Love, trust and loyalty ❤️ ❤️ (part 70)

971 155 15
                                    

Let's start
.
.
.
.
.
Everyone was busy having fun downstairs.
.
Other side Yogita in her room
.
.
Yogi: How dare she usna mujhe thappad mara Yogita Bihani ko meri itni insult ki sab ka samna how dare she.

She she started throwing things and was behaving like a phycho and her mother entered her room

Bua: Yogita kya kar rahi hai pagal ho gai hai kya shaant ho ja

Yogi: Mom usna meri itna insult ki mujhe thappad mara or aap bol rahi hai main shaant ho jau main ussa barbaad kar du gi

Bua: Chup ho ja or tu kuch nahi kara gi or hum kuch dino main yaha sa chala jaya ga or suna nahi wolog kon hai ek min main hum road pa aa jaya ga or waise galti Teri hai kisna bola tha tujhe uska baap sa aaisa baat karna or tuna jhooth bhi bola ki tu head designer hai or uski dost hai galti Teri hai na

Yogi: seriously mom aap tho meri shaadi Karan sa karana chahti thi na ab kaise palat gai or aap mujhe galat bol rahi hai

Bua: ha chahti thi par pata nahi tha ki kissa shaadi Hui hai uski agar usko pata chal Gaya na hum kya plan kar raha hai hum road pa aa jaya ga

Yogi: I don't care mom aaj uski or uski family na meri bhut insult ki hai uska badla tho main la kar rahu gi

Bua: Dheak yogita khabardaar jho tuna kuch Kiya tho or Teri wajah sa huma koi problem hui tho haa or ek baad karan ka khayal apna dimag sa nikal da or yeh baat jitna jaldi ho saka dimag main dal la.

Saying this bua left the room but yogita was very angry.

Yogi: Phala tho mujhe karan sirf uska paiso ka liya chaiya tha but ab main karan ko uss Tejasswi sa badla Lena ka liya chaiye.

Yogita thought something and went downstairs she saw Tejasswi was going inside the kitchen and she followed her.

Yogi: Bhut ghamand nahi na tumha apna pyaar or pariwar pa

Teju: Excuse me

Yogi: Excuse you tumha kya lagta hai karan tumsa bhut pyaar karta hai

Teju: lagta nahi mujhe pata hai wo mujhse kitna pyaar karta hai

Yogi: ohh so sad baby wo tumsa nahi tumhari khubsurti sa pyaar karta hai par ab zayda din nahi apna aap ko mirror main dheaka bhi hai kitni moti ho gai ho or phir pregnancy ka baad strech marks, hair loss or pata nahi kya kya tumha lagta hai karan tumsa tab bhi itna pyaar kara ga.

Teju ka mood off ho jata hai Yogita smile karti hai q ki uska plan work kar raha tha but but but..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Teju started laughing yogita was shocked and irritated with her laughing.

Yogi: kya hua pagal ho gai ho sadma lag gaya kya yeh sooch kar ki ab tumhara pati mera saat ho ga

Teju stopped laughing

Teju: Darling wo kahawat hai na kutta pal lo billi pal lo but galat fahmi mat Palo tumha kya lagta hai tumhari yeh sab baata sun kar main insecure ho gai so let me clear you one thing main jitni bhi moti q ma hu, jitna bhi strech marks q na aaya or kitna bhi hair loss q na ho my sunny will not stop loving me and ek or baat bolu mujhe I'm 8 months pregnant and mujhe lagta hai main tho pahale sa or bhi beautiful ho gai hu tho tumhe jitna try karna hai kar lo par kya hai yeh sab baata mera or sunny ka pyaar kaam nahi kar sakta.

Yogita was burning with anger

Yogi: dheak lena kuch dino main karan mera ho ga

Teju: all the best darling

And teju left from kitchen leaving her alone.

Yogi:  karan mera ho ga dheak lena

And she too went to the living room

Selfless LoveWhere stories live. Discover now