ek hi message aaya yeh kaise woh bhi company ki real account se.....
Sumedh : achha aap shant hojaaiye situation ko achhe se sambhaliye tab tak mai bhi aajaunga kuch nahi hoga ha mai aa raha hu
Call cutted
Sumedh : bhaiya mai ghar jaa raha hu kya ho raha hai phone karke bataunga ha
Abhishek : bhaiya mai aur Siddharth bhi aayenge
Anushka : mai bhi aaungi jiju
He nodded and left from there with them
Vidyavati : hey bhagwan ab ek aur....

On the other side
Mallika came out to hall
Shivya also came there by holding bhuvana
Priyana and hansh went to her
Everyone are there in hall
Durga Devi : yeh sab kya hai mallika yeh kinshuk kya bol raha hai
Mallika : dadi sach mein.... Yeh meine nahi kiya hai
Varaakshi : humme se koi bhi nahi toh kon kar sakta hai woh bhi company ke main account se
Voice : mai samjhaaun?
Everyone seen at door way
It's vinay
He came inside
Mallika remembered who he is and got shocked
Mallika : vinay....
Vinay : ji mrs.mallika I'm vinay....
Aapko meri naam yaad hai lekin mere baatein nahi
Varanj : mallika beta kon hai aur kya hua
Vinay : yeh kya hi batayengi sir mai hu na mai bataunga
Mallika looked at him
Vinay : mai vinay industrial company ke owner vinay hu
Recently meine inko ek offer diya aur isne mana kiya meri offer ko
Mallika : papa inke company illegal activities ko support karte hai agar mai inke deal accept karti humari company ko hi bad name aayegi
Vinay : that's why you have to suffer Mrs.mallika.....
Aap log confused haina ki agar isne nahi bheji toh kisne bheja
It's me.....
Mallika : how?
Vinay : because I have hacked your company main account and one more truth now ravindra industries is no more yours
They all seeing him in shock
Mallika : whattt?
Vinay : yess....
Because..... It's mine now.....
Kinshuk : kya bakwas kar rahe ho
Vinay : bakwas nahi sach hai kadwi sach!
Then sumedh, abhishek, Siddharth and Anushka arrived there
Sumedh : kya hua mallika ji
She looked at him
Then kinshuk explained whole thing
Siddharth : yeh kaise ho sakta hai
Vinay : wait mister wait woh bhi}ata chal hi jaayega aap sabko
Lawyer ji....
Then a lawyer came there
Lawyer : dekhiye iss company ki developer and first owner
late mr.ravindra apne aakhiri time pe inke father late mr.sitakant ke paas karjaa liya
Uske liye sitakant ji ne yeh sharat rakha ki agar unhone karjaa nahi utaarenge toh unko aur unke beta vinay ji ko aur unke aage ke generation ko uss company par pura adhikaar hai aur kabhi bhi aake uss adhikaar ko le sakte hai
Vinay : ab aap jaa sakte hai
Lawyer left from there
Mallika : dadi..... Yeh sach hai?
Varanj : maa mere saamne kabhi aaya nahi Hume bataayi hi nahi aapne
Varaakshi : thik se yaad karo maa shayad baba kabhi bataaye honge iss maamle ke bare mein
Durga Devi started thinking and got remembered
Durga Devi : ha.... Lekin meine toh sabke karjein utaar liya iske pita ke karja bhi utaardi
Vinay : iska koi sabudh hai?
Durga Devi : matlab?
Vinay : matlab maaji...
Koi debt settlement documents hai aapke paas?
Nahi....
Aapne utaara ya na utaara yeh bataane keliye meri pitaji bhi jinda nahi hai
Isn't it enough to take your company?
Durga Devi : galat kar rahe ho tum!
Vinay : woh toh kabka aapke poti ne karli maaji...
Meri offer ko mana karke
I can handover the company at anytime lekin pata hai meine kyu woh message bheja hai?
Kyuki.....mujhe tumhari badnaami karna tha
Yeh company naam keliye meri hogi lekin yeh run nahi hogi employers nahi honge toh kaise work karega kaise run hoga
These are circumstances of denying my offer
Tum akeli nahi ho mrs.mallika tumhare jaise bohot logo ko yu sadak pe laaya meine
Ab yeh company mera hai.....
