Skip two days...
Next feww days were difficult and crucial for everyone..
hm mother still recovering from trauma..she never expected this from her husband..
Ks was taking care of her mother in law..in these days...
In hm room...
Ks enter in room..
Hm : ammi ab thik hai..
Ks : ji..ham soch rahe office se do teen din ki chutti le le our ammi k sath kuch waqt bitaye..unhe acha lagega..
Hm : hmm..
Skip ..Some day...
In night
Suddenly Ks sadly sat on his lap...he placed his hand on her lower back..then he slipped his nose on her puffy cheeks...
Hm : kya huaa Hamari jaan ko..
Ks : hame kuch bhi acha nhi lg rha hai...
Hm : kyuu ..
Ks : ammi k liye hamne bilkul bhi acha nhi Lg rha hai...ab Jo bhi ho...jo kiya sb pyaar me Kiya...
Hm : uthiye..
Ks : haah..??
Hm hath pakad kr ks ko apni lap se hatate hai...our khade hokr bolte hai...
Hm : hamari maa thi voh..ham esa soch bhi nhi sakte hai.."jo kiya sab pyaar me Kiya "
Ks : n.hi.nhi hamara voh matlb nhi tha..ham kahna chahte ki in sb me ammi ki kya galti hai...abbu ki saza voh bhi bugat rhi hai...
Hm : kya chahti aap .ham kya..ab...aap chahti hai ..abbu ghr pr aa jaye ...toh voh to ham harkhis nhi karge...
Ks : aap hamari saare baate glt smj rhe..hai..ham ye nhi chahte ki abbu ko ghr laaya jaye
Hm : toh kya chahti hai aap..
Ks : ham ammi ko frr phele jesa khush dekhna chahte hai..
Hm : karishma*low voice..
Ks : abhi eId aane vali.. festival k mokke pr sb ristedaar ghr pr rahege toh ammi ko acha feel hoga..
Hm : ristedaar malham km ..jakham jda khuredege...
Ks : Lahore.. ammi ki family se hi sabko bula lete hai ..ye kesa hai..
Hm : hmm ...ham kosish karege..
Ks : kosish kyu..
Hm : ammi..abbu ki shaadi se ammi ka pariwar khush nhi tha..is vajah se...lekin syd ammi k baare me batayege toh ..aa jaye .
Ks : hmm
.
.
.
.Next day..
Ks : suniye ..
Hm : ji..
Ks : ham ammi k sath bahar ja rhe hai..aap bhi chlege..
Hm : aap jaiye hame thoda kaam..hai...aap jaiye diyaan rakhna apna our ammi ka..
Ks : thik hai..
At night..
Skip 1 week ...
Hm's mother .was literally tired of answering everyone that she's fine..she is gradually recovering from the trauma...
The eid festival.. morning...
YOU ARE READING
ROMANTIC HATE : A journey To a Love
RomansaYe kahani hai haashir malik our Karishma Singh ...is story me hai..dono ki nafrat se beintah mahobbat tk ka safar.. ~ Author