CHAPTER 7

609 29 3
                                    

Dronacharya: tum chinta mat karo Arjun koi kuch bhi kahe mere liye vishwa ke sabse shresth dhanordhar tum hi rahoge

(Arjun smiled and went towards his brothers then all left)

********************

(Kunti was in her room with Priya (her dasi) and was thinking about something)

Priya : kya hua devi kunti, aap chintit lag rahe hai?

(Priya asked out of curiosity because after coming from the competition ground, she was constantly in her thoughts)

Kunti : chinta ki baat hai na Priya, aaj jo purush aaya tha usse dekhkr mujhe laga ki me use pehchanti hu parantu...smaran nhi aa raha hai

Priya : aap vryth soch rahi hai, mei janti hu aapko awashya bhram hua hoga

Kunti : nhi Priya, uske mukh ka teej, bilkul Surya jaisa, uska aatmavishwas bilkul kisi raja jaisa, mujhe toh vo KARN lag raha hai?

(Priya was hell shocked now)

Priya : kya?? aapko vo karn lag rahe hai? aapke pehle putra??

Kunti : ha Priya, parantu kis praman par kahu mei ye? mujhe samaj nhi aa raha hai ye kya horaha hai?

(Kunti was massaging her temple)

(Nitya entered Kunti's room and suddenly Kunti changed her expression)

Nitya : Mata Mata, bhrata kabhi bhi aa sakte hai, mei unse milne ke liye ati utsahit hu, parantu unka mukh ka bhaav dekhke aisa lag raha hai wo mujhe pehchante nhi hai (sadly)

Kunti : aisa kuch nhi hai, woh tumhe pehchante hai, tum....ahhhh

(By the time, Bheem came from a distance and took Kunti in his arms, carefully made her sit on her bed which was just near and took her blessing)

Kunti : putra Bheem, kaise ho??....apni mata ko yaad kiya na?

Sahadev : nhi mata (coming in room) inn sab mei, sirf mujhe he aapki yaad aayi aur kisi ko nhi (took her blessings and hugged her)

NITYA - THE ETERNAL ONE Where stories live. Discover now