Festival Vibes

356 55 23
                                    

Continue from previous part.....

It was Lohri today, Anubhav and Haseena had not planned anything for the same.

Amruta: Karan tum samjh nahi rahe ho, bhai Bhabhi ki first Lohri hai aur unke liye kapde lene hai mujhe

Karan: I got your feelings baby lekin mujhe office mein kaam hai toh main designer ke pass nahi chal sakta (he said)

Amruta: dekho agar tum nahi chale toh I'll kill you

Karan: jail ho jayegi tumhen

Amruta: apne bhai Bhabhi ke liye main jail bhi chali jaungi

Karan: baby please try to understand.

Amruta: nahin!! Tum designer ke yahan pahuncho I'm coming. (She disconnected the call)

Karan: ab jana hi hoga

NK Designers

Amruta and Karan selected clothes for Anuseena.

Amruta: Karan tum ek kaam karo Bhai aur Bhabhi ko apne Ghar bula lo

Karan: Kyun??

Amruta: jitna bola utna Karo na

Karan: Thik hai main Bhai ko call kar deta hoon.

He called Anubhav and ask him to come for a snack  party with Haseena

𝕊𝕀ℕ𝔾ℍ 𝕄𝔸ℕ𝕊𝕀𝕆ℕ

💮 Anuseena's Room 💮

Haseena was talking to her mother on call

Meghna ji: kya hua beta tu udaas lag rahi hai

Haseena: nhi Maa aisa kuch nahi hai. Aap bekar mein pareshan ho rahi hai

Meghna: dekh beta Aaj Lohri hai aur ye Naya saal hota hai. Agar tere aur Anubhav ke bich koi bhi pareshani hai na usse Lohri ki aag mein jala dena. Tere Papa ne soch samjh ke usse tere liye chuna hai. Anubhav bahut hi acche insaan hai, aaj ke jamane mein unke jaisa ladka milna bahut khushnaseebi ki baat hai

Haseena: Oho Mumma aap toh aise bol rahi hai jaise Anubhav pe pura granth likh dengi (Haseena chuckles)

Meghna ji: hatt pagli. Accha bata tune Lohri ke liye kya banwaya hai (she asked)

Haseena was going to reply but Anubhav's call came.

Haseena: Maa Anubhav ka call aa raha hai. Shaam ko milte hai

Meghna ji: chal thik hai aur meri baat yaad rakhna

Haseena nods and disconnect the call. She picked up Anubhav's call.

Anubhav: Haseena woh Karan ka phone aaya tha, usne humein snacks ke liye apne ghar bulaya hai so aap aa rahi hai

Haseena: ji hum aa jayenge.

🅚🅐🅡🅐🅝'🅢 🅗🅞🅤🅢🅔

Karan: bhabhi ye cookies lijiye na.

Haseena: Karan aap formality mat kijiye. Hum le lenge

Anubhav: Kamal hai aap Haseena, humare parivar walon ka kya Dil jeeta hai aapne (in mind smiling)

Light of His Life Where stories live. Discover now