Chapter 4

163 11 2
                                    

Gaadi armaan ke ghar ke samne aake rukti hai aur armaan utar jaata hai

Y/n- S-suniye.

Armaan- Kya hai😑?

Y/n- Woh mujhe iss l-lehenge ki wajha se utarne mein problem ho rahi hai a-aap please help karoge?

Armaan- (sigh annoyingly) Mujhe accha nahi lag raha hai toh tum please khud hi dekhlo.

Aur yeh kehke woh wahan se chala jaata hai phir y/n bhi jaise taise karke car se utarti hai aur ghar ke ander jaati hai

Afsana- Kyun re haan meri bahu ko bahar akele hi chhod ke aa gaya tu!!

Armaan- Mum-

Y/n- Arre nahi nahi maine hi inhe jaane ko kaha tha thake hue lag hain na iss liye.

Afsana- Accha ab woh sab chhodo aur jao jaake so jao sab raat bohot ho gayi hai.

Armaan- Hmm.

Armaan darishta ke paas se noor ko lene wala tha par

Afsana- Arre noor ko kahan leke jaa raha hai ab?

Armaan- Room mein aur kahan.

Afsana- Nahi nahi aaj noor apne dada dadi ke sath soyegi.

Armaan- Par maa-

Afsana- Tu jaa raha hai ke nahi!!

Armaan bas sigh karta hai aur wahan se chala jaata hai usske peeche peeche y/n bhi jaati hai

Armaan- Aisa karo tum bed pe so jao aur main yahan couch pe so jaata hoon.

Y/n- C-couch pe kyun? A-aap bed pe so jaaiye main couch pe so jaati hoon.

Armaan- Ek baar mein tumhe kuch samajh nahi aata kya!

Woh thoda loudly kehta hai toh y/n darr jaati hai aur usski baat maan jaati hai phir y/n ki nazar jaati hai deewar pe lage ek bade se photo frame par aur uss mein photo thi armaan aur hayat ki shaadi ki

Woh thoda loudly kehta hai toh y/n darr jaati hai aur usski baat maan jaati hai phir y/n ki nazar jaati hai deewar pe lage ek bade se photo frame par aur uss mein photo thi armaan aur hayat ki shaadi ki

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Y/n- Ar- suniye.

Armaan- Ab kya hai?!

Y/n- J-ji kuch nahi bas woh yeh p-photo-

Armaan- Meri aur hayat ki shaadi ki hai koi problem hai tumhe!!

Y/n- J-ji nahi.

Y/n aur kuch nahi kehti hai aur phir change karke sone chali jaati hai

Time skip
In morning

Y/n subha jaldi uthti hai aur fresh hoke jaati hai kitchen mein nashta banane ke liye phir wahan afsana aati hai

Y/n- Goodmorning mum- i mean aunty ji.

Afsana- Mummy hi boli beta zyada accha lagega mujhe (smile) waise tum kitchen mein kya kar rahi ho?

Y/n- Ji woh nashta bana rahi hoon sabke liye.

Afsana- Kya zaroorat hai beta tum jao main karti hoon.

Y/n- Arre nahi nahi nashta bas ban hi gaya hai aap jaaiye aur table pe baith jaaiye.

FanaaWhere stories live. Discover now