10

941 153 102
                                    

Meerab didn't seen in the university.Murtasim did not think that she would be so embarrassed. Nadim came and asked Murtasim where Meerab is? He could not answer. It remains to be seen how out of place the matter has become. Meerab even will not pick up the call.He didn't think so long. So he dialed the home number.Waqas received. He greeted and asked first,

"Baba Meerab kaha hai?"

Murtasim's shyness has always been a little low. That is why Waqas, as a father-in-law, cannot sacrifice his shyness.He Handed over the phone to Anila.She said her daughter is studying. Sitting at home reading all day. In the tension of the marriage, everything is consumed within a few days. Gaps are blooming now.Murtasim asks to her give his phone to Meerab.Meerab rolled her eyes when the phone was handed over to her.Anila is open her mouth and looks at her with colored eyes.

"Murtasim ka call hai."

Meerab jumps happily after hearing Murtasim's name.Anila smiles seeing her daughter's mood change like this.

"As Salamu Alaikum Sir."

"Kaha ho tum?"

"Pehle mere salam ka jawab dijiye."

"De diya hai."

"Apni man mein nahi.Jor se bole.Bole Walaikum As Salam taki mujhe sunai de."

"Walaikum As Salam.Aab bolo university kyun nahi aaye.Professor kiya sari class tumhe bad mein denge?"

"Aap chahe to de sakte hai.After all head of the department jo hai."

"Sab kuch ka ek rules aur regulations hota hai.Regular university aao and take your class on time."

"Mera university aane ka maan nahi karta."

"Wajah?"

"Aap jo hai waha pe.University aongi to aap se mulakat ho jayegi.Aap ke samne aate hi mujhe sharam aa jata hai."

"To thik hai mere samne aane ki jarorat bahi.Class Mein focus karo mujh pe nahi."

"Lekin mein apni is na farman ankhon ko kaise samjhao.Humesha sirf ise aap ko dekhna ka maan karta hai.Agar aap apne office mein bhi hote hai to bhi window ke glass mein nazar tik jata hai.Nazar ko apni kabu mein hi nahi kar sakti."

Murtasimm stops at Meerab's words. The mischievous girl became his wife a few days ago and now has started mischief with him.

"Lagta hai romantic filme e zyada dekh rahi ho is liye aisa lag raha hai.Aata hu raat ko dekhta hu mujhe dekkhe tumhari nazre kaise harqat karta hai."

Meerab control her laughs after receiving a silent threat.

"Kaal raat ko bhi ek romantic film dekhi.Kya hi khubsurat romantic scenes tha.Woh dekhne ke baad bas sare scene dimag se nikal hi nahi raha."

"Aaj se tumhari laptop mere kabje mein rahega.Aata hu raat ko."

Murtasim's voice has spunk.Meerab was very amused.She also said loudly,

"Aap ne mujhe shadi karke freedom diya tha aab mein freedom enjoy kar rahi hu.Aap ne hi to mujhe urne ke liye pankh diye the aur aap mujhe pinjre mein qaid karna chahte hai.Sab baat bolne ke liye tha kya?"

"Kafi himmat aa gayi hai tum mein?"

"Of course.Himmat ko meri challenge maat kijiye muh ke bal girenge.Mera shohar ek renowned university ke department ka head hai.Himmat to mere andar aani hi thi."

𝑹𝑨𝑺𝑯𝑸 𝑬 𝑸𝑨𝑴𝑨𝑹Where stories live. Discover now