Lekin..... Sirf company lene se maza kya aayegi yeh ghar meri naam pe honge
Mallika : nahi..... tumhe sirf company aa sakti hai ghar nahi
Vinay : nahi aa sakte jaanta hu lekin....
Tumlog mujhe de toh sakte na
Mallika : nahi denge bilkul nahi
Then he looked at priyana
Vinay : beti haina
Mallika : dekhna bhi mat bol rahi hu tumhe
Sumedh glaring at vinay
Vinay : achha......
He immediately went to priyana
Sumedh, kinshuk and neerav blocked his way
Others got tensed
Priyana got scared and holden shivya saree tightly
Mallika : priyana.....😨
Sumedh grabbed his collar
Sumedh : kya kar rahe ho
He said in high rage
Vinay : cool Mister cool kyu itna bhadak rahe ho
Mai toh bas iski gaal pinch karne aaya tha badi cute hai
So cute baby
He pinched her cheek
She immediately ran to mallika and hugged her tightly
Mallika wrapped her hands around her
Vinay : ab bas gaal pinch kiya lekin kal......
Kal isko.....
Sumedh : sochna bhi mat.....
Bohot bura haal hoga tumhara
Vinay : why? Ohh.... I forgot you mr.sumedh right?
Husband of mallika and father of priyana
Dekho Mr.sumedh tum ek aam aadmi ho aur ab tumhare patni aur uske pariwar paas company bhi nahi hai
Aaj company ko udaaya toh shayad tumhare beti bhi....
Samajh rahe ho na
Mallika got afraid
Sumedh : tumhe sach mein lag raha hai mere hote hue bhi tum mere beti ko kuch bhi kar paaoge
Vinay : toh tumhe bhi hataa dunga
Yeh toh mere everyday kaam hai i can do anything to satisfy my ego
Chaahe kisika jaan hi kyu na lena ho
Mallika : nahi...... Tum Aisa kuch nahi karoge
Vinay : agar nahi karna hai...
He went to her
she hided priyana
Vinay : toh tumhare dadi ki jo bhi vaaras hai
Yeh ghar meri naam pe honi chahiye
Understand!!
Agar nahi hoga toh your daughter will be in a deep danger
Tumhare pati bhi nahi bacha sakta
Sumedh : you definitely don't know me
Mallika : sumedh....
She nodded like no
She frightened
Varanj : tumhe meri beti ko itna daraane ki jarurat nahi hai....
Maa bachhi ki jaan ki baat hai hum risk nahi le sakte ghar chaahe toh firse banaa sakte hai agar priyana ko yeh kuch bhi karega na tab..... Na hi priyana bachegi na hi mallika...
She started thinking and sighed
Durga Devi : thik hai
Yeh ghar mera aur mere dono bachho ke naam pe hai documents ready kijiye
Vinay : kitna achhe hai aap maaji turant maan gayi
Soon the documents reached there
Then Durga Devi, varaakshi and varanj signed on it with a heavy heart
Vinay : so from now onwards this house is MINE
Ab niklo yaha se.....
Ohh.... Pss.... Itne saalo se rahe aur ab achanak se kaise jaayenge
Abhi mai jaa raha hu exact after 1 hour I will come back
Tab Tak bahar khadi rehni chahiye warna I have to show my power
He left from there
Durga Devi collapsed on sofa
Durga Devi : hogaya sab hogaya
Tumhare baba ki mehnat sab paani mein behgaya
Mallika closed her eyes in pain
Sumedh patted her and she looked at him
He sent priyana to shivya
Siya : humare peeche pura pariwar hai varanj ji
Hum unhe sadak par toh nahi laa sakte na
Varaakshi : toh kya karenge
Nahi bataiye aap kya karenge hum
Aree na jaane konsa bhut pakda hai humare pariwar ko kabse ek ke baad ek hote hi jaa rahe hai nuksaane
Zalak : mummy taane sunane ka nahi aage sochna ka hai
Ab hume ghar nahi hai na hi company
Humare upar koi chhat nahi hai
Kinshuk : kaise karenge didi ghar mein do bachhe hai pura pariwar hai
Mai toh kuch process hi nahi kar paa raha hu
Varanj sat down on sofa
Siya kept her hand on his shoulder
Neerav : kinshuk tum toh aise baat kar rahe ho jaise jindagi hi khatam hogayi
ha ab tumme se kisiko bhi income source nahi hai lekin mujhe hai......
