Sumellika : ha..
Priyana and Varun felt so happy
Priyana : thank you mumma thank you papa
She back hugged them
Mallika : humne tumpar trust Kiya
Trust nahi todni chahiye
Varun : bilkul nahi
They all smiled
Later they convinced Varun grandmother and their two families
All are so happy with this marriage
After few days
Priyana : boow...
Abhinav : aree priyana tum...
Priyana : yeh lijiye
Abhinav wedding card!!
Abhinav tumhari shadi ho rahi hai!!
Wow congratulations kon hai woh lucky guy
Priyana : Varun mera colleague
Agar meri shadi mein nahi aaye na aapse kabhi baat hi nahi karungi
Abhinav : itna bada sajaa hum nahi seh sakte i will definitely come
Priyana : thank you uncle aapke wajah se hi mai aisi hu
Abhinav : ab tum bhi shuru kardi!
Beta no need to thank me agar thank karna ho toh apne jindagi mein khush rehke karo
I will be so happy for you
Kitni surprising ki baat hai saalo pehle tumhare mummy papa ke shadi ka card mili aaj tumhari mil rahi hai
I wish ki jitni pyar tumhare mummy papa ke beech mein hai wohi tum dono ke beech mein bhi rahe
Priyana smiled
Abhinav : waise tumhare mummy papa nahi aaye
Priyana : aa rahe hai
Then sumellika came there
Sumedh : dedi?
Mallika : kaha rukti hai woh
Abhinav : exactly rukti hi nahi yeh bachhi
Then priyana got some phone call
Priyana : mai abhi aayi
She left from there
Abhinav : so... Beti ka shadi kar rahe hai Mr and Mrs sumedh...
Mallika : ab mujhe samajh aa rahi hai mummy mere shadi par itni tension kyu hogayi thi
Baapre.....
Sumedh : aap akeli thodi kar rahi hai
Itne saare log jo hai
Mallika : fir bhi dulhan ki maa ka kuch zyada hi kaam hoti hai
Chahe baaki log jitna bhi kyu na help kare
Abhinav : tumhe kya mallika tumhare family mein toh 30 - 35 log hai aur sabhi itne achhe se mil jhulke kaam karte hai
Aise rishtedar har kisiko nahi milte
Sumedh : inhe toh bas tension Lena hi aata hai.
Aap toh bhulna mat shadi mein jarur aana
Abhinav : ofcourse meri best friend ki shadi hai aur mai kaise na aaun...
Mallika : aana bhi chahiye you are the special guest jo kuch bhi aapne Kiya woh kuch Kam nahi hai
Abhinav : meine toh bas apna duty nibhaaya lekin kiya toh tumlogo ne hi
You both healed yourselves and healed her
They smiledIt's wedding day before night
Sumedh is busy in managing works
Basant : sumedh sab kaam hogaye hai
Tu jaake sojaa
Sumedh : nahi yaha itni achhi hawa aa rahi haina thodi der yehi rehte
Basant : chalo baitho
They sat on cradle
Basant : waqt kitni tez se chali jaati na
Aisa lag raha tha ki mai kal hi tumhare shadi karwaaya tha aaj tumhare beti ka shadi aagayi
Mera chota bhai toh badha hogaya hai
Fir bhi chota hai
Sumedh : woh kaise
Basant : woh aise hai ki.....
Tu apne beti keliye badha hai lekin mere liye mere chota sa natkhat sa masum sa badmash sa sumi hai...
Emotional ho...
Sumedh : kaise pata chala
Basant : Tera chehra hi sab bataa deti hai mujhe
Sumedh : kaise na hojaaun bhaiya
Kaise na rahu bhaiya priyana ki shadi ho rahi hai and I can't believe it
Basant : mujhe kaha believe ho rahi hai ki Tera shadi hogayi beti aagayi aur uska bhi shadi ho rahi hai
Jab tera naatein naatin aayenge na tab bhi vishwas nahi kar paaunga
They laughed and basant wiped sumedh's tears which are coming out unknowingly
Basant : tu haste hue bohot zyada sundar lagta hai bilkul woh chaand ki tarah
Isiliye roya mat kar
Sumedh : mai kaha ro Raha hu
Basant : toh yeh aansu kya hai
Sumedh : shadi ho rahi hai meri beti ki itna toh hota hi na
Basant laughed then he seen priyana standing from some far
Basant : lo tumhare beti aagayi
Lagta hai usse tumhare saath hi baat karni hai
Aur sunn uske saamne apne aansu ko aane mat Dena dekh nahi paayegi
Then he left from there and priyana came to him
Sumedh : kya hua beta itni pareshan kyu lag rahi ho Sab thik hai na
Priyana : aap mujhe ek waada karo
Ki aap kal mere shadi mein khaaskar vidayi mein nahi royenge
Sumedh : achha aisa kyu?
