Part -14
Alia was going to shoot Haseena but KS and Anubhav saved Haseena ..
Haseena ka shoulder se bohut bleeding ho rahe the .. Karishma ka eyes main ye dak kar aasu aa jate hai par vo strong rehte hain aur jaldi se Haseena ko hospital le jaate hai ..
Karishma : Haseena aap jage rahiye .. plz aap apni aankhen band mat kijiye please Haseena (now she can't hold herself & she started crying )
Haseena ke face per smile a jaati hai Karishma ko dak kar or uski voice sun kar ..
Karishma a little loudly : Haseena .. Haseena ham bol raha hai na .. aap apni aankhen khuli rakhiye ..
Haseena : aa .. aap ko pata hai kii ..
Karishma noticed Haseena ko bolna main problem ho rahe hai then she cut in mid : aap plz sirf meri sunaiye .. shhhh .. ab aap kuch nahi bolo gii ab
Haseena : voo ..
Karishma : Shhh .. mena bola na ..
Reached in hospital ..
Doctor or nurse aate hai
Karishma : doctor plz aap dakhiya na enko bullet lagi hai hand par ..
Doctor : hmm theek hai .. ab ap yahi ruki aap room mein nahin a sakte .. han aur yah form fil kar dijiye ..
Karishma : jii doctor .. but aap plz Haseena ko kuchh mat hone dijiyega .. plzzz
The doctor "said ok " and the doctor & nurse went from there ..
HM's Ammi rote hue aati hai : kahan hai meri bacchi .. Haseenaa .. kha par hai ..
Karishma Apne aansu chhupate hue ammi ko jawab deti hai : v .. voo doctor unko abhi le kar gayaa hai ..
Ammi : beta tum Haseena ki friend ho kya ..
Karishma doesn't know ki vo in dono ka rishte ko kya naam de .. she was thinking ..
Ammi : beta tum khaa kho gaye .. kuch toh bolo
Again silent .. no answer ..
Karishma ke man mein ek bada sawal uth gaya tha Ammi ke is que se .. ki aakhir kar vo Haseena ke liye itne pareshan kyon hai .. aakhir vah hai kaun uski .. ham to sirf 3 se 4 bar hi mile hain ..
Kya ham friends hai ? Y usse jyada ?
Ammi Karishma ko hilate hue dobara puchti hai " beta tum kahan khoe hue ho .. Maine to tumse ek chhota sa sawal poochha tha aur tum pata nahin kahan kho gai .. "
Karishma : j .. jii . Ham friends hai ..
Ammi : beta tumhara bahut bahut shukriya meri beti ko bachane ke liye ..
Karishma : Ammi aap pahle chup ho jaaiye .. aur yahan baithiye .. ismein shukriya ki kya baat hai ye to mera farj hai .. balki Haseena na meri jaan bachai hai Ammi .. nhi to vo goli mujhe lagne vale the ..
Ammi shocked ho jaati hai (kisi aur ke munh se ammi sunkar) fir thodi smile ke sath bolati hai
Ammi : beta Ammi to main sirf Haseena ki hun .. per jab tumne mujhe Ammi bola to mujhe ek apnapan sa laga .. or rahi baat jaan bachane ki to Haseena jarur tumhen vah goli nahin lagte dekh sakti thi isliye usne aisa kiya ..
Karishma notice karti hai ki usne kya bol diya ..
Karishma to herself : abhi tak maine apni feelings ke bare mein Haseena ko bataya nahin hai .. to usse pahle main yah kya kar rahi hun ..
Karishma har badhate hue : j .. jii vo aunty ji vo ..
Ammi Karishma ke sentence khatm hone se pahle bolane lagti hai ..
Ammi : beta tum mujhe ammi hi bulao tumhare munh se ammi sunane mein achcha lagta hai ..
Karishma smile karte hai ..
Yah donon bus aise hi ek dusron ko sambhalte hain ..
Room open hota hai aur doctor bahar aate hain aur bolate hain ..
Doctor : she is okay now .. aap thodi der mein unse mil sakti hai ..
Karishma ka face yah sunkar ek naye phool ki tarah khilta jata hai ..
Karishma Ammi ke kuchh kahane se pahle hi
Karishma : shukriya doctor .. aapka bahut bahut shukriya aapane aaj meri jaan bacha li ..
Doctor with a smile : yeh toh hamara farz hai (went) ..
Ammi : beta chot to Haseena ko lagi hai To Jaan tumhari kaise ..
Ammi ka sentence pura ho usse pahle hi Karishma ko Anubhav ka call aata hai ..
Karishma : Ammi ek bahut urgent call hai (bolate hue call pick up karti hai )
Karishma on call : Ji bhaiya boliye .. use Alia ka kya hua ..
Anubhav : behna woh goli lagne ki vajah se vah to vahi mar gai ..
Karishma : bhiya na meri wajah se to nahi huwa naa
Anubhav : nhi behana .. esma tumhari or us ladki (HM) ki koi galti nahi hai .. usse bus uske karmon ki saja mili hai .. I will handle all of this .. tum tension mat lo ..
Karishma : Ji bhiya .. han aur ab Haseena bhi out of danger hai (and then both cut the call )..
Itne mein Pushpa ji bhi hospital aati hai ..
Pushpa ji : princess aap ..app theek to hai na .. aapko kahin lagi to nahin na ..
Karishma : Pushpa ji mujhe kuchh nahin hua main bilkul theek hun ..
Pushpa ji : beta vah ladki kaisi hai jise goli lagi thi .. vah theek to hai na ab ..
Karishma : ji Pushpa ji ab woh bilkul theek hai .. doctor ne kaha hai thodi der mein mil sakte hain unse ..
Pushpa ji : Bhagwan ka bahut bahut shukriya jo use pyari si phool se bacche ko kuchh nahin hone diya ..
Karishma : Pushpa ji inse miliye yah Haseena ke aami hai ..
Teenon milkar Bhagwan ka shukriya ada karte hain .. aur fir Pushpa ji aur Ammi baten karne lagte hain
.
.
._
Thank you for reading & sorry for the mistakes ...
--- Is kahani mein aage kya hoga janne ke liye jude rahiye 😊❤️🌸 ...
And don't forget to vote , comment and follow ...
YOU ARE READING
Psycho In Love
FanficYou are not allowed to talk to someone else ... Psycho in Love ❤️🌸❤️