Maa mera koi pariwar nahi
Jabse meri maa guzar gayi tabse aap hi mera pariwar hai
We will lead our life
Kahi na kahi chale Jaayenge
Kinshuk : yeh itna easy nahi haina jiju
Kaha jaayenge kaha rahenge hume ghar kaha milegi
We don't deserve this
Yeh humara Ghar hai humare company hai bina koi galti se hum aise kaise chod sakte hai
Aur woh hume blackmail karke ghar lejayega...
Agar ab chup rahenge toh yeh ghar aur company kabhi nahi milenge
Sumedh : kinshuk ab kya fight back karenge toh Ghar aur company aajaayenge?
Nahi aayenge saalo lag jaayenge tab tak humara survival ko hi rokde?
Kinshuk kabhi kabhi peeche hatna hi thik hota hai kyuki humme taakat nahi hota hai
Agar hum thodi der chup rahenge toh aur taakat hogi jisse hum fight back kar sakte hai
Hum karenge kinshuk lekin ab nahi
Ab fight back karna hume hi nuksaan hoga
Abhishek : lekin karenge kya bhaiya
Hume jobs chale gaye Inko toh company ke sath sath ghar bhi chali gayi
Bachhe hai bade hai pregnant ladies bhi hai
Sumedh : agar sochna shuru karenge toh sab hoga Abhishek
Par hum sab toh chinta karne mein gussa karne mein hi Lage hai
Varaakshi : noubat jinpar aata hai wahi samajhta hai tumlog toh sirf apne noukari hi khoye ho lekin hum apna ghar khogaye tum log toh apne ghar chale jaaoge
Sumedh : aap bhul rahe hai iss ghar ki do betiyan ab bhi yaha khadi hai apne patiyo ke saath
Aap apne ghar ki do betiyan aur ek bahu ko bhul gaye
Thik hai bahu par waise hi vishwas nahi lekin betiyan par bhi nahi?
Varanj : aisa nahi hai beta hum jaante hai ki mallika aur anushka humare dukh ke pal mein bhi khade rahenge aur shivya bhi
Aur tum sab bhi
Lekin beta mai nahi chahta ki tum sab inn sabka saamna karo
Mallika : kyu nahi papa
Asal mein meri wajah se yeh sab hua na
Agar meri wajah se na bhi hoti tab bhi mai yaha khadi hoti
Anushka : ha papa hum nahi jaayenge
Jab tak koi hal na niklegi tab tak hum sab
Zalak di neerav jiju sumedh jiju mallika didi mai aur Siddharth aapke saath nahi chodenge hum aapke saath hi rahenge
Varanj : itni badi baat boldi wahi kaafi hai beta
Lekin tumlog....
Mallika : papa...
Mai already bohot guilt feel mein hu mujhe aur guilt mat karaaiye aapko haath jodti hu
She said this while joining her palms with tears
Varanj : nahi beta....
Tum log karenge bhi kya ab kya hal hogi
Thik hai hum bade tum chote kya karenge ab batao
Sumedh got an idea but hesitating about circumstances
But finally decided to tell it as no option is left
Sumedh : papa...
Mai ek baat kahu
Varanj : kaho beta
Sumedh : aap sab..... Humare ghar aayenge?
They started seeing one another faces
Varanj : nahi beta yeh nahi ho sakta
Anushka : jiju....
Shayad papa sahi bol rahe hai
Practically sochiye already ghar pe 3 families hai
They got confused
Mallika : matlab?
Siddharth : matlab bhabhi....
Jab uljhane honge toh sulajhne ka samay bhi aayega na woh samay aur hum sab ek hi ghar mein rehna ka faisla liya
Anushka : agar hum sab ek hi ghar mein rahenge toh sabko takleef ho sakti hai
Mujhe ya unlogo ko nahi hogi lekin inn logo ko ho sakti hai
Sumedh : aur koi option bacha bhi hai kya Anushka?
Ha mai jaanta hu sabko takleef hogi lekin
Sadak par sone se yeh behtar nahi?
