Sourabh : kab? Kaise?!!!
Abhishek : Siddharth kisi aur ko nahi sumedh bhaiya ke beti ko hi blood diya hai
Sourabh got shocked
Other three are got confused
Manul : mallika didi ke pati tumhare bhaiya kaise abhi?
kartikey : ha bhaiya hume koi aur chacha ji bhi hai??
then sourabh narrated whole story
all are in speechless
sourabh : woh log tum dono ko pehchaana?
Siddharth : nahi bhaiya koi nahi pehchaana
Abhishek : lekin mujhe Aisa lagta hai ki sumedh bhaiya hume pehchaan liya
Siddharth : agar pehchaante toh bata dete na
Abhishek : bataana chahta bhi nahi ho sakta na
Bhaiya woh na hume badi differently dekh rahe hai
Matlab jis din mile the uss din se compare karke toh aaj unka hume dekhna badal gaya hai
Sourabh : no doubt woh tum dono ko pehchaan liya hai
kartikey : bhaiya mere bachpan mein itna kuch hua!!!
lekin mujhe kabhi bataye hi nahi??!!!
Sourabh : aisa nahi hai kartik lekin
Batane nahi diya
hume unn chaaro ka shaadiyo ke cards aaye hai
Woh sabhi cards dust bin mein hi gaye hai
Baba toh aisa maan gaye hai ki kumar chachaji aur unke pura pariwar moujuda hai hi nahi
Aur iss ghar mein unka naam hi nahi lene dete
Pooja : lekin yeh toh galat hua na sourabh
Kisi aur ke galti ke saja chachaji ke pariwar ko milna
Baba aur chachaji ekbaar bhi socha nahi ki woh galat kar rahe hai!!!
Siddharth : yehi yehi baat ka mujhe gussa hota hai bhabhi
galti kisi aur ka aur ilzaam kisi aur par...
Manul : bhaiya kabhi aapne baba aur bade chachaji ko samjhaane ki koshish nahi ki?
Sourabh : nahi manul
Koshish karke bhi koi faida nahi hoga
Kyuki baba bohot zidde hai maa, chachaji aur chachiji unhe ke baat maante hai
Maa aur chachiji ko ab bhi lagta hai ki kumar chachaji aur gouri chachiji ne ravindar chachaji ka burayi chaahe the
Inko toh sirf aur sirf waqt hi jawab de sakti hai
kuch aisa situation aani chahiye jisse unhe unlogo ke value bhi samajh mein aaye aur asli sach pata lagaane ki soch bhi
Kartikey : bhaiya ekbaar mai kumar chachaji ke pariwar ko dekhna chahta hu
Koi na koi tasweer honge na
Abhishek : nahi kartik bade chachaji unke saare tasweere ko jalaa diya aag mein
Manul : kuch na kuch honge na abhi
Dadi....
dadi chupakar unke tasweere unke paas rakhi hogi
Woh toh maa hai na
Rakhi hogi unke memory keliye
Pooja : toh dadi se hi puch lete hai
Sourabh : hmm... lekin ab nahi jab sabhi sojaaye tab jaayenge...
After sometime they went to harilakshmi room
They knocked door and she opened
harilakshmi : kya hua beta
Sabhi ek saath aaye?
pooja : kuch nahi dadi woh....
Shailu so gayi??
Harilakshmi : haa mere saath sabhi kahaaniya sunaake sogayi
Ziddi ladki...
lekin tumlog ek saath aaye kyu ho?
Manul : kya dadi aisa bahar khade rakhke hi jaan lenge kya?
Harilakshmi : achha baba thik hai aao andar
They went inside
Sourabh : dadi.. woh....
kumar chachaji aur baaki logo ka tasweere hai kya aapke paas?
She confusingly seen at them
Sourabh : inn sabko meine sach bataaya aaj hi...
Harilakshmi : hai beta....
tumhare baba aur chote chacha se chupakar apne paas rakhi thi aao
They all sat on her bed and she shown their photos
Harilakshmi got tears after seeing those all
Kartikey : itna achha pariwar tha humara
Ek bahar Wale ki wajah se bigad gaya!!!
harilakshmi : jitni galti bahar waalo ki hoti hai utni hi galti apno ka bhi hoti hai
pehle hum hi moka dete hai humare Ghar todne keliye tabhi woh aake Ghar ko tukde tukde karke chala jaata hai
Tumlogo ke pitaayein yeh tak nahi soche ki kabhi ek tarfa baaton se ek faisla nahi leni chahiye
unhe yeh tak nahi pata chala ki kisi par bhi aankh band karke vishwas nahi karni chahiye
Manul : aapko bura nahi lagega dadi?
Aapke ek beta aapse dur hogaye?!!
Harilakshmi : kyu nahi lagta beta
Bohot lagta hai
bas aadat pad gaya hai iska
jeevan mein bohot kuch khoyi thi
Pati, maa baba, apno ka saath sab kuch khoyi thi
Bas yehi maanne lagi ki unn khone walo mein Mera dusra beta aur uska pariwar bhi ek hai
Kisi cheez keliye jeevan toh nahi rok sakte kyuki iss jeevan toh bhagwan ne diya na beta
Sourabh : isiliye aap hum sabki inspiration ho dadi...
He said this while holding her face
She smiled
pooja : aap chinta mat kijiye dadi
kisi na kisi din aapka pariwar pura ho jaayega
aap hi bolte hai na bhagwan hum sabka pariksha lete hai
Yeh bhi waisa hi hai bas yeh thoda lamba pariksha hai
Manul : ha dadi aur aapko pata hai....
She about to say something but sourabh signed her to not tell
She stopped
Harilakshmi : kya hua ruk kyu gayi?
Kya bataane wali thi?
Manul : mai.... Kya bataane wali thi...
Bhul gayi dadai...
Harilakshmi : bhul gayi?
Aree itni choti Umar mein bhulakkad!!!
Manul : kya kare dadi aapke pota ke wajah se sab aa raha hai mujhe
Aisa pareshan karta hai mujhe
Abhishek : hein??
They all laughed
Sourabh : achha dadi aap sojaaiye kaafi raat hogayi
Hum sab bhi chalte hai
Chalo sabhi
Pooja : kya chalo sabhi
aapke laadli ko bhi leke chaliye warna puri raat dadi ko pareshan karegi beech beech mein uthke
Sourabh : ha toh uthaao na tum hi uske paas ho
Pooja : na na mai nahi uthaati
Mai uthaati toh turant jaag jaati hai
Aap uthaate toh hilti bhi nahi
isiliye aap hi uthaaiye
Sourabh smiled and picked up shailu
They all went outside of room
Manul : bhaiya
Aapne mujhe sach bolne se kyu roka ?
Abhishek : ha bhaiya sach bataa deti na
sourabh : mujhe aisa lag raha hai ki
Abhi sach bolna sahi nahi rahega
Abhi abhi dadi sab bhul rahi hai
Agar hum yeh sab bolenge toh shayad woh puraane yaado ko yaad dilake disturb ho sakti hai
Isiliye abhi tak jaisa chalta aaya wahi chalne do
sabhi ko bas itna hi pata honi chahiye ki
Siddharth ne manul ke friend ke bhaanji ko blood diya
Aur woh log tum dono ko jobs diye bas
Thik hai
They all nodded and went to their respective rooms
Days went on
on one night mallika is trying to make priyana sleep
YOU ARE READING
aapke bin hum honge adhure {COMPLETED} ✅
FanfictionWhen a rich girl and middle class boy meets as boss and employee and falls in love ❤️