Priyana : kyuki mai aapko rote hue nahi dekh paaungi
Sumedh : achha toh mumma ko?
Priyana : mumma ko rulaane mein maza toh aayega...
Sumedh : toh bataaye mumma ko mallika ji....
Priyana : papa......😤
Nahi dekh sakti unhe bhi
Aap waada karo na
Sumedh : chalo waada nahi royunga Khush?
She nodded like a kid
He caressed her hairs
Time skipped to next day
Priyana became ready
She enjoyed the moments with her cousins and their life partners
Then mallika came there
Priyana : mumma mai kaisi dikh rahi hu
Mallika : bohot sundar sabse zyada Sundar
She took her in her embracement
She remembered how her mother embraced her on her wedding
Then siya and gouri entered there
Siya : yeh rahi humari priyana
Dekhiye toh jiji kitni sundar hai humare priyana
Nazar na Lage kisika...
Gouri : kya hua mallika kaha khoyi ho
Mallika : kahi nahi maa mujhe apni shadi yaad aayi
Tab bhi mummy mujhe itni pyar se dekh rahi thi
Priyana : jaise ab mumma mujhe dekh rahi thi haina naani
Siya : bilkul bhule bhi kaise woh din
Meri mikku itni khush jo thi
Gouri : jaise ab priyana hai
They smiled
Then mallika cousins and other ladies came there
Zalak : ab chalo murat nikle jaa rahi hai
Monika : chalo priyu
They went till sumedh
Priyana about to take sumellika blessings but they stopped her
He kissed at her forehead
In few minutes wedding rituals started
Mallika seeing those by remembering every moment of her life with sumedh
Sumedh : dulhan ki maa aaj toh mast lag rahi hai
She looked at him
Mallika : achha dulhan nahi?
Sumedh : dulhan toh chand ki tarah chamak Rahi hai
Apne maa se bhi zyada...
Mallika : pata tha ki yehi kahoge
Fir bhi...shukriya dulhan ke papa
He smiled
Priest : ab kanyadan ki rasam hai vadhu ke pita aake kanyadan kijiye
Sumedh about to go
Mallika : pandit ji kya sumedh ke saath mai bhi yeh rasam kar sakti hu
Priyana mere liye bohot special hai
Usko paane keliye fir usko khush rakhne keliye kya kya kiya kitna hum tadpe yeh mai jaanti hu
Isiliye mai chahti hu ki hum dono uska kanyadan kare
Priest : ji aaiye
Then sumellika went to them
They put priyana hand in Varun hand
they completed kanyadan ritual
Sumedh smiled at priyana
They both kept their hand on priyana head and seen at eachother
Later marriage completed and priyana went with her husbandSumedh sitting in cradle which is in garden and seeing moon
Then mallika came there and sat beside him
Mallika : priyana toh chali gayi
Bura lag raha hai na isiliye
Sumedh : hmm..... Lag toh Raha hai lekin priyana khush hai
Yehi toh hum chahte the
Mallika : hmm...
Pata hai sumedh i never imagined a life like this
Tumhare aane ke pehle kabhi bhi nahi sochi ki ek aisa scene meri life mein hogi
You changed my life
Sumedh : meine toh socha tha
Mallika : haun!! kisse?
Sumedh : pata toh nahi
chehra nahi tha uska lekin aankhein aapki tarah hai
Kyu jealous ho rahi hai aap?
Mallika : mai koi jealous welus nahi hu thik hai
Achha mere aane ke baad?
Sumedh : aapke aane ke baad toh sirf aap hi
Mallika : kyu?
Sumedh : kyuki aapke bin toh mai adhura hu
Mallika : jhute 😒
Sumedh : sachhi....
Warna yaha aapke saath kaise baithunga
Aapke bina mai adhura hu mallika ji
She smiled
Mallika : 25 - 26 saal hai sumedh hum itna dur aagaye
Mujhe kabhi tumpar vishwas nahi hati
Na hi tum mujhse hate
Unn 3 saalo mein bhi...
He smiled
She leaned on his shoulder
Mallika : mai firse uss palse yaad karna chahti hu jis palse yeh sabki shuruat hui
Sumedh : toh kijiye yaad aur mujhe bataiye ki aapko kaisa laga
Mallika : tumhe bhi yaad karna hoga
Sumedh : thik hai sakhi ke ichha mere liye aadesh
They closed their eyes
~~~~Flashes~~~~He said "may I come in mam"
She said "yes, come in"
She turned to him and they seen eachother. . . . . . . . . . . T H E E N D . . . . . . . . . . .
YOU ARE READING
aapke bin hum honge adhure {COMPLETED} ✅
FanfictionWhen a rich girl and middle class boy meets as boss and employee and falls in love ❤️