the family 😌

202 12 5
                                    

After sometime they have reached office
Mallika and varaakshi went to mallika's cabin
Mallika sat in ceo's chair and varaakshi sat infront of mallika
Mallika Called one of her employee
Employee : may I come in mam
Mallika : yes come in
that employee went to near mallika's table and stand infront of her
mallika : tumhe jo work diya hai woh pura hua?
Employee : mam woh....
Mallika(angrily) : pura hua ya nahi
employee : nahi hua mam aur waqt lag jayegi
Mallika(shattered) : what....
Tumhe 15din pehle Diya na ab tak nahi ho paya toh kya samjhu me
employee : mam choti work thodi na hai itna work hai toh Kam se kam 1mehne lag jati mam
varaakshi : mallika agar itna badha work hai toh distribute kar sakte hai na
Mallika : kaise kare bua ji sabhi ko utna hi work diya hai jitna isko diya hai aur koi bhi matlab koi bhi last date Tak nahi de rahe hai kal (tomorrow) hi last date hai aur baki work pura kaise hogi
varaakshi to employee : tum jao
Then employee from there
Varaakshi : mallika beta itna bhi tension mat liya Karo sab hogi waise humne nayi employees hire karne keliye paper me add di na fir bhi koi nahi aaye?
Mallika : aaye hai bua ji par meine reject kardi
Varaakshi : mallika.... Hume employees ki zaruri hai beta agar tum aise hi reject kardoge toh kaise hogi
mallika : hume talented aur sincere employees chahiye bua ji abhi tak jo bhi log aaye hai unme woh nahi jo hume chahiye
aap chinta mat kijiye i'll handle
The next morning at mallika's home
Mallika is still sleeping
siya : yeh kya yeh toh ab tak so rahi hai mallika mallika utho....
Then varanj has came
Varanj : aree siya kya kar rahi ho kyu jaga rahi ho bachhi ko
siya : aapke laad pyar ke wajah se dono ke dono bigad Gaye isko office jaana hai Anu ko school jaana hai
aapko toh Zara bhi chinta nahi indono keliye
varanj : aree siya chinta hai mujhe isiliye toh rok raha hu aree aaj toh Sunday hai
na school hogi na hi office
siya : hey bhagwan me toh bhul hi gayi
varanj : hmm.... Isiliye kehta hu bhulakkad ke dawayi Lelo
siya : aap chup ho jaiye
Waise koi itni der tak sote hai kya
Varanj : kyu nahi Nind sabhi ko zarurat hai
Mallika aur anushka dono kitna der tak Sona chahte hai sone do
Siya : hmm.... Yehi yehi laad pyar ne isko bigad ke rakha hai mikku se zyada toh Anu better hai usko utna gussa nahi aati
Par aapki badi laadli beti ko toh har baat par gussa aata hai
Agar Aisa hi shadi ke baad bhi karegi toh iski sasural Wale iski pati kya bolenge
Varanj : bolne do Jo bolte hai aur me aise vyakti se apni beti ka shadi kaise karunga
Me apni beti ko aisa vyakti se shadi karwaunga jo baat baat par rokne wala nahi jo iski har haal me sath deta hai isko samajhta hai iska izzat karta hai
then on the other side sumedh and his family ready to start journey
Sumedh : oh meri maharani behno hum chale ya yaha hi rukne ka vichaar hai hum function nahi Jaa rahe hai bhaiya ke paas Jaa rahe hai
Then Ishita and shivya has came
And little bit beaten him
Shivya : kya bhaiya chilla kyu rahe ho aa rahe hai na hum
sumedh : yeh baat bina maare bhi bata sakte hai
Ishita : agar aap aise chillayenge toh maarna hi padta hai
Then gouri and kumar came
Gouri : lo shuru hogayi inki ladayi tum teeno kabhi Bina ladayi ke sath jee nahi sakte kya
Sumedh : maa woh...
