Epilogue

222 6 1
                                    

"Jiyaaaaaa......mera lehenga abhi tak nehi aya. Main kya karu? Koi kam dhaang se kyun ni ho raha yaar...?" Noor screamed in frustration.

Ashika and Jiya were looking at an angry Noor holding their heads.

Noor was strolling around impatiently and angrily.

"Yeh toh bohat gusse mein hai, Jiya. Samne jayenge toh chaba jayegi." Ashika whispered being scared.

"Main toh shaant karra rahi hu. Par yeh sune tab nah...!" Jiya whispered back.

"Khus fusana band karo...aur itna kam baaki hai...aaaaahhhh....kuch nehi ho raha." Noor said angrily. "Upar se yeh make-up artist bhi pata nehi kaha hai...hume time pe venue bhi toh pouchna hai..."

"Ke hove hai? Itna shorr sharaba kyun hove hai?" A voice could be heard from the direction of the door. Noor turned around angrily and saw a smiling Elvish. She looked at Elvish frustratedly but when Elvish stepped aside, she saw Manisha and her frustrated phase immediately went away. She smiled brightly. "Monsha rani...." she called out and hugged her in happiness.

"Bhai abhi toh yeh gussa thi....bohat jald hi insaan palat gaya." Ashika whispered in Jiya's ears.

"Pregnant Manisha hai aur mood swings iske hai." Jiya said with a done face.

"Aur baccha kaise ho?" Noor said caressing Manisha's baby bump.

"Abhi nikle bhi nehi baccha aur iska yeh haal hai niklegi toh Rani dekhna humko nehi degi khud hi rakh legi." Elvish said laughing.

Noor glared at him and then made Manisha sit on bed comfortably.

"Tab tak iska khudka hojayega." Jiya said. Hearing Jiya, Noor turned into a tomato, "Kuch bhi..k-kuch bhi mat bol."

"Accha accha thik hai. Ab bata kya hua?" Manisha asked.

"Kya hua? Bol kya nehi hua? Meri make up artist nehi ayi, mehndi artist bhi nehi aayi. Aaj mehendi hai. Parso shaadi...meri lehenga bhi nehi aayi. Main kya karuu?" She said in one go.

"Shaant ho jaa yaar, Noor. Sab thik hoga." Ashika said trying to calm her down.

"Iska kuch nehi bas bridal nervousness chal rahi hai. Mere shaadi mein yaad hai na. Kitna machal rahi thi. Tumlogo ne kitna koshish kiya sambhal ne ki par nehi ho raha tha." Manisha explained.

"Aur phir Elvish ko dekhke hi chup hogayi thi. Dil ko thandak milgayi thi teri." Ashika said making her and Elvish blush.

"Thik hai. Tum log raho. Main Abhishek ke paas jaata hu. Waise toh sab hai par humme se koi toh rehna chahiye." Elvish said and left from there.

"Noor, shaant reh aur dress pehen le aapni. Hum sab manage karlenge." Jiya said and Noor went to change her clothes.

Time skips,

Time skips,

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
🌸Colours Of Emotions🌸Where stories live. Discover now