Varanj : nahi beta mai nahi chahta ki tum logo ko koi bhi takleef ho
Itne mushkilon ke baad sab mile hai aur abhi tum teeno ka bhi toh jobs chale gaye toh hum kaise...
Sumedh : papa agar aapko kuch takleef hogi toh bataiye lekin hume nahi hogi
Waise yeh thodi na hai ki aap sab waha baithenge
maa aur bhabhi akele sab kaam karenge nahi na
Sab milkar kaam karenge toh na hi kisipar burden hoga na hi kisipar guilt
Thik hai dadi aur bua ko achha nahi lagta na unhi se puch lete
Dadi ji aapko toh humare ghar ko guest jaisa aane se takleef hoti hai isse takleef nahi hogi?
Durga Devi started thinking
After sometime
Durga Devi : thik hai
Hum sab kumar ke ghar jaayenge aur wahi rahenge
Varaakshi : maa thik se socho
Durga Devi : nahi varaakshi yehi sahi hai shayad
Mai nahi chahti ki meri bachhe ko sadak par tadapna pade
Sumedh : lijiye dadi ji bhi Maan gayi ab bhi nahi?
Varanj : thik hai lekin ekbaar kumar ko phone karo
Sumedh called to kumar and turned on speaker
Kumar : ha sumedh kya hua
Everyone payed their attention to that call
Sumedh : baba sabhi waha hai?
Kumar : ha beta sab hai
Sumedh : ekbaar speaker on kijiye
Speaker turned on
Sumedh explained whole thing
Sumedh : ab aap bataiye baba yeh sahi hai?
Baaki logo ko koi takleef toh nahi hogi?
Kumar : ha beta bilkul sahi hai
Aur baaki logo ko bhi koi takleef nahi hogi
Kyu bhaiya
Surendar : aree ha.. agar rishtedar jarurat pe kaam na aaye toh aur kab aayenge
Dekhiye ab aap kuch bhi mat sochiye hum kuch bhi nahi sunenge
Jab tak aapke ghar aur company wapas nahi milti tab tak aap yehi rahenge
Varanj : nahi nahi aise kaise
Dekhiye ab aa toh sakte hai lekin...
Fir baad mein kiraaya ghar dekhenge
Ravindar : aap bhi na varanj ji aree jab hum sab saath mein toh kiraaya ghar kisliye
Kumar : mai jaanta hu tum kya soch rahe ho
Humpar koi bhoj nahi hoga
Bhoj tab hoga jab sabka kaam ek hi insan kare
Hum toh milkar kaam karenge
Hum sab milkar apne zindagi bitaayenge aur fight back bhi karenge
Thik hai agar inn dono families mein kisiko bhi Lage ki yeh sahi nahi ho raha hai adjust nahi ho paa rahe hai takleef ho Rahi hai toh tumlog dusra Ghar dhundna shuru karo
Varanj started thinking
Varanj : thik hai jaise tumlog kahe
Everyone felt happy in both houses (ofcourse except two)
Basant : sumedh hum aaye?
Sumedh : nahi bhaiya agar jarurat ho toh phone karunga
Call cutted
Varanj : ab sabhi jo jo important cheezen hai jinse yaadein Jude hai
unhe bahar leke chalo
After sometime they packed their most important and priceless things packed
Atlast it's time to leave
Elders and abhishek already went out
cousins and their life partners are there
Mallika keep seeing the walls of house
Sumedh holden mallika shoulder
She turned to him
Mallika : dekhke aayenge?
She nodded like yes
Sumedh : thik hai dekh lijiye apna ghar ko bhuliye mat yeh ghar firse wapas AAYEGI
Chalo bachho
Shivi, neerav, Siddharth chalo
They left from there
Mallika and Anushka are at both sides of zalak
Zalak holden mallika and anushka hands
Kinshuk is front of them by folding his hands
They seeing the house very emotionally
They recalled each and every memory of them
Kinshuk turned to them and signed like "let's go"
They turned back and started leaving
They passed the door way
They four holden the main doors but unable to close them due to heavyness of grief
Then their partners came and holden their hands
They seen at their partners and they all closed doors together
They locked the doors
Then vinay arrived

..............................TBC...............................

That's it for today's part
Hope you all like this part
Stay tune for more parts
Radhe Radhe 💙

aapke bin hum honge adhure {COMPLETED} ✅Where stories live. Discover now