Before he complete Gouri cutted his words
Gouri : chup ekdum chup
Kumar : gouri chilla kyu Rahi ho un teeno par
gouri : aapko meri chillana hi dikhti hai abhi tak inteeno me ek dusre par chillaye hai woh nahi dikhti
kumar : bachhe hai gouri kyu har baat par gussa ho jati ho
gouri : bachhe.... Kon yeh ... Aap please chashma pehnke dekh lijiye na tabhi dikhegi yeh teeno kitne badhe hogaye hai aur Ishita ka toh shadi bhi karni hai aur yeh teeno ladte rehte hai
Ishita : maa please firse mere shadi ka topic mat le aao
shivya : ha maa pehle bhaiya ka shadi kardo
Ishita : ha maa yeh sahi hai
sumedh : kya yeh sahi hai mere shadi ke alawa koi topic nahi hoti kya tum dono ka paas chalo chalo bohot late hogayi maa pappa aapke bags do
He taken their bags
Sumedh : khade kya ho chalo warna mere aur maa pappa ke bags bhi tum dono ke sath hi uthaunga chalo
then they have started
After some hours at basant and monika side
Monika preparing food for them
Basant : monika ji aap yaha aayiye me karta hu
Monika : aree almost hogayi bas 1minute
Basant : monika ji itna stress Lena aapke health keliye achhi nahi hai
monika : aree rukiye na hogayi
Then she turn offed the gas stove
Monika : chaliye ab
Then went to hall and sat on sofa
Basant : monika ji doctor ne kaha ki aapko stress nahi Leni chahiye me banata hu na khana
Monika : basant ji mujhe aapke cooking skills par bilkul bharosa nahi hai aur doctor ne mujhe zyada stress nahi lene ki kaha khana na banane ki nahi zyada stress matlab bartan dhona kapde dhona yeh jo physically zyada stress hote hai na isko mana Kiya hai
Basant : khana banane me bhi physical stress hoti hai
monika : aap kuch zyada soch rahe hai aur waise bhi pura parivar ghar aa rahe hai woh bhi humesha keliye
Iss Khushi me toh koi bhi stress dur bhaag jayegi
Basant : bilkul sach kaha monika ji hum yaha hi rehte the mumbai me par 20saal pehle pappa ke job ke wajah se yaha se waha jaana pada
yeh ghar toh unhi ka toh hai pappa ne apne sare savings se yeh ghar banaye hai Ghar toh choti hai par fir bhi bohot pyara hai apna ghar toh apna ghar hoti na
Waha uss sheher me kahi saare kiraya Ghar badle hai par koi bhi Ghar iss Ghar jaisa nahi hai inn 20saalo me pappa ke job ke wajah se ekbaar bhi nahi aa paye hai aur maa toh humesha pappa ke sath hi hai jo bhi ho woh bachho se dur hojati hai par pappa se kabhi dur nahi reh sakti
Jab se mere job yaha hui tabhi se yaha iss Ghar me rehne laga inn 5saalo me sumedh aata rehta tha woh bhi 10din hi rehta tha jab yaha se jaana hai toh bolta tha ki bhaiya kaash me bhi yaha humesha keliye reh pata aur aaj uska sapna sach hone jaa raha hai woh bohot khush hojayega ab.....
Monika : ha apne ghar toh apne ghar hi hoti hai iss Ghar ko pappa ne apne hardwork se banaye the finally apne ghar me humesha keliye aa rahe hai
Sumedh : bhaiya....
basant : yeh log toh aagaye
then they went to main door
Basant : maa pappa
They took blessings of them
gouri : basant beta kaisa hai tu aur itna patla kyu hogaya thik se kha rahe ho na
Basant : aree maa aapko bas dikh raha hai me bilkul thik hu
Kumar : gouri basant ab badha hogaya hai woh apne khyal rakh sakta hai
gouri : bachhe chahe jitna bhi badhe kyu na hojaye maa ke Dil humesha bachho ka hi chinta karti hai
basant : sumedh 🫂
Both are hugged
Basant : kaisa hai
sumedh : bilkul thik hu 😄
basant : almost 2saal hogaye tumhe dekhkar
Sumedh : pichle hafte hi video call me baat ki na hum tab dekha na
Basant : sumedh 🙄
Sumedh : 😅 😅
monika : basant ji zara apne beheno ko bhi dekhiye na kaise ghur rahe hai
Ishita & shivya : 👀👀
basant : aree ...
