CHAPTER 21

359 20 0
                                    

Karn : unka bhojan ho jane do nitu, uske baad tum andar jao

(Nitya agreed and waited till their lunch ended, once their lunch was completed she went inside the hut and..........)

***************

(Nitya went into the hut while Karn and Chandra decided not to interfere in their family matter and stay out of it, Pandavas and Kunti were shocked when they saw none other than her daughter, the apple of their eye in front of them, everyone stood up from their places in astonishment and all had tears in their eyes, Pandavas were not able to believe that their Nitya was infront of their eyes, but they saw anger in Nitya's eyes with tears of happiness)

Bheem : Nitu?? tum yaha? kya hua krodhit ho?

Nitya : nhi bhrata hum kis prakr krodhit ho sakte hai? aap sab ne toh humse ye adhikaar hi cheen liya

(Nitya said with no emotions)

Yudhisthir : nhi Nitu.....aisa nhi hai, ye tum kya keh rahi ho?

Nitya : wohi joh satya hai bhrata, aap koi mujhse prem nhi karte, isliye toh aap mujhe anat...

(Sahadev kept his hand on Nitya's mouth)

Sahadev : kuch bhi kaho hume, kroodh karo, chillao, chahiye toh shraap bhi de do, parantu khud ko ye mat bolo Nitu

(Both brother and sister had tears in their eyes and it was never ending, suddenly Nitya hugged Sahadev and cried more bitterly, her crying sound was like a stab in their heart, Nakul came and joined the hug, Bheem was about to go when Yudhisthir stopped him)

Yudhisthir : nhi Bheem aaj unhe ye pal jee lene dete hai
(Bheem agreed)

(After a good amount of hug, Nitya realised something)

Nitya : aap humare bhrata nhi?? hai na?? to aap bhi aayiye na....(To kunti sons)

(They all joined for the heartwarming hug, and separated after a good time, all the 6 siblings were happy)

Kunti : putri?? kaisi ho??

Nitya : aapne mujhe apka ye nirnay bataya kyu nhi?? kya aap nhi chahti thi ki mei bhi aau aap sab ke saath?

(Nitya ignored Kunti's question)

Kunti : nhi putri agar mei tumhe bata dete toh tum hum sab ko jane nhi deti

Nitya : agar aap mujhe prem se samjhake bata deti toh mei maan bhi jati mata (she took a pause) aapko ek baat pata hai shayad aap mujhse prem hi nhi karte isliye aapne aisa kiya, mujhe akela chod diya, aapko....aapko pata hai....mei kitni.....kitni da..daarr gayi thi....jab apke woo....woo tute hue kangan....kangan aur bhrata ke jale hue.....hue shashtra dekhe tabb....aisa....aisa lag raha tha mera.....mera sab kuch.....sab kuch chala gya hai jeevan see.....kyu hai hum jee...jeevit

Kunti : nhi putri.....(she cupped Nitya's cheeks) atyant prem karti hu mei tumse, agar mere putra meri shakti hai toh tum meri khushi ho, meri sehenshakti ho, mera jeeev.....

Nitya : kyu asatya keh rahe hai aap mata??

(This sentence shocked everyone to the core)

Kunti : mei asatya nhi keh rahi hu putri, mujhe tum bhi priy ho jaise mere putra hai, aur agar mei tumse prem nhi karti toh mei Nakul aur Sahadev ko bhi nhi leke jati, chod deti unhe bhi tumhare saath, parantu maine aisa nhi kiya, uska karan Duryodhan hai aur koi nhi, putri tumhe gyat hai na Duryodhan kuch bhi kar sakta hai mere putro ko mrit dekhne ke liye parantu mei aisa hote hue nhi dekh sakti, wo tumhe kuch nhi karega putri kyunki wo tumse prem karta hai, aur Pandavo se nhi, tumhe gyat hua abhi ki kyu tumhare bhratao ko yaha le aayi?

NITYA - THE ETERNAL ONE Where stories live. Discover now