Chapter 1

240 6 0
                                    

Mujh pe yeh zindagi

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Mujh pe yeh zindagi

Karti rahi Sitam

Tune hi di hai panah...

-------------------

"Assalam walekum tayi ammi" came a sweet voice.

"Walekum assalam Mera baccha" Ayesha replied to Inaya.

"Ammi aur chachi kidhar hai? Aaj aap akeli kitchen me, aisa kyun? Idhar laayie Mai, aap bas jaakar baithein Mai Kar rahi hu."

"Arey Fatima toh sab bacchon ko uthane gayi hai aur Bushra maids ko kuch samaan laane ke liye kehne gai hai. Aur koi zarurat nahi meri madad karne ki, hamesha kuch na kuch kaam karne aajati ho. Tum aaram se jaakar baitho meri jaan Mai karlungi."

"Kya baatein chal rahi hai bhai do no me" said Fatima while entering the kitchen.

"Kuch nai hamesha ki tarah mana karne ke baad bhi Inaya aagayi kitchen me hamari madad karne." Ayesha replied.

"Inaya beta tum jao aur jaakar Noor aur hania ko utha Kar Lao. Itna uthane ke baad bhi vo bacchiyan nahi uth ti. Raat bhar Pata nai kya karti rehti hain" Fatima said.

"Jee ammi." Inaya told and left to wake the two girls up.

Inaya entered the girls' room and started waking them up.

"Uthein aap dono. Sab log breakfast ke liye aate hi honge aur aap log abhi tak so Rahe hain. Aisa karti kya hai raat bhar aap dono."

"Aapi bas do minute aur" replied Noor while throwing her hand over hania. Even though they are cousins they sleep in the same room. They always do everything together be that be studies, making ruckus or sleeping together.

"Aap log uthein warna hum Hadi bhai ko bulayeinge" hearing this both the girls woke up.

"Meri pyaari aapi. Hum log toh bas uth hi Rahe the Hadi bhai ko bulane ki kya zarurat thi aapko." Hania said.

"Haa Haa Hume sab Pata Hai aap dono ka. Chalein ab jaldi uthe aur fresh hoke niche aajayein sab apka intezaar Kar Rahe Hai."

"Jee aapi." They said while getting up and running towards the bathroom. The one who goes first can get ready first which is why they argue every morning.

---

Everyone were seated on the dining table waiting for three people.

"Assalam walekum aap sab ko" said Hadi while sitting.

Soon the two girls came and Everyone started having their breakfast.

"Hadi bete kaisa chal raha hai sab office me?" Arsalan asked.

"Sab theek hai baba aap log tension na lein . Mai aur mujtaba sab handle karlenge" Hadi assured his father.

He knows very well that his father and chachu always take tension regarding the business. The elders men retired from their business and their children inherited their business.

Mukammal huaWhere stories live. Discover now