Shadi Khatam!!!

48 4 2
                                    

(Then shadi ki sare rasme ho jate hai)
Shubham- Mere jute kaha hai...
Submit- humare pass jijaji...😂
shubham- arre yaar naksh bhai Kartik aap dono se yeh jute tak sambhale nahi gaye...
Naksh- Yaar pura plane thik se kaam kar raha tha lekin pata nahi last mai Kya ho gaya or yeh gadha kartik ladkiyo se haar jata hai...
Kartik- Arre yaar bhai Kya hai...
shubham- naksh bhai jo bhi keh rahe hai thik keh rahe hai pakka tujhe phirse bhook lagi hogi or taras kha liya hai na kartik...
Kartik- Haan aap sab na sirf mujhe hi bolo vikram mansi or keerti bhabhi bhi toh kuch nahi kar pai na...
Keerti/Vikram/Mansi- Kiu bhai Hume bich mai kiu la rahe ho...
Kartik- Kiuki aap sab already beech mai ho...
swarna- arre bas bas pehele joote toh lekar aao...
akshara- haan naira Jao beta joote tumhare pass hi honge lekar aao...
Naira- Ji mumma...
(Naira joote lekar aati hai)
Naira- yeh lijiye joote...
Shubham- toh batao Kya chahiye...
naira- kuch nahi chahiye bas aap dono humesha saath rehena jhagde kam karna or khush rehena...
(then shubham and suhana hug's naira)
(then shadi khatam ho jati hai sare gueast chale jate hai)
Sushma- chalo tum dono baccho jao or aaram karo...
(then shubham or suhana chale jate hai)
Ruhan- aap sabka bohot dhanyawad humari bacchi aapke ghar jayegi isse aachi baat ho hi nahi sakti..
Manish- dhanyawad toh Hume karna chahiye aapko aapne aapni Itni pyari beti ko humare ghar bhihaya hai aapka bohot bohot shukriya... or aap sabka bhi... naitik tumne meri bohot madad ki thank you...
Naitik- arre dosti mai Kya thank you or Kya sorry or haan parivar parivar ke kaam nahi aayega toh koun aayega...
(then all hug's each other except youngsters)
Akshara- aacha toh aab sab chale bohit raat ho gai hai hum sab or bacche bhi bohot thak gaye hai...
(then sab chale jate hai aapne aapne room mai then 12 baje kartik naira ke kamre mai aata hai)
Naira- Arre tum...tum yaha Kya kar rahe ho...
Kartik- kaha tha na ki aaunga last night hai na Europe mai so... waise tum aabhi packing kiu kar rahi ho...
naira- arre kal jaldi jaldi mai packing karne se koi samaan chut jata toh phir...
kartik- oh ya right!!! mai kuch help karu...
naira- arre koi jarurat nahi hai mai khud kar lungi...
Kartik- arre karta hu na tum bas hukum karo...
naira- aacha thik hai...
(then naira jo karne ke liye bolti hai kartik wahi karta hai then packing ho jati or kartik thak kar bed par late jata hai)
Kartik- oh god... bohot thak gaya...
naira- kaha tha na maine ki mai khud kar lungi tumhe help karne ki chull machi hui thi aacha aab jao mai bohot thak gai hu mujhe bohot tez nind aa rahi hai
(then kartik pulls naira on bed)
Kartik- Itni bhi Kya jaldi hai... or waise bhi mai kuch soch raha tha...
naira- Kya soch rahe the?
kartik- ki aabhi shubham bhai or suhana bhabhi ke bich Kya ho raha hoga janne ki Itni curiosity badh rahi hai na ki mai Kya batau...
(then naira push kartik)
Naira- kitne bade wale besharam ho na tum... tumhe yeh sab kiu Janna hai...
kartik- woh actually thode bohot tips mil jayenge aapni bari ke liye toh...
naira (Blushing)- Kya kartik tum bhi na.. tum aab jao please yaha se bohot late ho gaya hai or mujhe sona bhi hai so please jao...
Kartik- aacha thik hai thik hai mai chala jaunga lekin usse pehele eek chummi do mujhe...
naira- arre eek din mai kitni baar karu...
kartik- tum toh aise keh rahi ho kaise har din deti reheti ho...
naira- Kya yaar kartik...
kartik- arre eek chummi karne ko toh kaha hai kounsa aapne sath first night manane ko kaha hai kar do na please ya phir mai hi kar dunga please...
naira (shying)- kartik!!!
kartik- please...
(then kartik kiss naira on her *samajh jao bas😂*)
kartik- aacha okay bye good night I Love You Naira❤❤
naira- good night I Love You Too Kartik❤

Pehele Pyar Ka Pehela Nasha💘Where stories live. Discover now