He hugged them
basant : kaise hai mere mirchi chidiya
Ishita and shivya : bhaiya 🙄
Basant : 😅😅
monika : maa pappa kaise hai aap dono aapke sehet thik toh hai na
Kumar : ha beta hum bilkul thik hai
gouri : humare chod tu bata tumhare sehet thik hai na waqt par dawayi le rahi hai na
monika : ha maa me bilkul thik hu aapke bete ne toh meri pura khyal rakh rahe hai mujhse koi bhi kaam karne hi nahi de rahe hai sare Ghar ka kaam wahi kar rahe hai
Sumedh : isiliye toh iss Ghar ki halat itni buri tarike se hai 😓
Basant : achha
sumedh : ha 😂
Basant : 🙄
gouri : sumedh kyu apne bade Bhai ko chida raha hai ha
monika : maa Bhai hai inke inhe nahi toh aur kisko chidayega
basant : lo shuru hogayi bhabhi ka support devar keliye
Then all are laughed
Sumedh : achha hume andar le jaane ki plan hai ya hume yaha khade rehne doge
basant : aree... Kaise baatein kar raha hai chalo andar
Maa pappa chaliye
Monika : Ishi shivi chalo
After sometime basant and sumedh talked alot
then Ishita got a newspaper
She immediately went sumedh and basant
Ishita : sumedh bhaiya sumedh bhaiya
sumedh : kya hua
Ishita : yeh dekho
he taken that paper and readen
sumedh : ravindra industries company ne employees ko hire kar rahe hai
Ishita : aur jo qualifications mention Kiya hai woh sab aap me hai na
Monika and shivya also there
Monika : sumedh yehi achha mouka hai tum iss job keliye mail kardo
Basant : ha sumedh tumhare bhabhi sahi bol rahi hai tumhe ek achha mouka Mila hai
sumedh : par bhaiya pehle aise kahi sare interviews Gaya tha koi bhi nahi Mila iska kya garanty hai ki yeh zarur aayegi yeh sare interviews me Jake Jake tang aa chuka hu bhaiya pehle interview Jana fir woh log mujhe reject karna
Shivya : par bhaiya kya pata agar aapko aajayegi toh aap ekbaar try toh kar lete
Sumedh : thik hai me mail karta hu
Then he mailed to ravindra industries
After somedays he got mail to attend interview
Next day ....
sumedh took blessings of his parents
kumar : sumedh beta iss baar mujhe bohot strongly lag raha hai ki issbaar tumhe yeh job zarur lagega
gouri : aur pura din aise bhuka mat rehna box rakha hai samay par khana thik hai
sumedh : maa me koi bachha thodi na hu aap itne baar bol rahe hai kha jaunga
monika : sumedh iss gali ke last me recently ek Durga Mata ki mandir banaye hai jaane se pehle waha Mata ki darshan karke aashirvad Lena sab achha hoga
sumedh : ji bhabhi
basant : aur wapas aate hue prashad bhi le aana
Monika : basant ji 👀
basant : 😅 achha jokes apart tum achhe se interview Dena sab achha hi hoga
sumedh : mujhe ek baat samajh nahi aa rahi hai me job interview keliye pehli baar thodi na jaa raha hu ki aap sab itna bol rahe ho
shivya : nahi par hum sabki ek hope hai ki aapko yeh job zarur lagegi all the best
Ishita : ha bhaiya Durga Mata ke aashish leke jaana sab achha hoga
He smiled
sumedh : thik hai....
Then he started
and visited Durga Mata temple
While doing darshan he thought like this
sumedh : hey maa durga mujhe aashirvad do apne ...
aaj aisa lag raha hai ki kuch achha hone wala hai
After sometime he started to office
He reached the office
He sat at out of mallika's cabin
pune : yaha sumedh kon hai
sumedh : ji me hu
pune : aapko madam bula rahe hai aap jayiye
sumedh : ji

That's all in this part, next part is sumellika's first meet are you excited guys 😉

aapke bin hum honge adhure {COMPLETED} ✅Where stories live. Discover now