The Care

356 62 23
                                    

Continuation from previous part....

Karan and Amruta brought Haseena home

Alok: Tum thik ho na Hasi beta (asked politely)

Haseena: ji Baba

Alok: apna khyal rakho hmm (keeping his hand on her head)

Bua Dadi: ab kaisa lag raha hai beta (fake smile)

Haseena: Hum thik hai

Bua Dadi: Tumhen kamre mein jaake aaram karna chahiye (she nodded) Amruta isse dhyan se le jaao

Amruta takes Haseena to her room. Karan goes to Anubhav

Karan: bhai maidan Khali hai, jaake keh do ki ranjha ko heer se kitna pyar hai. Bhabhi bhi aap pe dil haar jayengi I'm sure (excited)

Anubhav: Tum bhi chalo na mere saath (getting nervous)

Karan: Main kyun? Mujhe aap donon ke bich kabab mein haddi nahin banna hai

But Anubhav took him with him.

💮💮 Anuseena's Room 💮💮

Amruta and Haseena came in the room, it was beautifully decorated with red roses. Haseena sat on the bed when she saw a card. She opened it

' Welcome back dear Haseena ji, saara kamra aapke favourite red roses se sajaya hai taki iski khusboo se aapko sukoon mile. Jo paise bache the usse garibon mein de diye jaisa aap karti hai. Get well soon ❤️' she reads in mind

Amruta: Wow di, aapka kamra kitna khubsurat lag raha hai. Bhai ko kitna khyal hai na aapki pasand ka isiliye aapke favourite roses lagaye hai unhone (sitting beside her)

Anubhav and Karan was listening to them standing near the door of the room

Haseena: Tumhare bhai to hai hi aise, dusron ko muskurata dekhkar hi muskura dete hai (thinking about him)

Anubhav: accha To yah sochti Aap hamare bare mein aur hamen kabhi bataya bhi Nahin. Chalo achcha hai kam se kam Amruta ke sath to aap sab kuchh share Karti Hain ( said in mind smiling)

Amruta: Bhai aur aapke saath sirf acchi cheezen hi honi chahiye kyunki aap dono itne acche hai (Haseena smiles) Waise Bhai bata rahe the ki aapne behoshi ke samay sab kuch suna...jo bhi unhone bola. Toh kya suna tha aapne

Before she can reply, Anubhav interuppted.

Anubhav: Amruta, Karan tumhen lunch pe le jaana chahta hai toh jao. Karan le jaao isse

Karan: haan, chalo Baby

Amruta: Are you sure ki main jaun Bhai

Anubhav: jitna jaldi ho sake jao

Amruta: Okay!!

Anubhav: hum inhe chodke aate hai (to Haseena) chalo

Outside the Mansion

Anubhav: Tum dono samjhte kyun nahi, hum abhi nahi bol sakte

Amruta: Kyun nahi bol sakte Bhai. Already 6 mahine hone wale hai aapki shaadi ko ab aur wait mat karo

Karan: I agree

Light of His Life Where stories live. Discover now