Chapter 2

165 4 0
                                    

Dekh ke mujhe

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Dekh ke mujhe

Kyun tum dekhte nahi

Yaara aisi berukhi

Sahi toh nahi...

———————————————————

All the elders were sitting in the living room as Arsalan called them for some important discussion.

"Jee bhai aapne bulaya?" Ibrahim asked Arsalan.

"Haa Ibrahim Hume kuch baat Karni thi aapse aur Dawood se."

"Jee bolein bhai"

"Vo hum Inaya ka rishta apne bete Hadi ke liye mangna chahte hai. Aap log ko jab tak time chahiye le lo aur Hume aapka faisla bata dena."

Inaya who was sitting beside Zara started blushing while keeping her head low. She felt someone's gaze on her. She loomed up to see Hadi's piercing gaze on her. She quickly looked down again.

"Arey bhai yeh toh bohot hi accha hai. Hadi aur Inaya ki Jodi bohot acchi lagegi." Dawood said.

"Theek hai bhai hum humara faisla kuch din me sunate hain. Abhi filhall Zara ko ladke vale dekhne aane vale hai toh uski taiyaari karte hai." Ibrahim said.

"Theek hai chalo fir sab jaldi se taiyaari Karo." Arsalan said.

——————————————————

"Nahi yeh nahi. Mujhe vo Vala pehn na hai Inaya." Zara told Inaya who was helping her choose outfit for her marriage discussion.

"Haa tum vo bhi pehn sakti ho par sirf tumari baat cheet ke liye vo kuch zyada nahi hai? Abhi toh tumari shaadi aur walima bhi baaki hai" Inaya teased Zara.

"Haa aur meri ruqsati ke waqth tumari engagement bhi toh hain na Hadi bhai ke sath. Vaise yeh batao kya tumhe Hadi bhai pasand hai?"

"V-vo tumhe kyu? Abhi yeh sab tum chodo aur jaldi se ready hojao tumare hone vale sasural vale aate hi honge. Main chalti hu." Saying this blushing Inaya left Zara's room.

~ ~ ~

In Ibrahim's room

"Mujhe toh Hadi bada accha lagta hain. Vo humari Inaya ke liye bilkul theek rahega." Fatima said.

"Haa Hadi toh mujhe bhi accha lagta hain. Vo bohot sensible aur Hard working baccha hai. Jabse hum bhai retire hue Hume tension thi ki Hadi business theek se Sambhal payega ki nahi par kya batau vo toh hum se bhi accha Sambhal raha hai business."

'Toh fir hum unlog ko Haa keh de?"

"Haa par Hume ek baar Inaya se baat kar leni chahiye."

Mukammal huaWhere stories live. Discover now